Introduction.
Dear friends Martingle strategy se murad financial market me aisi hai k agar hamare pas aik ammount 10$ hen aur hum ne aik trade pe 1$ invest kia lekin wo hum loss kar jate hen, to hamara account 9$ ka reh jata hai aur us k bad hum pher apne ammount ko double karke 2$ karte hen lekin wo bhi loss hota hai is tarah se hamara loss 3$ hone ki waja se account me 7$ reh jate hen lekin next trade me hum 2$ k double yani 4$ invest karengy, agar is me hum win kar jate hen to hamara account 11$ ka ho jayega lekin loss ki sorat me account 3$ ka bhi reh sakta hai. Is waja se financial market me martingle strategy me risk bhi ziada hai aur is me profit bhi ziada hai.
![Click image for larger version
Name: download.jpeg
Views: 3
Size: 7.0 کلوبائٹ
ID: 12523448](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12523448&d=1650192062)
Use of Martingale strategy.
Dear friends Martingale strategy gambling ya betting ma use ki jati ha jb hmain loss ho jay to apni bet ko double kar dia jata ha ta k jo kuch previously lost kia ho usay interest samait wapis hasil kar lia jay, jaisay aik trader koi perticular trade ma 100$ invest karta ha aur us ko loss ho jata ha next trade k liay wo 200$ ki investment karta ha aur tb tk investment increase karta rehta ha jb tk apnay desired results na hasil kar la, is ma hm probability sa kam laitay hain, is strategy ma hm kuch transactions k baad apnay account ko damage kar laitay hain q k continuly trading amount double kartay jatay hain, is k ilawa is ma risk reward ratio itna reasonable nhi hota, is ma hm hr loss k badlay high amount invest kartay jatay hain lakin akhir ma trade kamyab honay par hmain sirf pehli transaction jitna profit hasil hota ha.
Benefits of martingle trading strategy.
Dear friends Martingle trading strategy bilashuba bahut useful hay aur iska muasar hona kai market conditions main sabit bhi hay. Q keh traders ki jab aik trade loss main hoti hay to uski yehi koshish hoti hay keh woh is loss ko sensible tariqy say recover kary na keh aggressive approach say. Youn trader maximum anaysis karty huye apny new trading orders place and manage karta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим