Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    zahir hai market mai jab koi chiz atii hai tu sub log uss kay dewanay ho jatay hai aur uss ko karedna chahtay hai bilkul isi tarha trading mai bhi hai jab price barhta hai tu dil apni jaga par nahi rehta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g han jb price ups and down hoti hain tu us ky sat boaht tazi sea dill darkta hai aur ek aajib sea tenshion hoti hai keh kahien loss na ho jay esi ko forex trading kehtay hain
      • #63 Collapse

        Yes brother sahi kaha aap ne agr aisa na ho to forex me maza na aye .Forex me cruncies ke sell or buy se waqai me trading k waqat dil tezi se dardhk raha hota hy kyoun na k kuch dair me result a jata hy aap ki trading ka.
        • #64 Collapse

          g bilkul ager ap ka oder laga howa ho to price kay upor down janay kay sat sat ap i heart beat b move karte h, ese leya to kahty hain, ap ko forex trading emotions contol kar kay karne chaia taky ap loss say bach sakain
          • #65 Collapse

            yes jab tread lagaty hain to market me to currency ka rate ups ya downs huta hain to is ke sath hi hamary dil ki dharkan bhi move krni lag jati hain aur is sy ham tension me ajaty hain aik bara loss kr jati hain lekin ye loss huta hain
             
            • #66 Collapse

              yes dear main apki bat sey agree hon dil zrour dharta hy lekin apny plan k sath kam kya jae tto market up ho ya down to ap ko koi tenshen nai ho g
              • #67 Collapse

                Yes i agree with all of you members .Trading main price up aur down hoti rahti hai .Aisay main traders ko chahiey kay bajaey dil kay dharknay kay us ko zaida say ziada seekhna chahiey .ta kay next time investment kay waqat ap soch samajh kay market kay hisab say invest kar sakain .Is liey market main price kay up down honay say preshan ni hona chahiey balkay usay samajhna chahiey .
                • #68 Collapse

                  sir Bilkul Drust baat Ki hai,first kuch months main Tou ye baray Dil gurday Ka kaam hotaa hai k nuksaan ko bardasht kiyaa jayee...yakenaan Koi Bhi nahin chahy gaa k itni mehnat Say banayaa huaa Capital Mintoun Main saaf ho jayee...laikin Sahi learning tab Shoro hoti hai Jab Ek bar loss hotaa hai... coz jab insaan Apni eek ghalti dhondhtaa hai Tou usay uss k Sath sath or bhi ghaltiyaan nazar Ati hain,forex main Sab Say Achi baat ye hai K hum apni Ghaltion ko Theek kar k wapis Market main enter ho Saktay hain.
                   
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #69 Collapse

                    haahhaa ji bhai apki baat se agree krti hoon k jb price up n down ho ri hoti ha tu humara dil b dharakar ra hota ha ku k humay us time lose krne ka der hota ha but jb ap trading krtay hain tu apko apni emonation pe control krna perta ha ku k emotions ko control ny krtay tu humaray liye muskil ho jata ha..
                    • #70 Collapse

                      heheheheh ye ek aisa sawal hay jo bht hi maza ka hay zahir sy baat hay price ky up and down hony sy dil zoor zoor sy dharakta hay kun ky price sy hi ham ko profit or loss hona hota hay is layia excitement hoti hay bht zada
                      • #71 Collapse

                        bat to ap ki belkul theak ha par dil us dharkta ha jb ap na order kag hota ha is lia forex trading ka aik rule ha trading us waq ki ja jb ap ko market k trend ka pata ho nai to phr ap ka dil dharkta he rahta ha forex trading ma agar ap successful hona cha raha ha to ap aik bat par folow kara la trading sabar sy ki ja or market k trend ko follow kar k ki ja or apni lalach ko khatam kar k.
                        • #72 Collapse

                          hahahahhah han g dil bilkul dharakta hai but us time jb banda tuke pe eik trade laga dai aur apni equity se bari laga day
                          aur use confirm na ho ke trend kis side pe ha to phr kafi kuch hota hai us ke sath
                          • #73 Collapse

                            dear friend Dil to wesy bhi dharkta hi hai chahy ap trading kren ya na kren lekin hn wesy ap ki post mai jawab yeh hai k jab banda trade krta hai to foram tention honi start ho jati hai tention mai hi phir wo lamhaat guzarty hain jab tk hamari trade close nahi ho jati
                            • #74 Collapse

                              is main jasy jasy price main up and down hota hay us kay sath sath us main app ka dil ka darhakna aik aam si bat hay or is main jub tak price up and down nahi ho gi is main ziada earn nahi karsakty to price ka up and down hona is business main zrori hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                G G AP NE TEHK FARMAYA EH BAJA FARMYA HEY..tradin k wat esi felekign aati he ahr kamha surprise sa ban jata hey aru badna ki drkeh tiz hoti rehti he men kahon gak har kisi ko ziada se ziada is kam ko sekhna chaiay...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X