Forex trading me Istemal hone wale Candlestick continuation Patterns

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me Istemal hone wale Candlestick continuation Patterns
    Continuation Candlesticks Patterns


    Continuation patterns ya tasalsul patterns humen batate hen, k market mustehkam ho rahi hai ya aram kar rahi hai, jis k bad market k agay barhne ya apne sabeqa rujhan ko dobara shoro karne ki tawaqa ki jati hai. Lekin jo trend reversal patterns hote hen wo humen trend ki tabdeeli ya market k ulat jane se khabardar karte hen.
    Koi bhi stock ya market pechay hate bagher seedhi line me uper ki taraf nahi barhta. Ye adwar jis me market pechay hat'ta hai, aam tawar par ye munafa lene ki waja se hote hen. Baaz awqat market overbought ya oversold zone me chali jati hai aur baaz dafa ye reverse ho kar wapis opposite trend pe move karna shoro karti hai, lekin market yakdam kabhi bhi apni trend nahi badalta hai, bulke pehle aik mukhtasir rebound hota hai.
    Market me tasalsul ya continuation pattern mukhtasir trend k waqfay (pause) ki numayendagi karte hen. Wese to continuation patterns reversal patterns k muqabele me bohut kam hen, lekin reversal patterns ki tarah in ki bhi market ne bara amal dakhal zaror hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1) (19).jpeg
Views:	1
Size:	25.2 کلوبائٹ
ID:	12535016

    Continuation pattern ki kuch example darja zel hen:

    Bullish & Bearish Separating Lines

    Bullish & bearish separating line pattern me do mukhtalif (opposite) colour k candles par mushtamil trend continuation pattern hen.
    Bullish separating line pattern bullish trend me banta hai, jis me pehli candle black candle ( black candle bullish trend k waqfay ki alamat hai) k bad aik bari white candle banti hai, jo trend ko apne pehke wale rujhan ya trend me continue karati hai.
    Bearish separating line pattern downward ya bearish trend k bad banti hai aur is me pehli candle white jab k dosri aik bari black candle hoti hai, jo k bearish trend k tasalsul ko barqarar rakhyi hai.


    Kicking Pattern

    Kicking Pattern bhi aik trend continuation pattern hai, jo k dono sides yani bullish pattern b hota hai aur bearish side pe bhi hota hai. Kicking pattern bhi do mukhtalif colours ki candle par mushtamil hota hai, lekin is me banni wali dosri candle pehli candle se gap me banti hai.



    Rising & Falling Three Candle Methods

    Rising and falling three methods me teen candles musalsal same colour aur trend me hoti hai. Is pattern me banne wali teeno candles ki opening position apne se pehle wali candle k closing position k bad hoti hai. Ye pattern bhi trend continuation me shumar hota hai, aur ye bhi up and down dono sides pe hota hai.



    Up & Down Side by Side White Candles

    Up and down side by side white candles pattern bhi continuation pattern ki misal hen, jo k teen candles par mushtamil hota hai. Agar is pattern me teeno candles white hon to ye pattern bullish continue pattern hoga, lekin agar pehle candle black aur baad wali do white candle hongi to ye bearish continue pattern hoga. Is pattern me 2nd aur 3rd number ki candles pehli candles se gap me open aur close hoti hai. Isi tarah is pattern k opposite pattern me Up and down side by side black candles hen.


    High & Low Price Gaping Play

    High & Low gaping price play pattern do mukhtalif colours ki candles par mushtamil pattern hai, jo k high & low prices area ya bullish & bearish trend ki continue karata hai. Is pattern me agar pehke se trend bullish ho aur akhari do candles me pehli candle black aur us k bad aik white candle gap me ban jaye to ye High price gaping play pattern hoga, lekin agar bearish pattern me 2nd last candle white ban jaye aur last candle aik bari black candle gap se ban jaye to ye Low price gaping play continue pattern hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me Istemal hone wale Candlestick continuation Patterns

    Dear member aapne bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai farax market Mein Jab Ham kam kar rahe Hote Hain To ismein Hamen proper analysis Karke trading karna hoti hai jo members faraks market Mein Apne analysis ko strong karte hain vah Hamesha successful Ho Jaate Hain Jab Ham is market Mein different candles trics ko acche tarike se identify karte hain aur Inko acchi tarike se Samajh Kar trading Karte Hain Ham is market Mein Achcha profit banaa sakte hain isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham ismein Jyada Se Jyada hard work Karen aur acche experience aur acche knowledge ke sath kam Karen Taki Hamen is market Mein Achcha result Mile Aaj aapane bahut hi acchi information share ki hai jo ki candlesticks continuation patterns ke related Hai Main Bhi aapse iski farthest details discuss karungi...

    What is Continuation Candlesticks Pattren:

    Dear member forex market Mein continuation patterns ya tasl sul patterns Hamen batate Hain Ki market mustahikam ho rahi hai ya Aaram kar rahi hai Jiske bad market ke aage badh ne Ya Apne sabka ruzan ko Dobara start Karne Ki Dava ka ki Jaati Hai but Jo trader trend reversal pattern hote hain vah Hamen trend ki changing ya market ke ulat Jaane Se avoid karwate Hain Koi Bhi stock ya market Piche hit bagair Sidhi line Mein Apar ki taraf Nahin badhati Ja jismein market Piche hate Hai Aam Taur per yah profit Lene Ki vajah se hote hain bajukat market over bahut ya over Mein Chali jaati hai aur dafa yah revers hokar Wapas opposite trend Mein move karna start karti hai but market mostally kabhi bhi apni trend Nahin change karta balki pahle Ek Sath rebound hota hai market Mein taslsar ya continuation pattern Mein short Trend ke Waqt ki numaendagi Karte Hain...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-03T114549.892.jpeg
Views:	4
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12398951

    Bullish And Bearish Separating Line:

    Dear member forest market Mein bullish and beerus separating lines pattern Mein Do different opposite color ke Anders per mustamil trend continuation pattern Hai bullish separating line pattern Bull is trend Mein banta hai jismein Pahli candle black candle Trend ke waqt hai bad Ek Badi white candle banti hai jo trend ko Apne ruzan ya trend Mein continue Karti Hai bear is operating line pattern downward ya bear is Trend ke bad banti hai aur ismein Pahli candles white Jab Ke second Ek Badi black candle hoti hai jo ki bear stand ke tasalsal ko barkrar rakhti hai..

    Kicking Pattern:

    Dear member forex market Mein kicking pattern Bate train continuation pattern hai jo ki donon side yani Bole pattern bhi hota hai aur bearish side per bhi hota hai kicking pattern Bhi Do different colours ki candles per mustamel hota hai but ismein banne wali second candle first candle se gap Mein banti hai..

    High And Low Price Gaping Play:

    Dear member forex market mein Jab Ham kam karte hain to ismein high and low gaping price play pattern do different colours ki candle per mustamel pattern hai jo ki high and low price area ya Bole and bear stand ki continue Karta Hai is pattern mein agar pink se trend Bully show aur last do candles Mein first candle black aur uske bad Ek white candle gap Mein Ban Jaaye to yah high price gaping play pattern hoga..

    Up And Down Side By Side White Candles:

    Dear member forex market Mein Jab Ham kam Karte Hain to ismein aap and down side bye side white candles pattern be continuation pattern ki example hai jo ki teen candles per mustameez hota hai agar is pattern Mein teenon candles white ho to yah pattern bullish continue pattern Hoga but Agar pahle candle black aur bad wali do white candle Jaungi Tujhe bear is continue pattern hoga..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-03T114541.591.jpeg
Views:	6
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12398952
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me Istemal hone wale Candlestick continuation Patterns

      Candlestick Continuation Patterns

      Assalamu Alaikum dear Forex member Aaj Ham Apne topic ko discus Karenge continue channel candlestick pattern aapko market Mein Ek Aisi deta hai jo ki training Mein profit de sakti haipatina Kaise pattern Hai Jinke favour Mein Hum chatting karte hain Jameen pattern ko calling Karke ki Kachi state open karne ka pura karte hain jitne Hamen check mein mauke mile aur Hamen Kachi trade kar sake lekin Agar Ham trading ke bare mein jyada knowledge information Nahin rakhte To Hamen Is Tarah trading main bhi ho sakta hai aur ham Ko Na Chahe apni trading Mein Kafi acche se understanding ke sath profit earning kar sakti aur ham Ek acche trader Ban sake Jo ke Ham Harsh trader Ki Khwahish hoti hai

      Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	1
Size:	87.5 کلوبائٹ
ID:	12398957

      Candlestick Continuation Patterns Nobody Really Knows About

      forex trading mein jitne bhi aap dekho jo concept use kiye jaate hain jitne bhi point hamen najar aate hain un sab point per ham nahin karti hain sab point ke mutabik ham trading co usmein profit hasil karne ka pura try karte hain lekin agar ham cheering mein istemal hone wale profit se understanding na le sake to ham bhi ho jata hai jo sakte hain straight karne se pahle apni uncertain ko study karna hai najar mein rakhen ki aap ko un pattern ko kaise useful mein lekar aate hain kaise ham sab baton per ek acchi check karne ka mauka hasil karte hain

      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	6
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12398958
      Conclusions

      forex trader 1 point 2 tricks ka use karta hai uk usko trading ki har point samajh mein a jaaye ismein aap dekhe iska confusion nikala jaaye to trading main aapko different point nagar aate hain different pattern ko market follow karti hai un sab baton ko follow karne se ham trade karte hain jo market mein aapko profit de sakte hain ya nahin karni chahie ham bhi ho jata hai at the end ham dekhte hain ki ham ek anda khichdi se understand karne ka pura try karte hain ki ham market ko samajh jaen

      اب آن لائن

      Working...
      X