Price k up & down k sath dil bhe dharkta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    gee haan dear forex main jab markit up and down hoti hai to us k sath sath hamara dil be darkhta hai kue k ye bohat hi risky business hai or es main kisi be time apko profit ya loss hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ye baat tu 100% sahee kahi ha, jab hum bari trade lgatyhain tu humain loss ka khuf rehta ha is liye jab currencies ki value up down hotih ain tu humara dil dharkta ha, kion k hum loss say darty hain, is liye tu tarding hain greed nahe karni chahiye.
      • #18 Collapse

        It is a real matter for every forex trader. But if we have a good trading skill and a good confident we will never afraid about the loss in trading. Thanks a lot for the post.
        • #19 Collapse

          dear me aap ki baat se agree hun lakin yahi hamaary emotion han jin ko humain control me rukhna chaahiay ager hum apne emotions ko control me nhi rkhenge kay too loss hoga
          • #20 Collapse

            bro jb hum trading kr rhy hoty hn tumy apny mind ko use krna chaye or emotions , greedy ko control krna chaye.jb trade open hoti hn tu hum begar goal set kiye trade krna start kr dyty hn jis sy humy loss ho jata hn .forex is a risky business is m loss or profit hota rhta hn humy apny talent ko use kr chaye
            • #21 Collapse

              apne thek kaha jab bhi apka order laga howa ho to price ke up and down ke sath apka dil bhi tezi se dharakne lag jata he or ap yahi soch rahe hote hen ke apko loss na hojae but agar apne entry thek jaga se hi li hoti he to apko is tarha darna nahi chaiye ku ke agar entry thek hoti he to apko profit hi milta he or loss nahi hota so entry is very important
              • #22 Collapse

                forex trading aik aisa business hai jis mai jab new trader trade karta hai to us ka dil market k price k up and down k sath dharkta hai q k wo ni chahta hai k usy loss ho is lia wo apny emotion ko kabo mia ni rakh sakata hai forex trading mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain is mai ham jitni hard working kary gy ham is utni hi earning kar sakty hain forex trading mai hard working is the key to success
                • #23 Collapse

                  yes dear ap sahi keh rahy ho jab ham order lagaty ha tab jab market price up and down jati ha tu hamara dil darkhta ha tu is surat ma ham market ko na dekhay tu behtar ha is tara ham apni feelings and emotions ko control kar sake gay aur agr ham market ko dekhty rahe gay tu ho sakta ha ham apny order ko close kar de
                  • #24 Collapse

                    g han zarur q nai esa bilkul hota hai q ke sara daro madar price ki up or down pe hi to hota hai to apka dil bhi darakhta hai ke kahi apko is me loss nai hojaye is hi waja se me sub se ye kheta hu ke wou jab bhi forex me trading kare to phele market ko achehi tarha se read kar le or pir apna order lagaye take apeko loss ke ziyada chancees nai ho.
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                      Dear traders mere experience mein ye baat aai hai k jab hum starting mein trading karty hain to price k up and down hone k sath sath dil bhe dharkta hai.kia khayal hai ap ka aur kia karna chahiye?
                      Jee dear trading main aisa hona lazmi baat hai aur jub aik trade main humain profit ho jaye aur agar wohi trade neechy chali jaye tu dil tu dharkay ga na so humain apni heart beat ko normal rakhna chahiye kyun kay market main ups aur downs aaty rehty hain.
                      • #26 Collapse

                        dear ye to aik fitri bat hai k humare paise lage hote hain to jab profit hota hai to humin khushi hoti hai or jab loss hota hai to gham per humin apne emotions ko qabo main rakh kar trade karni chahye warna hum trade nai kar sukin gy
                        • #27 Collapse

                          Dear mere khayal me agar ap trading me risk lete hai tab he ap ka dil dharakta hai agar ap apny analysis par depend kar k trading kare or ap k analysis bilkul theek ho ap ko confident ho k ap in analysis se ziada profit hasil kar sakty hai to ap jitna risk lena chahy le sakty hai or ap ka dil bhi nhi dharakta kyu k ap ko apny ap par confident hota hai ap is apny analysis k mutabik profit hasil kar sakty hai. Is liye mere khayal me ap ko chahiye k ap trading me apny experience k mutabik risk lena chahiye or relax ho kar trading karni chahiye.
                          • #28 Collapse

                            Kafi funny question kiya ha app na magar mere khayal mein aesa hona nhi chaheya ha yeh aik bohat zada fearful hone ka and bohat zada emotions attach hone ki indication ha jo kah in future app ka forex ki life ko barbad bhi kr skte ha kiyn kah app dar ki waja sa kuch risky trades open nhi karo ge.
                            • #29 Collapse

                              hamain trading karty hoay apny emotions par control rekhna chaheay,price mai up and down to hoty rehty hain,is liay mind aur dil ko pur sakoon rakhna chaheay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                je han dear ye to bat he jis time forex me ham log trading karty hen to price up hoty he ya down hoty he to hamra us ke sath sath dil bhi dharkta he ku ke ye aik business he is me loss bhi hota he or profit bhi hota he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X