Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    g han bhai umeed per hi dunia kaim omdaim ha hmy bikul b nakami per mayosi ka izhar nai krna chahye q k agr hm khud per confident nai hon gay to bar bar loss ka samna krna prta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dear friends agar to apko apni manat ar apny pay pora yakeen ha to ap hemit na harain kun k apke manat aik din zuroor rang lay ge ar ap forex trading ke dunya main bhoot kamyab houn gay kun k Allah pak kisi ke manat ko zaia nahi karta .
      • #78 Collapse

        Jee aap na bilkul theek kaha hai K humain Umeed ka Daman nahi chorna chahiyea, bus mehnat sa dil laga ker kaam kerna chahyiea aur apny ALLAH PAK sa achi umeed rekhni chahiyea INSHA ALLAH woh sab acha ker dain gay aur kamyabian naseeb kerain gay.
        • #79 Collapse

          Bilkul bro aap theek keh rahay ho keh Umeedon par dunia qayen hai hamain Forex trading main acha mehnat kani chaye agar ham na kary to ham ko loss bhi ho sakta hai Forex trading main agar aap ko earning karni hai to aap ko sab se pehly practice ki zaroort hai........
           
          • #80 Collapse

            Excellent poetry by Allama Iqbal in the context of struggle. Continuous struggle and efforts both are the most essential things for success in Forex business as well as in any business or work. So, one should keep continue his efforts and struggle with full concentration and focused mind and ultimately will be rewarded fruit of success by Allah Subḥanahu Wa Ta'Ala.
             
            • #81 Collapse

              bilkul duniya umeed par qaim hey but is umeed ke sath sath hamen is duniya main mehnat bhi karni parti hey just soye soye bhi hamen kuch hasil nahi hota hey aur is main time and hardwork akrtey hain to phir hum koi umeed rakh saktey hain.
              • #82 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                Dosto koi bhe kam ho humain mehnat to karni he chahiye laikan achi umeed bhe rakhni chahiye aur confidence hona chahiye k hum zaror gain karain gy.na umeed na hon kiunke umeed par dunya qaim hai.bus mehnat ko apni routeen bana,ne ki zarorat hai.
                friend aap ne bhut achi bat kahe hai umeedon se he duniya chalti hai . forex risky business hai aur hard work log success full hote hai forex me inters se bhut hard work kare himmat naio harre ek na ek din kamyab zaror ho ge
                • #83 Collapse

                  G han dear brother aap theek kahty hain sub kuch mehnat say he milta hay or ap achi umeed tab he rakh sakty hain jab aap khoob mehnat say kam karo.
                  • #84 Collapse

                    je han app ko es main umeed ko nhn chorna hoga tu app es main ache resutl niakal skte ho aur app ko es main boht baneift hotskt ahi so forex man ager app ne kamayab hona hai tu app ko es main ye dkhna hoga k app es main umeed ko na choro
                    • #85 Collapse

                      g han apni puri mehnat aur asbab ko achi trha use kar k bhter sy bhter umeed rakhni chaye .. umeed achi hony sy insan m mazed hosla aur himat paida hoti hy aur wo mushkil sy mushkil haalat ka b dat k muqbla krta hy.. aur khas tor p forex jese business world m.
                      • #86 Collapse

                        g ha har insan forex trading ka success hasil karna ka leya kafi zayda mahnat karta ha jis ka us ko ak na ak din phal zaror milta ha is ma koi shak nai ha par kuch trader is ma kafi zayda mahnat karta ha or jab un ko loss hota ha wo trading ko chor data ha un ko asa nai karna chaya balka dobara mahnat karni chaya kyo ka mahnat kabi zaya nai jati.
                        • #87 Collapse

                          ap nay bilkul shai kaha ha mahanat hi insan ko kamyab karti ha or hum jab tak umeed nahi lagain gy tu hum kayab nahi ho pain gy humay umeed nahi chorni or mahnat ko routeen karna ha
                          • #88 Collapse

                            bilkul bhai ji aap nay achi misal di hai .hmain kbhi bhi forex ky about negative ni sochna chahye haar jeet zindgi ka hisa hoti hai .hmain bus forex say conect rhna chahye aik din zror kamyabi mil jaye gi .
                            • #89 Collapse

                              meri rai maa aap correct ka raha ho kaa hama hamsaa pahlaa achaa ki umeed rahkni chahia haa or aap koiss maa faidaa hi hogaa agar ham pahlaa hi umeed ko bahtaa gaa tokadaa kaam hogaa iss lia hamra nation piet na bi kaha haa jo inn ki poetry maa haa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                yes dear mera bi yahi idea ha k humain kabi bi himmet nahi haarni chaahiay zaroor hum kabi to kaamyaab hun gay .forex trading me jo log kaamyaab han wo isi mihnet hi ki weja se successful huay han ore aaj itni earning ker rahay han .aap bi apni mihnet jaari rukhain ,zaroor kaamyaab hun gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X