Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g han ap ny bohat achi baat ki hai koi b kaam ho hamy mehnat to karni hi pary gi hamy is mai na umeed ni hona chahiya is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar saky gy forex trading mai hamy ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mai earrning kar saky forex trading bohat hi acha business hai is jaisa koi or business ni ho sakta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Acha ki umeed rakhoo dostoo hamesha sa yahi ap ko ashaa krna mein madadd kr raaa gii okk, bs apni mehnat jaari rakhoo chahaha koi b feild hoo ju tumhain achi lagtii ha jahan tum chahta hoo krna kuch , wahan dil ssaa kroo , zrur kamyab hoo ga..!!
      • #33 Collapse

        han aap ne thek kaha hai umeedon pr duina qaiyam hai humein forex trading main mehnat krni chaye agr hum sachy dil or dilchaspi se forex trading seekhty hain or learn krty hain sath main practice bhi tu aap 1 din must kamyab hon
        • #34 Collapse

          Koi be business start karo tou us ka start mai loss ka chance hoty hai lakin agar loss ho jae tou ap apna dis heart mat ho because ya sirf loss nai hai bulka apki learning stage hai jis mai ap bohat kuch learn karty ho ka jo mistake ap say ab hovi hai wo ainda na ho. so Pewasta reh shajar say or umeed rakhe....
           
          • #35 Collapse

            han dear ap ney bilkul theek kaha hy her kam main mehnat karni parti hy lekin sath umeed bhe hoti hy k es mehnat ka phal allah zrour dey ga forex main profit ki umeed zrour honi chahi hy
            • #36 Collapse

              good dear maza a gya he o dear ap ne to hamy hamry komi sayar ki yad dela di he kya khob kha unhone bhol na pao gye ham ko, he han dear ham ko chye ke ham forex me dil laga ke kam kary kabi na kabi to is se ham ko success hasil ho gi ham ko himat nhi harny chye or zada se zada forex ko time dena chye jis se ham ko boht zada faida ho ga.
              • #37 Collapse

                mehnat hi kamyabi ki asal kunji he hamen mehnat ka daman hath se ni chorna chaye q k hum jtni ziada mehant karengay utna hi hum forex me kamyabi ziada hasil kar saktay hen
                • #38 Collapse

                  Yes app ko is main agher koi loss ho jye tu app ko is main kam ko chor nahi dena chahye balke app ko is main hard working karna ho ge ta ke app ne jo ati loss karne main ki the is ko app phir mat kare aur phir se apna kam karna shuro kar de aur nafa le .
                  • #39 Collapse

                    jee bhai ap nay bohat achi baat ki hai hamen forex mein se jitna bhe profit ho earn kar lena chahea hai aur ismein confident ho kar kaamkarna chahea hai ismein achi umeed rakh kay ta kay hum is mein se jo bhe earn karen us mein hum khush rahen .
                    • #40 Collapse

                      Yes dear bilkul sahe bat ha,umedon pe pore dunya qaim ha,hamen is k kam men dil laga k apne mehnat krne chaie,mehnat ka phal hamen zaror mily ga,mehant kise ke raigan nhn jai ge.
                      • #41 Collapse

                        agar insan mehnat kare ga tho osko os mehna ka paal bi zaror mile ga dear aisa nahi ho skata keh app mehnat bi na karo aur phir app meetha paal ki umeed rkao
                        • #42 Collapse

                          ji bhai aap ny es sheer ky zareya buhat hi bari bat ki hy, mehnat oor lagun sy kam kurnay walay hi kamyab hotay heen,Allah taallah kisi ki mehnat ko zaya naheen kurta hy, oor jo loog maqsad ky hasool ky lye judojihad jari rakhtay heen wo aik din zaroor kamyab ho jatay heen,hameen forex ki trading meen mehant kurni ho gi oor na omeed naheen hona hy.
                          • #43 Collapse

                            yes dear u r right, aur hme hr km me mehnat require hti hai agr hm mehnat nh krnge to we can loose, aur agr hm mehnat aur planning se km krnge to hm bht kuch earn kr skte hain
                            • #44 Collapse

                              g han kuch hasil karney k lie kuch khona to zaaroor parrta he har chez mehnat ki zaroortat parti hai our phir uska nateeja acha atta hai isliye forex ko time bhi dena parta hai or mehnatt bhi karni parti hai tab ja kar acha result ata hail.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                haan jee ap ki baat bilkul theek hai hamy is pe mehnat krni chahiye hamy lalach nahi krni chahiye insta forexx bussniss pe na hi hamy zyada risky lena chahiye hamy bas sabar krna chahiye kabhi na kabhi to ham kamyab hon gy hi insta forex bussniss pe is liey hamy sabar krna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X