trade with bullish Harami candle stick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade with bullish Harami candle stick pattern
    what is Bullish Harami candle stick pattern


    bullish Harami candle stick pattern aik reversal candle stick pattern hota hey jo keh forex market kay down trend kay nechay say zahair hota hey jo keh forex market ke aik bare body wale bearish candle stick par moshtamel hota hey es kay bad forex market mein aik bullish candle stick hote hey jes mein aik chote body hote hey j keh market mein pehlay ke candle ke body mein close hote hey badalte hove raftar ke alamat kay tor par chote bullish wale candle stick last wale candle stick kay darmean mein indicate hote hey jais keh ap nechay de gay tasweer say bhe daikh saktay hein
    Click image for larger version

Name:	bullish-harami-pattern_body_Bullishharamiexplained.png
Views:	7
Size:	20.3 کلوبائٹ
ID:	12520854


    identification of bullish harami candle stick pattern majodah kame kay trend ko cross karna chihay
    forex market kay en indicatr ko talash karen jo keh market mein speed ko low kar rahay hon moving average cross over or es kay bad bullish candle formation ko kaim karna chihay
    es bat ko yakene banain keh chote ce green candle stick pechle bearish candle stick kay 25% say zyada na ho pechle candle stick kay darmean mein green candle stick ko dekhatay hovay stocks mein farq ho jay ga
    analysis karen keh pore bullish candle stick ke body bearish candle stick kay andar close ho jay supporting indicatr ke key level ke support ko daikhna chihay
    Click image for larger version

Name:	bullish-harami-pattern_body_GBPUSDforexexample.png
Views:	1
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12520853


    trade with bullish Harami candle stick chart pattern


    forex market mein trader bullish Harami candle stick pattern ko nechay dey gay GBPUSD pattern mein daikh kar indicate kar saktay hein
    keh market mein wazah down trend hey bullish Hammer bullish harami kay samnay indicate hota hey pehla eshara frahm karta hey keh market indicate honay wale hey bullish candle ke lambai pechle candle ke lambai say 25% zyada nahe hey
    RSI aik eshara frahm karta hey keh market overbought hey es ka matlab hota hey trend mein nechay ke raftar anay wale hey trader ko RSI kay 30 line say opar janay ka intazar karna chihay
    stop low say nechay rakha ja sakta hey or bullish Harami ke complete kay bad trader candle stick kay opening hesay mein enter ho saktay hein es ley trader new increase hotay hovay trend kay sath kai targey kaim kar saktay hein
    Click image for larger version

Name:	bullish-harami-pattern_body_GBPUSDforextradingexample2.png
Views:	7
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12520852
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade with bullish Harami candle stick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bullish Harami Candlestick Pattern


    Bullish harami candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo price chart par do candles se mel kar banta hai. Pattern main shamil pehli candles bearish hoti hai, issi waja se pattern k leye prices ka pehle se low area ya bearish trend main hona zarori hai. Two days candles ki accuracy single day pattern se behtar hota hai, q k iss main aik candle thori bohut confirmation bhi deti hai. Jab bhi market main sellers prices ko aik khas level tak nechay push karte hen, to yahan par trend reversal k imkanat ziada hote hen, ye trend confirmation aksar kuch pattern se confirm ho jati hai, jiss main bullish harami pattern bhi shamil hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1039).jpeg
Views:	11
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12384911

    Candles Formation


    Bullish harami candlestick pattern prices k downtrend ya lower par high demand ki waja se banta hai, jahan par trend reversal k ziada imkanat hote hen. Pattern main shamil candles mukhtalif pattern ki yanni bearish aur bullish hoti hen, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	unnamed (62).jpg
Views:	6
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12384912

    1. First Candle: Bullish harami candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices ko downtrend ya bearish trend ki akasi karti hai. Ye candle bearish trend ko mazeed nechay ki taraf push karti hai, aur market main high supply ko zahir karti hai. Ye candle aik normal real body wali candle hoti hai.

    2. Second Candle: Bullish harami candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se size main kam hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main banti hai, yanni iss candle ka high aur low pehli candle k open aur close k darmeyan main hoti hai. Ye candle bearish trend k khatme ka bahis banti hai.

    Explanation

    Bullish harami candlestick pattern prices main bearish trend k dowran ban kar prices ko mazeed nechay jane se rok leti hai. Ye candle aik strong trend reversal ka signal deti hai. Pattern two days candles par mushtamil hai, jiss ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jo k prices k bearish ya downward trend ki alamat hoti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, aur ye candle pehli candle ki nisbat real body main kam bhi hoti hai aur ye pehli candle ki real body ki inside main bhi banti hai, jiss se prices ka mazeed down-fall ruk jata hai. Ye pattern dekhne main same to same homing pigeon pattern jaisa kagta hai, lekin dosri candle ka bullish banne se pattern main tabdeeli waqea ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2686).png
Views:	13
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12384913

    Trading

    Bullish harami candlestick pattern prices k bottom main banne ki waja se aik bullish signal genrate karta hai, jiss par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern pat trade enter karne se pattern ki dosri candle aik confirmation candle ki zarorat parti hai, jo k real body main aik bullish candle honi chaheye, aur dosri candle k top par close bhi honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss ki value oversold zone main honi chaheye. Pattern k baad bearish candle se pattern invalid tasawar kia jayega. Pattern ka Stop Loss sab se lower ya pehli candle k close price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (1038).jpeg
Views:	6
Size:	19.6 کلوبائٹ
ID:	12384910

    اب آن لائن

    Working...
    X