Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    ye aik bht he ache example di aapnyy.. aisa he hna chaye hm trading karty hn puri ehnat or lagan se.... hme khud per apne kam per pura bharasa hna chye apne rab pe yaken hna chye k hme mayoosi anhe hogi or ache ki ummed karni chye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Jee han mein apki bar se agree hun k kisi bhi kam mein humen planning karni hoti hai bilkul isi tahra is business mein bhi humen trading karne se pehle planning karni hoti hai ta k hum is business mein achi earning kar saken.
      • #168 Collapse

        forex trading main jab main nay qadam rakha tab mujhey is kay baray main kuch khas nai pata tha mera first deposit 70$ ka tha or wo sara ka sara loss main chala gya tha kyu kay mujhey trading nai ati the lakin dukh buhat huwa tha itna loss jab huwa tha tab.
        • #169 Collapse

          yes i think that is not the wrong that we should not leave the hope ,it is the hope that can give us the success in the forex that is why dear we should trade with the more and more batter skills and hope for the positive
           
          • #170 Collapse

            ji bilkul anay walay waqt sai humai pur umeed raihna zarori hai ....kyun kai umeed hi wooh wahid cheez hai jis par yaqeen rakh kar hum manzilain tai kartay jatay hain
            • #171 Collapse

              g han koe bhi kam aik dum to ap ko asman py nhi pohnchta or na hi aik dum profit deny lagta ha is k lia bohat kuch krna perta ha or apny ap ko full hardworking ma rakh k hi milta ha isi tara forex ki base bhi hardworking hi ha
              • #172 Collapse

                yes my friend your right hummain mehnat ko karni hi parti hy chay hunm us ko us k plan kary ya na kary par jab mehnat ki bari hoti hy to mehnat karni hi parti hy or humari mehnat main hi azmat hy mehnat karny k bad jo us ka phal milta hy us k maza hi alag hota hy ...............
                • #173 Collapse

                  je yeh wala jumla bilkul hi forex ky sath thik lagta hy keh agr apko loss bhi ho rha hy to umaid ho loss na krna aik din apko ay ga keh ap bhi earning krny main kamyab ho jain gy.
                  • #174 Collapse

                    yes dear mera bi yahi idea ha k humain kabi bi himmet nahi haarni chaahiay zaroor hum kabi to kaamyaab hun gay .forex trading me jo log kaamyaab han wo isi mihnet hi ki weja se successful huay han ore aaj itni earning ker rahay han .aap bi apni mihnet jaari rukhain ,zaroor kaamyaab hun gay
                    • #175 Collapse

                      bhai mere ap ki bat to cent per xcent sahi ha lekin is k lia ap ma himmat honi chaheye. agar ap ma himmat ni ha to ap kabi bi apni bat pe qain ni reh sakte.
                      • #176 Collapse

                        umeed pe dunya qaim hai :D per her waqt umeed nhi krni chahiyeap k liye koi asmaan se farishta nhi utre ga jo aa k apka kam kre, apko khud he krna hoga
                        • #177 Collapse

                          Yes bro apne ilama iqbal ki shayeri ko sai match diya he forex trading ke sath ke admi agar lagataar ismen work karta jai ga karta jai ga tou admi ko kabhi bi loss nai hone wala aur profit hi aiga
                          • #178 Collapse

                            ha g dost apny bets bat ki han hamary dill ko ja ky lagi han pesy kamny ky le ya to hamen kam krna perta han cha he jo bhe ho keu ky is men hamen aik acha earn mlta han jo ham ghar betshy pesy kama skty han is men koi shak ni han is le ya
                            • #179 Collapse

                              dear brother...!jo insaan mehnat karta hyy to usko iska silaa to zror milega.bagair mehnat kay to kch bhi zindagi may possible nh hyy bhai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Jee bilkul sahi keh rahe hen aap men apki baat se agree kerta hun ke bnde ko kabhi bhi na umeedi nahe rakhni chahye hamesha umeed men reh ke or confidence men kaam kerna chahye ke woh aik na aik din zarur kamyaab hoga ager mehnat kere ro koi kaam mushkil nahe hota ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X