Pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    well kh to aap thek rhy hain humain umeed rakhni chahiy k hum kamyaab ho jain gy ab aap mujhy hi dakh lain mujhy is business main 2 saal ho gay hian phly phly mujhy loss hi hota tha kiun k tab mujhy is main tjurba nai tha ahista ahista mujhy is main tjurba hota gya or mujhy profit hona start ho gya. ya isi liy hoa k main himat nai hara
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      main ap ki bat s agree krta hu kyu kay forex trading main jo bhi kam karta hai wo is waja se disheart hota haikay us ko hamesha loss he hota hai so aisi koi bhi bat nai hai her kam agar umeed se kitya jaye to wo kam ho he jata hai or her kam ko umeed se he karna chahyeh.
       
      • #93 Collapse

        bilkul apne sahe kaha k mehnat or ache umeed k baghair kuch milna mushkil ha.forex mein earn karne k liye mehnat bhee zarori hay or sath sath achee yani positive soch jasay k ap ko profit ho raha hay to daily bus averge bana kar earn karen.lalach na kren.kiu k lalach bori bala hay.
        • #94 Collapse

          g dear agar ap ko forex trading main successful hona hay to ap ko chahy kay ap forex kay bary main zaida say zaida lern karain tab he ap is main profit earn kar sakty hain aur loss say bach sakty hain.
          • #95 Collapse

            G han jinab insan ko mehnat krna chahey kamyabi ALLAH ka hath men hy, Mali da km pani dena ty bhar bhar mashqa pawy,,, Malik da kam bhal bhol lana lawy ya na lawy. loss/ profit to hota he hy har business me so hmen mehnat krni chahey or ALLAH Pak pr omeed rakhni chaey or mehnat krty rehna chahey q k mehnat men azmat or kamyabi hy.
            • #96 Collapse

              g bahi app ne bilkul thek kaha kun k agher insan ko apne oper bharosa or itmad hoo ga to woo sub kuch kar sakta hai or aghr wo apni hemat har jaye to wo kab kamyab nae hoo ho sakta
              • #97 Collapse

                yes dear g ha agar hume trading me losss ho jaye to hume himmat nai harni chaiye na umeed chaorni chaiye kyu ke umeed per to duniya qaim hai is liye hume is umeed se trading karni chaiye ke hum bi trading me acha profit earn kar sake ge kyu ke pewasta reh shajar se umeed e bahaar rakh
                • #98 Collapse

                  yes bro apne theek kaha k agar mehnat k sath sath yakeen bhi rakhte hain to ap apni manzil paa sakte hain jesa k kehte hain umeed pe dunia kayam hai so hard work karo or acha socho
                  • #99 Collapse

                    bilkul duniya umeed par qaim hey but is umeed ke sath sath hamen is duniya main mehnat bhai karni parti hey just soye soye bhai hamen kuch hasil nahi hota hey ka aur is main time and a hardwork akrtey hain to phir hum koi umeed rakh saktey hain.
                    • #100 Collapse

                      Yes dear hope is very thing, If you loss hope we loss every thing, In the forex same king of activity involved in our trading behaviour if we loss hope in any trade do not take upset just take a rest make complete plan for the next trading and mark the previous error / mistake in the trading with hope than this time you will be in a better and successful way , In shah Allah you will got success very soon in forex but keep touch with forex dont leave it
                      • #101 Collapse

                        a hai umeedon pr duina qaiyam hai humein forex trading main mehnat krni chaye agr hum sachy dil or pilchard se Forex trading seeker hain or learn krty hain hats main practice bhi tu aap 1 din must kamyab hon gy kiyun k mehnat bhi kabhi zaya nahi jati hai k hai kyu kay forex trading main jo bhi jam karta hie wo is raja se disheart hota haikay us ko hamesha loss he hota hai so aisi koi bhi bat nai hai he
                         
                        • #102 Collapse

                          umeedon pr duina qaiyam hai humein forex trading main mehnat krni chaye agr hum sachy dil or pilchard se Forex trading seeker hain or learn krty gain hats main practice bhi tu aap 1 din must kamyab hon gy kiyun k mehnat bhi kabhi zaya nahi jati hai kay forex trading main jo bhi jam karat hai wo is raja SE dis heart hora haikay us ko hamesha loss he hota hai so aisi koi bhi bat nai hai her kam agar u
                           
                          • #103 Collapse

                            han g dear main b ye he kahuga k mehnat k begair koi b kaam nahi ho sakta or mehnat ke base par he hum kuch na kuch success hasil kar sakty hen is liay forex main b learning he sab kuch he..
                            • #104 Collapse

                              gg hna iak adah tarde achia ai jti ha jis ak faaida hta ha or os sa bht acha earn b kai jta ha , agr loss hta ha to market ko dkh kr dobaar tarde alagani chia is trade ka faide ho jya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                G bilkul theek kaha apne ke hamen kabhi bhi forex se apni umeeden kam nahi karni chahiyen aur is pe mehnat ko consistent rakhna chahiye,chahe hamen loss hjo,but hamen ache ki umeed rakhni chahiye aur mehnat mein consistent rehna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X