Dear friends, forex market kay analysis main traders na sirf indicators par depend karty hain balkay fundamental aur technical analysis ko mazeed valid aur usefull banay kay liye mukhtalif kisam ki theories aur models ka use kia jata hay, in main say aik model purchasing power parity hay.
Purchasing power parity:
Ye purchasing power parity term microeconomic users use kartay hain aur is ki help say wo mukhtalif countries ki currency ko compare kartay hain aur is purpose kay lae wo goods basket ko use karty hain, is kay zariaya analyst different countries kay standard of living ko observe karty hain or es ki help sy unko ye b pata chal jata hai k kis country ma inflation rate kitna hai or es inflation rate ka direct relation current exchange rate par hota hai. Jis ki base par forex trading ma trader bhot sari trades ko open kar k profit or loss ko hasil karty hain.
Main features of purchasing power parity:
Is model kay mutabik traders ka ye khyal hota hay kay two countries ki currencies kay exchange rates main tab tawazun hota hay jab donon countries main kisi commodity ki same purchasing power ho. Aur ager kisi aik mulk main price ka izafa hoga to iska matlab hoga keh is mulk main inflation rate main izafa ho gia hay, is tarah exchange rate main bhi faraq aa jata hay. Jaisa kay ager aik mobile kay same model ki price USA main 1000 USD hay laikin UK main iski price 500 GBP hay, to iska matlab hay keh GBPUSD exchange rate 2 USD per 1GBP hay, laikin interbank GBPUSD rate 1.50 hay to iska yehi matlab hay keh USD ki value ziada hay jab keh GBP undervalued currency hy.
purpose of purchasing power parity model in forex:
Is model kay sath donon mumalik ki currencies goods purchasing main to 2:1 ratio say move kar rahi hain. Laikin jab kisi mulk main inflation main izafa hota hay to isky exchange rate main kami a jati hay jis say forex market main bhi is currency ki value low ho jati hay. Is tarah currencies ki demand and supply concern per bhi asar parta hay, purchasing power parity model kay mutabik kai traders do mumalik ki currencies main tawazan ka pata chalaty huye forex main inki future value predict kar patay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим