Three Inside Up Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Three Inside Up Candlestick Pattern
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Three Inside Up Pattern


    Three inside up candlestick pattern prices k bottom main ziada selling pressure ki sorat main uss waqat banta hai, jab qeematen apne matloba trading range se ziada lower satah par chali gaye hon. Ye pattern aik strong reversal signal deta hai, jiss se prices apne sabeqa trend ko badalne ka sabab banti hai. Ye pattern market main demand k izafey ki waja se bearish trend ko khatam karta hai, jis se buyers ziada active hona shoro ho jate hen. Pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle bearish jab k baqi do candles bullish hoti hen. Pattern ki pehli bearish candle aik strong real body wali hoti hai, jo prices ko downward push karti hai. Pattern ki dosri candle small real body wali jab k last candle aik strong bullish candle hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (55).jpeg
Views:	1
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12528868

    Candles Formation


    Three inside up candlestick pattern prices k bottom ya lower prices par high demand ki waja se banta hai, jahan par teen candles prices ki trend change ka aik positive signal deta hai. Pattern ki teeno candles real body main banti hai, aur market ki current supply aur demand ki akasi karti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	unnamed (27).jpg
Views:	3
Size:	20.3 کلوبائٹ
ID:	12528867

    1. First Candle: Three inside up candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k market main maojood current trend ki akasi karti hai. Ye candle prices ko lower side par push karti hai, jiss main candle ka close price open price se lower side par hota hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.

    2. Second Candle: Three inside up candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main banti hai, jiss se wo prices ko mazeed downward jane se rokti hai. Pattern ki dosri bullish candle market main current bearish trend k leye strong support level peda karti hai.

    3. Third Candle: Three inside up candlestick pattern ki teesri candle bhi same dosri candle ki tarah aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k close k baad top par open ho kar pehli candle se above close hoti hai. Ye candle prices k trend change ki confirmation deti hai, jiss se prices new bullish trend main badal jati hai. Pattern ki teesi candle ka dosri candle ka top par banna aur close price lazmi pehli candle k above hona chaheye.


    Explanation

    Three inside up candlestick pattern three days candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jo bearish market main maojooda trend buyers k control main jane k ishara hota hai. Pattern aghaz main aik bearish movement main hota hai, jiss ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo prices ko nechay ki taraf push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai aur ye candle pehli bearish candle k real body main open aur close hoti hai. Pattern ki last ya teesri candle aik strong bullish candle hoti hai, jo market main bearish trend ko mukamal khatam karne aur trend change ka aik signal deta hai. Pattern ki teesri candle pehli candle se above close hoti hai, jo k dosri small bullish candle ka top banta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220515_044157.jpg
Views:	1
Size:	67.7 کلوبائٹ
ID:	12528866

    Trading

    Three inside up pattern aik bullish signal ka pattern hai, jo bearish trend main buy ka signal deta hai. Buyers market main tab active hote hen, jab unhen pattern k baad aik bullish confirmation candle melti hai. Confirmation candle lazmi real body main honi chaheye aur teesri bullish candle k baad top par close honi chaheye. Ye pattern bullish harami pattern ka aik advance version bai, jo k aik strong pattern tasawar kia jata hai, jiss ki trend confirmation indicator aur oscillators se bhi ki ja sakti hai, jiss par trading k dowran value oversold zone main honi chaheye. Ye pattern bearish confirmation candle se invalid tasawar hota hai, jis par trade entry nahi karni chaheye, jab k pattern ka Stop Loss sab se bottom position ya pehli candle k lower prices se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220515_044211.jpg
Views:	1
Size:	75.1 کلوبائٹ
ID:	12528865
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Three Inside Up Candlestick Pattern

    Three Inside Up Pattern Kia Hai?

    Three inside up pattern price chart main banne wala aik three candles ka bullish trend reversal pattern hai, jo k bearish trend ya low prices area main banta hai. Candlesticks charts aik technical tool hen, jo traders ko bohut aham trend k hawale se information deti hai. Candlestick ka currency pairs k technical analysis k leye bohut aham hen, jiss se traders na sirf in ka istemal dosre indicators k sath mela kar karte hen, bulkeh ye akele bhi aksar aik leading indicators ka kaam karte hen. Three inside up pattern main pehli candle aik bearish candle jab k dosri aur teesri candles bullish candle hoti hai, jo k trend reversal karne ka kaam karti hai. Three inside up pattern k opposite direction main prices k top par bearish trend reversal k leye Three Inside down pattern pattern banta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (56).jpeg
Views:	1
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12392796

    Three inside up candlestick pattern teen candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jiss jo k bottom area main banne par assets k prices ko bullish trend k leye upward push karta hai. Three inside up candlestick pattern do bullish aur aik bearish candles se mel kar banta hai. Three inside up candlestick pattern k pattern main pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k long real body main banti hai. Ye candle prices k maojoda bearish trend ko zahir karti hai, jo k shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai. Pattern ki pehli candle ki closing price open se nechay hona chaheye. Three inside up candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle k closing price se upper open aur close hoti hai, ye candle pehli candle k sath bullish harami pattern tashkeel deti hai. Ye candle bhi shadow ya shadow k bagher ho sakti hai. Dosri candle ka pehli candle se lower side par gap ka banna hona zarori hai. Three inside up candlestick pattern ki teesri candle aik bullish candle hoti hai. Ye candle dosri candle ki real body main open ho kar pehli candle k main close hoti hai. Teesri candle ka close price open price se ziada hona chaheye. Ye candle trend reversal karne ka sabab banti hai.

    Three Inside Up Pattern Kaam Kese Karta Hai?


    Three inside up candlestick pattern prices k bottom main banne wale pattern upside gap three methods se melta julta hai, jiss main prices same bullish trend reversal ka sabab banti hai. Three inside up candlestick pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka close price open price se kam hota hai. Pattern ki dosri candle bhi bullish candle hoti hai, jo k pehli candle k real body main banti hai. Pehli aur dosri candles k closing aur opening price k darmeyan aik gap banta hai, aur ye gap wazih aur clear hona chaheye. Pattern ki teesri candle aik martaba pher bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k real body main ya uss k top par open ho kar high par close hoti hai. Bullish candles ki market main strong wapasi se bearish trend ka khatema ho jata hai, aur trend aik new upward side par move karna shoro karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (139).jpeg
Views:	1
Size:	37.1 کلوبائٹ
ID:	12392797

    Three Inside Up Pattern Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?


    Three inside up candlestick pattern price chart main banne par traders ko bullish trend reversal ka signals deta hai, jiss par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle ki zarorat hoti hai, jo k real body main bullish honi chaheye aur agar ye candle teesri candle k top par close hoti hai, to ye aur bhi reliable pattern hota hai. Pattern k baad bearish candle banne par trade ki entry nahi karni chaheye. Pattern ki trend confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai. Indicator aur oscillator par value oversold area main hona chaheye. Pattern k bottom par stop loss ka hona zarori hai, jo k patterns k sab se lower position ya pehli candle ki close point se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (138).jpeg
Views:	3
Size:	30.0 کلوبائٹ
ID:	12392798
    • #3 Collapse

      Re: Three Inside Up Candlestick Pattern

      Yhree Inside Up Candlestick Pattern


      Three inside up pattern main shamil candlestick aghaz main aik bari black candle hoti hai, jo k downtrend ki mazboti ki alamat hoti hai. Jab k 2nd candle size main small hone aur 1st candle k darmeyan main banne par ye prices ko mazeed downward jane main rukawat dalti hai. Pattern kiblast aur teesri candle aik strong bullish candle hoti hai. Pattern low price area main uss waqat banta hai, jahan par assets ki demand ziada ho chuki hoti hai aur supply kam increase howi hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (187).png
Views:	5
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12392800

      Pattern ki Pehchan k Rules

      1. Three inside up candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hone ki waja se prices ka pehle se bearish trend ya low prices area me hona chaheye.
      2. Pattern teen candles se mel kar banta hai, jis me 1st candle aik black candle hoti hai.
      3. Pattern ki 2nd candle aik white candle hoti hai, jo black candle se size me bohut kam hoti hai.
      4. Pattern ki 3rd candle bhi aik white candle hoti hai, lekin ye 2nd candle se size main bohut bari hoti hai.
      5. Pattern ki 2nd white candle ka open aur close 1st black candle k real body k inside me hota hai.
      6. Pattern ki 3rd candle 2nd candle k top par aur 1st candle k open price se above close hoti hai.
      7. Pattern ki teeno candles shadow samet to ho sakti hai, lekin real body kam az kam itni honi chaheye, k 2nd white candle 1st black candle k open aur close me ban jaye.


      Click image for larger version

Name:	images (185).png
Views:	5
Size:	2.5 کلوبائٹ
ID:	12392801

      Pattern ki Tafseel


      Three inside up pattern me prices low area ya bearish trend k baad bullish trend reversal main tabdeel hoti hai. Three inside up candlestick pattern three days candles par mushtamil hota hai, jiss ki 1st candle aik strong black candle hoti hai, jiss k real body lazmi hoti hai aur iss candle ka open close se above par hota hai. Pattern ki 2nd candle aik white candle hoti hai, jo k 1st candle k real body main banti hai, yanni iss candle ka open, close, high aur low sabhi points pehli candle k open close k darmeyan main hote hen. Pattern ki 3rd candle aik bari white candle hoti hai, jo dosri candle k top par banti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (186).png
Views:	11
Size:	1.6 کلوبائٹ
ID:	12392802

      Pattern par Trading ka Amal


      Three inside up pattern par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Trade k enter karne se pehle market ka low price area ya bearish trend main hona zarori hai, jab k 3rd white candle k baad aik trend confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle ka white hona lazmi hai, jo 3rd candle k top par close honi chaheye. Pattern ki confirmation indicator aur oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main hona chaheye.

      Click image for larger version

Name:	images (188).png
Views:	2
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12392799
      • #4 Collapse

        Re: Three Inside Up Candlestick Pattern

        Three Inside Up



        Assalamu Alaikum dear forex member three inside candle ek aisi candle hai jiski formation mein hamen candle ke bare mein pata lagta hai ki ham yahan se ek pattern dekhte hain jo ki triple top candles ke sath mein kiya jata hai is pattern mein mauke market kafi jyada volatile ho sakti hai kya acchi de sakti hai hamen market mein ek acchi baton ko lekar chalna hota hai uske sath ham jab bhi market mein thi insert pattern dekhte hain to uske sath hamen ek acchi top ke sath market ko chalna hai ismein ham dekhte hain jiski candles ki formation hoti hai vah option stone hoti rahti hain kyunki hamen ek perfect wedding ke liye kafi helpful rahata hai aur han trader usmein kam karta hai aur ek acchi chat ke sath market mein leta hai



        Construction:
        • First candle
          • a candle in a downtrend
          • black body

        • Second candle
          • white body
          • the candle body is engulfed by the prior candle body

        • Third candle
          • the closing price is above the previous closing price

        Criteria for the pattern


        is mein kuchh criteria hote hain jinko hamen follow karna padta jaise ki hamara jo three inside ab pattern hai vah confirm hota hai to ham extension lagate hain confirm karte hain ki yah bullish harami pattern ke sath show karte hain breaking dekhte hain near support or trendline ko uske sath hi amit baton mein ham dekhe to ham shri inside a pattern ki statistics mein calculate karte hain different software ke sath hamen ki technique osho karne ki koshish karte hain iske karate diya mein ham pura jab market ek acchi mukhde jaati hai to ham ismein kachi trade bhi nahin karte rai karte hain
        Conclusion

        iska conclusion yah hai ki three inside of candle mein ham dekhte hain ya ek pattern hote jo ki kafi dada white body banate hai usmein ham dekhte ki dori kiye kism ki example hoti hai ismein underclothing deti hai bus ham usko clothing price mein dekhte hain iske sath ham confirmation hoti hai ki yahan se bullish harami pattern jo ho sakta hai jo ki shadow mein matter karta inside pattern mein ham samajhne ki koshish karte hain ki ham kis pattern ko kis tarike se follow karke trade karen
        • #5 Collapse

          Re: Three Inside Up Candlestick Pattern

          Assalamu Alaikum Dosto!


          Three Inside Up Pattern


          Three inside up candlestick pattern prices k bottom main ziada selling pressure ki sorat main uss waqat banta hai, jab qeematen apne matloba trading range se ziada lower satah par chali gaye hon. Ye pattern aik strong reversal signal deta hai, jiss se prices apne sabeqa trend ko badalne ka sabab banti hai. Ye pattern market main demand k izafey ki waja se bearish trend ko khatam karta hai, jis se buyers ziada active hona shoro ho jate hen. Pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle bearish jab k baqi do candles bullish hoti hen. Pattern ki pehli bearish candle aik strong real body wali hoti hai, jo prices ko downward push karti hai. Pattern ki dosri candle small real body wali jab k last candle aik strong bullish candle hoti hai.



          Candles Formation


          Three inside up candlestick pattern prices k bottom ya lower prices par high demand ki waja se banta hai, jahan par teen candles prices ki trend change ka aik positive signal deta hai. Pattern ki teeno candles real body main banti hai, aur market ki current supply aur demand ki akasi karti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;



          1. First Candle: Three inside up candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k market main maojood current trend ki akasi karti hai. Ye candle prices ko lower side par push karti hai, jiss main candle ka close price open price se lower side par hota hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.

          2. Second Candle: Three inside up candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main banti hai, jiss se wo prices ko mazeed downward jane se rokti hai. Pattern ki dosri bullish candle market main current bearish trend k leye strong support level peda karti hai.

          3. Third Candle: Three inside up candlestick pattern ki teesri candle bhi same dosri candle ki tarah aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k close k baad top par open ho kar pehli candle se above close hoti hai. Ye candle prices k trend change ki confirmation deti hai, jiss se prices new bullish trend main badal jati hai. Pattern ki teesi candle ka dosri candle ka top par banna aur close price lazmi pehli candle k above hona chaheye.


          Explanation

          • #6 Collapse

            Re: Three Inside Up Candlestick Pattern

            Step by step instructions to exchange:

            Forex exchanging market mein Jb ap negative Engulfing candle design ko appropriately perceive kr lty hain or es ki base per market mein passage lty hain to es mein ap ko bht fayda mil skta hy. ap ko hamesha market mein zyada sy zyada fayda hasil karny k liye different candle design ko totally study krna hota hy or es ki base per ap ko decision making krna hoti hy Jb ap ko market mein negative Engulfing Mil jata hy to es mein ap ko seling affirmation hoti hy or es mein ap effectively seling section Ly sakty hain.
            Opposition level:


            Negative candle design pr Jab ap exchange karty hain to es mein aap ko sab sy significant element ko center karna hota hy k yeh candle design ap ko hamesha opposition level per Milana chaheay kun k Agar yeh candle design obstruction level per nahi milta to ap ko es mein fruitful exchanging karny ke position nahi Mil sakti or ap kabhi bhi es candle design ko aasani k sath productive nahi bana sakty hain es liye register level per yeh design banna chaheay.


            Key Takeaways;
            Bull trap aik ulat palat ko zahir karta hai jo market ke shurka ko qeemat ke amal ke ghalat rukh standard ghair mutawaqqa nuqsanaat ke sath position se bahar niklny standard majboor karta hai. bail trap is waqt hota hai punch khredar break out level se oopar truly ko support karne mein nakaam rehtay hain. dealers aur sarmaya vehicle takneeki isharay aur/ya patteren ke zariye break out ke baad tasdeeq haasil karkay bail ki ko kam kar
            saktay hain .
            What Bull Trap in Forex?
            Bull trap aik jhoota signal hai, jo stock, list, ya deegar security mein girtay shade rujhan ka hawala deta hai jo qaail karne wali truly ke baad palat jata hai aur pehlay ki himayat ki satah ko toar deta hai. yeh iqdaam taajiron ya sarmaya karon ko" " karta hai jinhon ne khareed signal standard amal kya aur nateejay mein lambi pozishnon standard nuqsanaat peda hotay hain. bail trap aik korray ke patteren ka bhi hawala day sakta hai. 1 bail trap ka mukhalif reechh ka jaal hai, jo is waqt hota hai poke baichnay walay kharabi ki satah se neechay kami ko dabanay mein nakaam rehtay hain .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Three Inside Up Candlestick Pattern

              Three Inside Up Candlestick Pattern
              Three inside up candle design costs k base principal ziada selling pressure ki sorat fundamental uss waqat banta hai, hit qeematen apne matloba exchanging range se ziada lower satah standard chali gaye hon. Ye design serious areas of strength for aik signal deta hai, jiss se costs apne sabeqa pattern ko badalne ka sabab banti hai. Ye design market primary interest k izafey ki waja se negative pattern ko khatam karta hai, jis se purchasers ziada dynamic hona shoro ho jate hen. Design high schooler candles standard mushtamil hota hai, jiss principal pehli candle negative poke k baqi do candles bullish hoti hen. Design ki pehli negative candle serious areas of strength for aik body wali hoti hai, jo costs ko descending push karti hai. Design ki dosri flame little genuine body wali poke k last candle major areas of strength for aik candle hoti hai.

              Three Inside Up Candlestick kia hy???
              Three inside up candle design costs k base ya lower costs standard popularity ki waja se banta hai, jahan standard teenager candles costs ki pattern change ka aik positive sign deta hai. Design ki teeno candles genuine body primary banti hai, aur market ki current stock aur request ki akasi karti hai. Design primary shamil candles ki arrangement darjazel tarah se hoti haitu hi trading honi cahhye....
              Importence of Three Inside Up Candles,,
              Three inside up candle design three days candles ka aik bullish pattern inversion design hai, jo negative market principal maojooda pattern purchasers k control fundamental jane k ishara hota hai. Design aghaz principal aik negative development primary hota hai, jiss ki pehli flame serious areas of strength for aik light hoti hai, jo costs ko nechay ki taraf push karti hai. Design ki dosri candle aik bullish candle hoti hai aur ye candle pehli negative light k genuine body principal open aur close hoti hai. Design ki last ya teesri light areas of strength for aik candle hoti hai, jo market principal negative pattern ko mukamal khatam karne aur pattern change ka aik signal deta hai. Design ki teesri flame pehli candle se above close hoti hai, jo k dosri little bullish light ka top banta hai tu hi karein gyy....

              Three Inside Up Candlestick Pattern ki Formation,,
              Three inside up design aik bullish sign ka design hai, jo negative pattern principal purchase ka signal deta hai. Purchasers market primary tab dynamic hote hen, poke unhen design k baad aik bullish affirmation light melti hai. Affirmation candle lazmi genuine body primary honi chaheye aur teesri bullish flame k baad top standard close honi chaheye. Ye design bullish harami design ka aik advance variant bai, jo k aik solid example tasawar kia jata hai, jiss ki pattern affirmation marker aur oscillators se bhi ki ja sakti hai, jiss standard exchanging k dowran esteem oversold zone fundamental honi chaheye. Ye design negative affirmation light se invalid tasawar hota hai, jis standard exchange passage nahi karni chaheye, poke k example ka Stop Loss sab se base position ya pehli flame k lower costs se two pips beneath set karengy...
              Three Inside Up Candlestick Pattern ki Types,,
              dear jab ham Three inside up design cost graph primary banne wala aik three candles ka bullish pattern inversion design hai, jo k negative pattern ya low costs region fundamental banta hai. Candles graphs aik specialized instrument hen, jo brokers ko bohut aham pattern k hawale se data deti hai. Candle ka cash matches k specialized examination k leye bohut aham hen, jiss se brokers na sirf in ka istemal dosre markers k sath mela kar karte hen, bulkeh ye akele bhi aksar aik proactive factors ka kaam karte hen. Three inside up design fundamental pehli candle aik negative candle poke k dosri aur teesri candles bullish light hoti hai, jo k pattern inversion karne ka kaam karti hai. Three inside up design k inverse course fundamental costs k top standard negative pattern inversion k leye Three Inside down design banta hai tu hi lon gii...
              Three Inside Up Candlestick Pattern and Trading ka Amal,,
              friends
              jab ham yahan sayy hi Three inside up candle design high schooler candles standard mushtamil aik bullish pattern inversion design hai, jiss jo k base region fundamental banne standard resources k costs ko bullish pattern k leye up push karta hai. Three inside up candle design do bullish aur aik negative candles se mel kar banta hai. Three inside up candle design k example primary pehli flame aik negative light hoti hai, jo k long genuine body fundamental banti hai. Ye flame costs k maojoda negative pattern ko zahir karti hai, jo k shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai. Design ki pehli light ki shutting cost open se nechay hona chaheye. Three inside up candle design ki dosri light aik bullish candle hoti hai, jo k pehli flame k shutting cost se upper open aur close hoti hai, ye candle pehli candle k sath bullish harami design tashkeel deti hai. Ye candle bhi shadow ya shadow k bagher ho sakti hai. Dosri candle ka pehli flame se lower side standard hole ka banna hona zarori hai. Three inside up candle design ki teesri candle aik bullish flame hoti hai. Ye flame dosri candle ki genuine body principal open ho kar pehli light k fundamental close hoti hai. Teesri flame ka close cost open cost se ziada hona chaheye. Ye flame pattern inversion karne ka sabab banti hai....

              اب آن لائن

              Working...
              X