Asalamualikum dear members hope you all are fine and doing well on forex trading.dear members jsa k ap janty Hain indicator market ka analysis krny mein bht important role play krty hain.aaj hm Klinger volume oscillator k bary mein baat krein gy.
Klinger's volume oscillator indicator :
Klinger volume oscillator indicator aik volume indicator hy jo market Mein volume ko indicate krta hy k market Mein es Waqt buying volume kya chal rha hy or selling volume kya chal rha hy.
uses of this indicator :
Dear members Klinger's Volume Oscillator ke base py b kam krta hy .Es ko tab b use kiya jata hy or yeh oscillator pairs ke prices movement main volume k following out ke base py b kam krta hy. or yeh volume force us time oscillator main convert hoti hy jab volume k fast moving average ko slow moving average sy sub tract krti hy .or es ke sb sy important baat Hy k es main volume force ko generate krney k liye high low volume ko use kiya jata hy .es tarah yeh oscillator kafi helpful sabit hota hy. Hmain apny work py focus krna chaheay.
Calculation :
Dear wsy har topic ke calculation ke jati hy es tarah ap ko Klinger's Volume Oscillator ki calculation btati hon es ki calculation k bhi following steps hain or es main es ka volume calculate kiya jata hy or es main period ko compare kiya jata hy positive or negative trend main . Jesy k hm krty hain 44 ki exponential moving average ko 55 ki moving average sy substract krtey hain es ka formula bhi following hy.
Volume force = V X ( 2x ( dm / cm ) -1 ) x T x 100
Or es main ap ko pta he hota k volume ko V sy or trend ko T sy show kiya ja raha hy .
positive and negative effects :
hm es ko identify kr skhtey hain positive or negative Klinger's ko jb es mein prices rise kr rahi hoti hy or Klinger's Volume agr negative ho to yeh bearish divergence ko indicate krti hain or jab prices fall kr rahi hoti hy or Klinger's Volume positive ho to yeh bullish divergence ko indication hoti hy .es trh hmain negative or positive Klinger's Volume ka pta chal jata hy .or hm market ke movement ko easily smjh skty Hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим