What is Martingle trading Strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Martingle trading Strategy
    Introduction.

    Dear friends Martingle strategy se murad financial market me aisi hai k agar hamare pas aik ammount 10$ hen aur hum ne aik trade pe 1$ invest kia lekin wo hum loss kar jate hen, to hamara account 9$ ka reh jata hai aur us k bad hum pher apne ammount ko double karke 2$ karte hen lekin wo bhi loss hota hai is tarah se hamara loss 3$ hone ki waja se account me 7$ reh jate hen lekin next trade me hum 2$ k double yani 4$ invest karengy, agar is me hum win kar jate hen to hamara account 11$ ka ho jayega lekin loss ki sorat me account 3$ ka bhi reh sakta hai. Is waja se financial market me martingle strategy me risk bhi ziada hai aur is me profit bhi ziada hai.

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	3
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12523448

    Use of Martingale strategy.

    Dear friends Martingale strategy gambling ya betting ma use ki jati ha jb hmain loss ho jay to apni bet ko double kar dia jata ha ta k jo kuch previously lost kia ho usay interest samait wapis hasil kar lia jay, jaisay aik trader koi perticular trade ma 100$ invest karta ha aur us ko loss ho jata ha next trade k liay wo 200$ ki investment karta ha aur tb tk investment increase karta rehta ha jb tk apnay desired results na hasil kar la, is ma hm probability sa kam laitay hain, is strategy ma hm kuch transactions k baad apnay account ko damage kar laitay hain q k continuly trading amount double kartay jatay hain, is k ilawa is ma risk reward ratio itna reasonable nhi hota, is ma hm hr loss k badlay high amount invest kartay jatay hain lakin akhir ma trade kamyab honay par hmain sirf pehli transaction jitna profit hasil hota ha.

    Benefits of martingle trading strategy.

    Dear friends Martingle trading strategy bilashuba bahut useful hay aur iska muasar hona kai market conditions main sabit bhi hay. Q keh traders ki jab aik trade loss main hoti hay to uski yehi koshish hoti hay keh woh is loss ko sensible tariqy say recover kary na keh aggressive approach say. Youn trader maximum anaysis karty huye apny new trading orders place and manage karta hay.

    Click image for larger version

Name:	Basic-Martingale-Strategy-1024x576.jpg
Views:	1
Size:	50.8 کلوبائٹ
ID:	12523449
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Martingle trading Strategy

    Dear martingle strategy ka istemal bhi gambling me hota hai, jis me hum bagher kisi analysis k bas financial market me kaam karte hen. martingle strategy taraeeqay kar hum market me two state pe chalte hen, loss or win, aur har aik win ya loss k bad apne price ko double karte jate hen, jis se agar hum market me muslsal loss karte bhi hen lekin agar hum aik bhi win kar jate hen to is se hamen hamara sara loss recover ho jata hai. Financial market me martingle strategy risk bohut zyada hone ki waja se loss k chances zyada hote hen aur hamara account k mukamal wash k bhi chances hote hen.

    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	7
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12387545

    Advantages of Martingle trading strategy

    Dear Martingle trading strategy bilashuba bahut useful hay aur iska muasar hona kai market conditions main sabit bhi hay. Q keh traders ki jab aik trade loss main hoti hay to uski yehi koshish hoti hay keh woh is loss ko sensible tariqy say recover kary na keh aggressive approach say. Youn trader maximum anaysis karty huye apny new trading orders place and manage karta hay.

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	3
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12387547

    Trading

    Dear martingale strategy main trading kay dauran jab trader ko loss hota hai Tu apne loss ko recover karne ke liye trader apni trading Ka lot size double ke daita hai jis se agr market trader k favour mein chali jaaye Tu trader Ka loss recover ho jata hai lakin agr market opposite side par move kar jaey Tu trader ko double nuqsan bhi ho jata hai or trader Ka account bhi wash ho jata hai jis se trader ko bht nuqsan hota hai lekin trader ko chaey k trading se pahle apni trading paractice kr ly yeh paractice demo account mein ki jaa skti hai demo account practice karne ke liye bahut acchi opportunity hai yah bilkul real market ki Tarah trading karta hai jisse hamen market ki real analysis karne mein asani hote Hain jab ham market ka analysis kar lete hain to hamen trade karne mein aasani hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	1
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12387548
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is Martingle trading Strategy

      Forex trading Mein martingale strategy ka istemal
      Definition:-

      Dear friends Martingale strategies mai bhot se expert professional log use karte hain Agar Ham Forex trading ke andar work karna chahte hain To Hamen ismein different types ke strategy ke upar work karna hota hai yani ke strategies compulsory Hoti Hai Hamen lazmi Forex Mein Koi Na Koi strategy Banane hoti hai aur isko follow karte hue Hamen Forex trading ke andar work karna hota hai martingale strategy is ko bahut hi popular Samjha Jata Hai yah Ek Aise strategy Hai Jiske andar loss ke chance bahut hi kam hote hain aur is main aapko zyada tarr profit Hota Hai Magar martingale strategy is ke andar aapko money management ko follow karte hue is Mein worker karNa Hota Hai agar aap Martingale strategies ke upar kam karna chahte hain to aapke pass minimum Jo balance Hona chahie vah 500 dollar Ka Hona chahie aur aap 500 dollar ke upar first Jo trade Lagate Hain 0.01 ki Lagate Hain aur uske bad aap forex ke rules ko follow karte hue ismein work Kar sagty Hai.

      Click image for larger version

Name:	japanopencandle1v2.png
Views:	1
Size:	84.7 کلوبائٹ
ID:	12387666

      Explanation:-
      Friends martingale strategy uske andar aapko bahut jyada trades bhi open karne per sakte hain isliye aap ke liye lazmi hai kya aap ismein money management ke sath aur Bade capital ke sath is strategy ke upar work Karen isase fayda yah Hoga Ky aapko Forex trading ke andar loss bilkul bhi nahin Hoga ismein aap rozana Kuchh Na Kuchh profit Gain Karenge agar aap jazbati hokar Forex Mein work karte hain aur rules ko follow Nahin Karte to aap ismein kabhi bhi profit gain nahin kar sakte hain Forex main sirf vah log success Hote Hain Jo ismein mehnat karte hain aur koi bhi strategies ho ya Pattern Ho Jiske Upar ham work karte hain To Hamen kabhi bhi ismein jazbati hokar work Nahin karte Ham is market Mein Koi Bhi strategy banate hain To Hamen Damo account ke upar test karne ke bad hi real mein apply Karni Hoti Hai Uske bad Hamen acche results mil sakte hain aur is sy hum faida ly sagty hai.
      Martingale strategy Ek Aisi strategy Hai jisse loss ke chance bahut hi kam Hote Hain ismein Ham zyada tarr proft gain karte hain Kyunki Agar hamare pass Forex ka thoda sa knowledge hai aur ham forex main market ke trend ko follow karte hue martingale strategy is ke upar work Karte Hain To is market Mein Ham bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain .Martingale strategies ke upar work karne ke liye hamare pass Jitna Zyada balance Hoga utna hi jyada Hamare liye fayda Hoga Agar is Mein hamare pass 500 dollar Hain To martingale strategy is ka use karte hue Hamen minimum 0.01 ki first Lot open Karni chahie aur uske bad Jab market Hamare against Chale Jaati Hai To fir Hamen second lot Jo open karne hai vah 0.02 ki open karni hai uske bad Agar again market Hamare against Chali Jaaye To Hamen Jo third lot size open karna hai 0.03 se open karna hai Is Tarah Agar Ham isko follow karte hue is main work Karenge to ismen Hamen Kabhi loss Nahin hoga yaad rhy k aik trade jab ap open kar lety hain to dusri trade os waqt tak open na kary tab takmarket ap ki first trade ki entry se minimum 20 pip against na jay .Trading mein martingale aik bohat he important strategy hai is ko bohat se expert traders bhi istemal kerty hain aur is ko use ker k log professional work kerny lag jaty hain agar hum forex trading k inside work kerna chahty hain tou us k liye humen different strategies ko use kerna ho ga aur humen proper way mein kaam kerna ho ga ur ye bohat he lazmi hoti hain yani humen in par lazmi work kerna hota hai and is ko follow ker k forex par kaam kerna hota hai martingale strategy ko bohat he zeada famous samjha jata hai aur is k according agar hum work kerty hain tou humen loss bhi bohat kam hota hai aur is mein humen profit zeada hota hai is mein agar hum work kerty hain tou humen money management k according work ko kerna parta hai
      agar hum is k through kaam kerty hain tou is k liye compulsory hai k aap k account mein at least five hundred dollars ka balance hona chahiye aur is five hundred dollars par hum jo first trade lagaty hain wo 0.01 ki lagaty hain aur phir hum is mein forex k rules and regulations ko follow kerty hue kaam kerty hain is mein humen bohat zeada trades bhi open kerni par sakti hai is liye humen himmat nahi haarni chahiye is liye humen money management k sath aur aik achy capital ko use kerty hue work kerna chahiye agar hum is tarhan work keren gy aur is strategy ko use keren gy tou humen loss bilkul bhi nahi ho ga.yeh app ko faida dy sagty hai.
      Click image for larger version

Name:	Forex-Super-scalper-with-Martingale-Strategy.png
Views:	1
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12387667

      اب آن لائن

      Working...
      X