"Detailed information about purchasing power parity model",

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Detailed information about purchasing power parity model",
    Dear friends, forex market kay analysis main traders na sirf indicators par depend karty hain balkay fundamental aur technical analysis ko mazeed valid aur usefull banay kay liye mukhtalif kisam ki theories aur models ka use kia jata hay, in main say aik model purchasing power parity hay.

    Purchasing power parity:


    Ye purchasing power parity term microeconomic users use kartay hain aur is ki help say wo mukhtalif countries ki currency ko compare kartay hain aur is purpose kay lae wo goods basket ko use karty hain, is kay zariaya analyst different countries kay standard of living ko observe karty hain or es ki help sy unko ye b pata chal jata hai k kis country ma inflation rate kitna hai or es inflation rate ka direct relation current exchange rate par hota hai. Jis ki base par forex trading ma trader bhot sari trades ko open kar k profit or loss ko hasil karty hain.

    Main features of purchasing power parity:

    Is model kay mutabik traders ka ye khyal hota hay kay two countries ki currencies kay exchange rates main tab tawazun hota hay jab donon countries main kisi commodity ki same purchasing power ho. Aur ager kisi aik mulk main price ka izafa hoga to iska matlab hoga keh is mulk main inflation rate main izafa ho gia hay, is tarah exchange rate main bhi faraq aa jata hay. Jaisa kay ager aik mobile kay same model ki price USA main 1000 USD hay laikin UK main iski price 500 GBP hay, to iska matlab hay keh GBPUSD exchange rate 2 USD per 1GBP hay, laikin interbank GBPUSD rate 1.50 hay to iska yehi matlab hay keh USD ki value ziada hay jab keh GBP undervalued currency hy.

    purpose of purchasing power parity model in forex:

    Is model kay sath donon mumalik ki currencies goods purchasing main to 2:1 ratio say move kar rahi hain. Laikin jab kisi mulk main inflation main izafa hota hay to isky exchange rate main kami a jati hay jis say forex market main bhi is currency ki value low ho jati hay. Is tarah currencies ki demand and supply concern per bhi asar parta hay, purchasing power parity model kay mutabik kai traders do mumalik ki currencies main tawazan ka pata chalaty huye forex main inki future value predict kar patay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;Detailed information about purchasing power parity model&quot;,

    aslam o alikum dear forex trader kya hal hai umeed krta ho ky ap sub kharat se ho gya aur forex forum mein lakho kama rhy ho gy Q ky ye ek esa platefoum hai jis mein ap thori se investment kr ky apna business start kr sakty haen aur profit gain kr sakty haen is mein lakho loog kam kr rhy haen aur pesy kama rhy haen to ab jo cheez mein ap logo se share krny ja rha ho wo hai purchase of power parity hai is ki forex ky platefrom py kia importance hai aur is ki hamen zarorat Q peesh ai hai to start krty haen.
    What is purchase power parity
    purchase power parity matlab ppp ye ek economic theory hai jo allow krti hai for the comparison of the purchseing power bhot se countyr ya pher world mein ye ek kism ki theoretical exchange rate ha jis mein ap buy krty haen same amount fo good ya pher services ko wo bhe dosry currency mein. learn governemtn agencies use krti hai is ppp ko compare the national economies mein aur how you could use to find out to get the cheapest is ka matlab ya hai ye ek esi strategy hai jis mein ap kam se kam mein pruhase kr satky haen ye ek kism ki ap ki purchasing quality hoti hai ky pa kesy price ki kam se kam kr sakty haen.
    Click image for larger version

Name:	purchage 1.png
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12389232
    example of purchasing power parity
    purchasing power parity ye calculation kr ky hamen btati hai ky ky ap kis traw se cost ko calculate kr sakty haen if all countries used kren same price ko jub ky dosry words mein bhe same ho tab ap kesy pirce ko down kr sakty haen jub ek currency would need to be exchaged hoti hai same purchaseing power mein to ap tub dosri currency mein es ko buy kr sakty haen.
    Click image for larger version

Name:	purchase 3.jpg
Views:	2
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12389233
    ap is chart mein dekh sakty haen ky kis trah se ap kesi bhe ceez ki price ko kam se kam mein buy kr sakty haen aur kesi dosri currency mein kam se kam rate mein lay sakty haen.
    Click image for larger version

Name:	purchase 2.jpg
Views:	1
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12389234

    اب آن لائن

    Working...
    X