What is Klinger volume oscillator indicator?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Klinger volume oscillator indicator?
    Asalamualikum dear members hope you all are fine and doing well on forex trading.dear members jsa k ap janty Hain indicator market ka analysis krny mein bht important role play krty hain.aaj hm Klinger volume oscillator k bary mein baat krein gy.

    Klinger's volume oscillator indicator :

    Klinger volume oscillator indicator aik volume indicator hy jo market Mein volume ko indicate krta hy k market Mein es Waqt buying volume kya chal rha hy or selling volume kya chal rha hy.

    Click image for larger version

Name:	Il3rQ4JV-AENIWOZverDl1FUps7mbCH_OrkYR7In8eY.jpg
Views:	1
Size:	47.8 کلوبائٹ
ID:	12539309

    uses of this indicator :

    Dear members Klinger's Volume Oscillator ke base py b kam krta hy .Es ko tab b use kiya jata hy or yeh oscillator pairs ke prices movement main volume k following out ke base py b kam krta hy. or yeh volume force us time oscillator main convert hoti hy jab volume k fast moving average ko slow moving average sy sub tract krti hy .or es ke sb sy important baat Hy k es main volume force ko generate krney k liye high low volume ko use kiya jata hy .es tarah yeh oscillator kafi helpful sabit hota hy. Hmain apny work py focus krna chaheay.

    Click image for larger version

Name:	klinger-3-1024x389-3.png
Views:	2
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12539308

    Calculation :

    Dear wsy har topic ke calculation ke jati hy es tarah ap ko Klinger's Volume Oscillator ki calculation btati hon es ki calculation k bhi following steps hain or es main es ka volume calculate kiya jata hy or es main period ko compare kiya jata hy positive or negative trend main . Jesy k hm krty hain 44 ki exponential moving average ko 55 ki moving average sy substract krtey hain es ka formula bhi following hy.
    Volume force = V X ( 2x ( dm / cm ) -1 ) x T x 100
    Or es main ap ko pta he hota k volume ko V sy or trend ko T sy show kiya ja raha hy .

    positive and negative effects :

    hm es ko identify kr skhtey hain positive or negative Klinger's ko jb es mein prices rise kr rahi hoti hy or Klinger's Volume agr negative ho to yeh bearish divergence ko indicate krti hain or jab prices fall kr rahi hoti hy or Klinger's Volume positive ho to yeh bullish divergence ko indication hoti hy .es trh hmain negative or positive Klinger's Volume ka pta chal jata hy .or hm market ke movement ko easily smjh skty Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Klinger volume oscillator indicator?

    Klinger Oscillator


    astifn klngr ne klngr oscillator banaya taakay paisay ke bahao ke taweel mudti rujhan ko qaim kya ja sakay jabkay abhi tak woh mukhtasir muddat ki tabdeelion ka pata laganay ke liye kaafi hassas hai. Indicater stock ke zariye muntaqil honay wali raqam ke hajam ka tajzia karta hai jo un sikyortiz ki qeematon mein badalta hai, phir nateeja ko aik oscillator mein tarjuma karta hai. do harkat Pazeer ostoon ke darmiyan farq jo qeemat se ziyada par mabni hain kilinger osclicater ke zareya dekhaya gaya hai. isharay par divergen ka istemaal traders mustaqbil ki qeematon mein tabdeeli ka ishara dainay ke liye karte hain. aik signal line, dosray oscillators ki terhan, izafi tijarti signal faraham karne ke liye shaamil kya ja sakta hai .
    traders tools ka istemaal karte hue tijarti isharay ki tasdeeq karen ge jaisay trained lines, moving averages, aur deegar isharay. tajir break out ya kharabi ki tasdeeq ke liye chart patteren jaisay qeemat ke channels ya masalas ke sath mil kar bhi osclicater ka istemaal kar satke hain. cross over aur divergence aksar hotay hain, is liye isharay behtareen kaam karta hai jab un deegar takneeki tijarti hikmat amlyon ke sath milaya jaye .

    Calculating the Klinger Oscillator

    waqt ki muddat ke douran kal hajam ke sath sath aala, kam aur qareebi qeematon ko bhi note karen .
    yeh dekhnay ke liye ke aaya rujhan acha hai ya manfi, is ka mawazna pichli muddat se karen .
    mojooda muddat ke aala aur kam points ka istemaal karte hue dm ka hisaab lagayen .
    dm aur pichlle centi meter ki qader ka istemaal karte hue, cm ka hisaab lagayen. agar zaroori ho to, pehli ginti mein pichli centi meter ki qader ke liye dm ko tabdeel karen .
    hajam qowat ka hisaab kitaab ( vf ) banayen .
    vf ke 34- aur 55- period emas ka taayun karen .
    ema ke liye, kilinger ne darj zail farmolh istemaal kya :
    Interpretations for Price Direction



    Kilinger osclicater hisaab karne ke liye aik paicheeda aala hai, lekin yeh qowat hajam ke tasawwur par mabni hai, jo hajam, rujhan ( misbet ya manfi ) aur darja hararat ( mutadid un pitt aur agar / to bayanaat par mabni ) ko mad e nazar rakhta hai. Osclicater is data ka istemaal karte hue mukhtalif time framoon ( aam tor par 34 aur 55 ) par qowat ke hajam ki do kfayti harkati ost ke darmiyan farq ka mawazna kar ke tayyar kya jata hai. maqsad yeh zahir karna hai ke kis terhan security se guzarnay wala hajam is ki taweel aur mukhtasir muddat ki qeemat ki simt ko mutasir karta hai .
    The Signal Line



    signals ki khareed o farokht ko mutharrak karne ke liye, aik signal line ( 13 period moving average ) istemaal ki jati hai. yeh tareeqa dosray isharay jaisay moving average knorjns divergence ( macd ) se peda honay walay signals se kaafi milta jalta hai. agarchay yeh un asharion ke zareya faraham kardah bunyadi isharay hain, lekin yeh zehen mein rakhna zaroori hai ke yeh tknikin barri tadaad mein tijarti signal peda kar sakti hain jo side way marketon mein itnay madadgaar nahi hain .
    The Uptrend



    tajir is waqt khareed satke hain jab kilinger osclicater neechay se signal line se oopar jata hai jab koi asasa majmoi tor par up trained mein hota hai, jaisay ke jab yeh is ki 100 muddat ki moving average se oopar ho aur kilinger sifar se oopar ho ya sifar se oopar ho .
    jab koi stock up trained mein hota tha aur phir apni signal line se oopar jane se pehlay sifar se neechay ki ghair mamooli nichli satah par doob jata tha, klngr ke mutabiq, yeh lambi position lainay ka acha waqt tha .
    The Downtrend


    jab kilinger osclicater oopar se signal line se neechay girta hai, to tajir aik asasa farokht ya mukhtasir kar satke hain jo majmoi tor par gravt mein hai. yeh khaas tor par qabil zikar tha, klngr ke mutabiq, jab isharay ne sifar se oopar ki aam chhalang dekhi thi .
    kuch traders zero line ka istemaal oopar ke rujhan se neechay ke rujhan ki taraf ya is ke bar aks karne ke liye karte hain. agarchay is terhan ke isharay hamesha qeemat ki naqal o harkat se munsalik nahi hotay hain, lekin sifar se oopar ki harkat barhti hui qeemat ki tasdeeq karti hai aur sifar se neechay girnay se qeemat mein kami ki tasdeeq hoti hai .
    • #3 Collapse

      Re: What is Klinger volume oscillator indicator?

      Introduction
      Asalam o alaikum dear forex members kesy hain ap sb log umeed ha k ap sb thk hon gy r forex trading me acha work out kr rhy hon gy. Desr forex me agr ap successful hona chahty hn to apko chahiye k ap apny knowledge r experience ko technical Analysis ki hwlp se trading me use krrn r daily basis pe profitable trading kar k achi earning hasil kren. Main aj apky sth ek important topic discuss kru ga jo k Klinger volume Oscillator ha.. Dear members forex market me ye Oscillator pair ki price moment me volume r flowing in our basis pr wprking krta ha. Is me volume force ko generate krny k ly high low clise me volume ko use kia jta ha. Ye volume force us wqat oscillator me convert hoti ha. Jb volume ko fast exponential moving average ko slow exponential Moving Average me subtract krty hn...
      (a) Uptrend Klinger volume oscillator
      (b) Uptrend Klinger volume oscillator

      Click image for larger version

Name:	download (2).jpg
Views:	3
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12403177

      Trading Techniques with Indicator in MT4 Terminal

      Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movement smajhna k liye price chart ko read kerta ha. Q k price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Technical Indicators currency pairs aur commodities k price chart man price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most important technical tool han. Trader forex trading man kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye ""technical indicators"" per depend kerta ha. Aj man apka sath ""Klinger Volume Oscillator Indicator"" per apna knowledge share kerta hon. Klinger Volume Oscillator k mtabiq ager currency pairs aur commodities ki price 100- period ki exponential Moving Average sa oper ho to isko up-trend man consider kia jata ha. Ager price 100- EMA sa oper ho aur Klinger line zero ya zero sa above ho aur mazeed Klinger Oscillator signal line ko nicha sa oper ki taraf cross kara to is per trader ko ""buy ki trade"" active kerni chaheye
      Click image for larger version

Name:	download (1).jpg
Views:	2
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12403178
      • #4 Collapse

        Re: What is Klinger volume oscillator indicator?

        Asalam o alaikum dear forex members kesy hn ap sb log umead hy k ap sb thk hn gy or forex trading me acha work out kr rhy hn gy. Dear forex me agr ap successful hona chahty hn to apko chahiye k ap apny knowledge or experience ko technical Analysis ki help sy trading me use krrn or daily basis pe profitable trading kar k achi earning hasil kren. Main aj apky sth ek important topic discuss kru ga jo k Klinger volume Oscillator ha.. Dear members forex market me ye Oscillator pair ki price moment me volume r flowing in our basis pr wprking krta ha. Is me volume force ko generate krny k ly high low clise me volume ko use kia jta ha. Ye volume force us wqat oscillator me convert hoti ha. Jb volume ko fast exponential moving average ko slow exponential Moving Average me subtract krty hn. Dear members Klinger's Volume Oscillator ke base py b kam krta hy .Es ko tab b use kiya jata hy or yeh oscillator pairs ke prices movement main volume k following out ke base py b kam krta hy. or yeh volume force us time oscillator main convert hoti hy jab volume k fast moving average ko slow moving average sy sub tract krti hy .or es ke sb sy important baat Hy k es main volume force ko generate krney k liye high low volume ko use kiya jata hy .es tarah yeh oscillator kafi helpful sabit hota hy. Hmain apny work py focus krna chaheay.

        Trading Techniques with Indicator in MT4 Terminal

        Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movement smajhna k liye price chart ko read kerta ha. Q k price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Technical Indicators currency pairs aur commodities k price chart man price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most important technical tool han. Trader forex trading man kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye ""technical indicators"" per depend kerta ha. Aj man apka sath ""Klinger Volume Oscillator Indicator"" per apna knowledge share kerta hon. Klinger Volume Oscillator k mtabiq ager currency pairs aur commodities ki price 100- period ki exponential Moving Average sa oper ho to isko up-trend man consider kia jata ha. Ager price 100- EMA sa oper ho aur Klinger line zero ya zero sa above ho aur mazeed Klinger Oscillator signal line ko nicha sa oper ki taraf cross kara to is per trader ko ""buy ki trade"" active kerni chaheye.

        Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	1
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12403180

        Klinger Oscillator


        astifn klngr ne klngr oscillator banaya taakay paisay ke bahao ke taweel mudti rujhan ko qaim kya ja sakay jabkay abhi tak woh mukhtasir muddat ki tabdeelion ka pata laganay ke liye kaafi hassas hai. Indicater stock ke zariye muntaqil honay wali raqam ke hajam ka tajzia karta hai jo un sikyortiz ki qeematon mein badalta hai, phir nateeja ko aik oscillator mein tarjuma karta hai. do harkat Pazeer ostoon ke darmiyan farq jo qeemat se ziyada par mabni hain kilinger osclicater ke zareya dekhaya gaya hai. isharay par divergen ka istemaal traders mustaqbil ki qeematon mein tabdeeli ka ishara dainay ke liye karte hain. aik signal line, dosray oscillators ki terhan, izafi tijarti signal faraham karne ke liye shaamil kya ja sakta hai .
        traders tools ka istemaal karte hue tijarti isharay ki tasdeeq karen ge jaisay trained lines, moving averages, aur deegar isharay. tajir break out ya kharabi ki tasdeeq ke liye chart patteren jaisay qeemat ke channels ya masalas ke sath mil kar bhi osclicater ka istemaal kar satke hain. cross over aur divergence aksar hotay hain, is liye isharay behtareen kaam karta hai jab un deegar takneeki tijarti hikmat amlyon ke sath milaya jaye.

        Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	1
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12403179
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is Klinger volume oscillator indicator?

          Assalam o Alaikum dear friends jasa k aap sab ko is bat ka pta hy k forex trading aek bhot risky business hai. Or is main profit k sath sath hamein loss bi kafi hota hai. Isi leye jb tk hamein forex market ka knowledge or is ka experience na ho to is main hamein trading nahein krni chaey. Aj hm klinger volume oscillator indicator kobht achy sy define krty hain. Jis sy hmein treading main bht help ho gi hm successful treading kr skty hain.


          Define Klinger Volume Oscillator indicator:


          Dear members klinger volume oscillator indicator aek volume indicator hay . Aur ju market main volume ko indicate krta hay. Aor ju market main os m time buying volume kea chalta hay. Phr selling volume kia chal rha hay.

          Click image for larger version

Name:	Klinger-Volume-Oscillator-KVO.png
Views:	5
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12403198

          Effects:

          Klinger volume oscillator indicator ko maloom kar sakhtey hain.Aur positive aur negative Klinger's ko jab is main prices rise kar rahi hoti hay . Klinger's Volume agar mainas ho to yeah bearish divergence ko indicate krti hain. Aur jab prices fall kar rahi hoti hyy .Aur Klinger's Volume palus ho to yeah bullish divergence ko indication hoti hay .Es trha hmaein mainas aur palus Klinger's Volume ka pata chalta hay .Aur ham market key harkat ko asani sy smjha skty hain.

          Click image for larger version

Name:	klinger.png
Views:	1
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12403199

          How to use indicator in forex market:

          Forex market main klinger volume oscillator key base pay bhi work krta hay .Aur is ko tab bhi istemal kea jata hay. Aor yeah oscillator pairs key prices hrkat mein volume key following out key base pay bh work krta hay. Aur esy yeah volume force uo time oscillator mein tabdel hoti hay. jab volume key jaldi moving average ko ahista moving average see sb tract krti hay .Es key sb say eham bat yah hy. Key Es mein volume force ko generate krny key leay high low volume ko estemal kea jata hay .Es tarah yeah oscillator bht madad gar hota hy. AUR hmein apny kam par dehan dena chaey take k treading mein koi masla na ho aur hm successful treading kr skein.

          Click image for larger version

Name:	klinger-volume-oscillator.png
Views:	6
Size:	53.3 کلوبائٹ
ID:	12403201

          Explain:

          Market main vesy her topic key hesab key jati hay. Aur is tarah hm klinger volume oscillator ki hesab btati hon es ki hesab key bi following muhtalif step hain. Aur is mein is kaley volume hisab kia jata hay . Aor is mein period ko compare kea jata hay. Positive + aur- negative trend mein . Yeah jesy key ham krty hain. Or 33 ki exponential moving average ko 44 ki moving average see substract krty hain. Is ka formula bhi nechy bataya gea hay.Volume force = V X ( 2x ( dm / cm ) -1 ) x T x 100.Aur is mein hmein ko pata hay . volume ko V see aur trend ko T see zahir kea ja raha hay .Dear meme forex mein kamyab hony k leay hmein in Chand cheezon ko maind main set krna chaey ta key hm jb BHI tread krin tu kisi kisam ki probably face na krni parhy . Aur hm best treading kr skein. Aur achi earning ho skty.
          Last edited by ; 18-06-2022, 06:31 PM.

          اب آن لائن

          avatar Azaad
          avatar Qasi
          Working...
          X