what is Bullish Harami candle stick pattern
bullish Harami candle stick pattern aik reversal candle stick pattern hota hey jo keh forex market kay down trend kay nechay say zahair hota hey jo keh forex market ke aik bare body wale bearish candle stick par moshtamel hota hey es kay bad forex market mein aik bullish candle stick hote hey jes mein aik chote body hote hey j keh market mein pehlay ke candle ke body mein close hote hey badalte hove raftar ke alamat kay tor par chote bullish wale candle stick last wale candle stick kay darmean mein indicate hote hey jais keh ap nechay de gay tasweer say bhe daikh saktay hein
identification of bullish harami candle stick pattern majodah kame kay trend ko cross karna chihay
forex market kay en indicatr ko talash karen jo keh market mein speed ko low kar rahay hon moving average cross over or es kay bad bullish candle formation ko kaim karna chihay
es bat ko yakene banain keh chote ce green candle stick pechle bearish candle stick kay 25% say zyada na ho pechle candle stick kay darmean mein green candle stick ko dekhatay hovay stocks mein farq ho jay ga
analysis karen keh pore bullish candle stick ke body bearish candle stick kay andar close ho jay supporting indicatr ke key level ke support ko daikhna chihay
trade with bullish Harami candle stick chart pattern
forex market mein trader bullish Harami candle stick pattern ko nechay dey gay GBPUSD pattern mein daikh kar indicate kar saktay hein
keh market mein wazah down trend hey bullish Hammer bullish harami kay samnay indicate hota hey pehla eshara frahm karta hey keh market indicate honay wale hey bullish candle ke lambai pechle candle ke lambai say 25% zyada nahe hey
RSI aik eshara frahm karta hey keh market overbought hey es ka matlab hota hey trend mein nechay ke raftar anay wale hey trader ko RSI kay 30 line say opar janay ka intazar karna chihay
stop low say nechay rakha ja sakta hey or bullish Harami ke complete kay bad trader candle stick kay opening hesay mein enter ho saktay hein es ley trader new increase hotay hovay trend kay sath kai targey kaim kar saktay hein

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим