What's Forex Trading "Lot Sizes"?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What's Forex Trading "Lot Sizes"?
    Lot Size


    Financial market me trading k leye jo bhi position open ki jati hai, wo lot aize ki madad se hi ki jati hai. Lot size ka kam ya ziada hona trading account main maojood balance, leverage, assets (currencies pairs ya commodities) spreads aur margin par munhasir hota hai. Lot size k ziada ur kam hona nafa aur nuqsan par bhi asar andaz hota hai. Lot size forez trading k leye basic main aik hai jiss ka janna har aik trader k leye bohut hi ziada zarori aur aham hai. Lot size ka risk reward ratio, risk management, money management se bar agehra taluq hai, jiss se trading bohut asar andaz hoti hai.
    Lot size ki selection sab se pehle account k balance par muhasir hota hai, k agar aik trader k account main balance ziada hoga to wo ziada lots k trades ka ahal hpta hai. Jab k uss k baad account ka leverage ata hai. Leverage se bhi trading lot par asarat hote hen, q k ziada leverage se ziada lot size k trades open ho sakte hen, jab k kam leverage se kam trades open hote hen. Spreads ya commission jin assets ka ziada hota hai, uss par bhi trades k lot size kam open hote hen, jab k kam spreads ya commission wale assets par ziada trades lots open hote hen. Margin ziada hone se lot sizes barh sakte hen, jab k kam hone se lot sizes bhi kam trades hote hen.
    Lot sizes nafa aur nuqsan bhi asar andaz hote hen, kion keh ziada lots ya bare lot se trades open karne par uss par munafa ki sorat main achi amount to mel sakti hai lekin loss ki sorat main nuqsan bhi ziada hota hai. Aksar bare lot size se hi jaldi account wash hote hen, yani account ka mukamal safaya ho jata hai. Risk management se lot size ko control main rakha jata hai jiss se trader apne account k mutabiq muhtat tareeqay se lot size ka intekhab karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (944).jpeg
Views:	8
Size:	30.8 کلوبائٹ
ID:	12520208

    Standard Lot Size

    Standard lot size aik broker k trading k leye faraham karda sab se ziada mumkina muahede ka size hai. Standard lot size me 100,000 units hote hen. Yani agar EURUSD ka current rate 1.23456 ho to 1 standard lot size k mutabiq 100,000 EUR khareedne k leye 123456 USD ki zarorat paregi. Standard lot size ko mazeed chote sizes me taqseem kia jata hai, jo k mini, micro aur nano lot size ban jate hen. Forex trading me sab se ziada 100 standard lot size tak hi aik trade open ki ja sakti hai.
    Maximum lot aik transaction k leye lots ki maximum tadad hai,
    Misal k tawar par, 5 standard lots 5 × 10 = 50 oil barrel jab k 5 mini lot 5 × 1 = 5 oil barrel hongay.

    Mini Lot Size


    Aik mini lot (minilot) standard lot k 0.1 ya 10,000 base currency unit hote hen. Mini lot size standard lot k 10% k barabar hota hai, jis me traders 10,000 base currency units ki trading karte hen, is waja se is k leye kam volume ki zarorat hoti hai.


    Micro Lot Size


    Aik micro lot size (microlot) me standard lot k 0.01 ya 1,000 base currency units hote hen. Micro lot size mini lot size ka 10% jab k standard lot size ka 1% banta hai. Is me trader 1,000 base currency units me trading kar sakta hai,is waja se is k leye mini lot se bhi kam volum ki zarorat hoti hai.

    Nano Lot Size


    Aik nano lot size (nanolot) me standard lot k 0.001 ya 100 base currency units hote hen. Nano lot size micro lot size ka 10%, mini lot size ka 1% jab k standard lot size ka 0.1% banta hai. Ye sab se small lot size hai, is waja se is k leye sab se ziada kam sarmaye ki zarorat hoti hai. Nano lot size me 100 base currency units me trade ki ja sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What's Forex Trading &quot;Lot Sizes&quot;?

    Assalamu Alaikum dear member for exchading market mein Jab tak aap apni learning ko complete nahi karte hain aisi condition mein aap successful trading nahin kar sakte hain kyunki Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye different important factors ko carefully focus karte hain to use situation mein aapko market mein available different important conditions ko find out karna hota hai Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye different important factors ko carefully apni decision making mein incluid karte hain to use time per aapko market mein jyada se jyada fayda mil sakta hai aaj main aapko lot size se related kuchh important information share karna chahta hun.

    What is Lot Size

    Market mein Jab aap entry lete Hain to aisi condition mein aapko ek specific bandals off units ki value ko find out karna hota hai aur inki selection karna hoti hai kyunki Jab aap market mein kisi bhi specific currency per apni entry lete hain to usmein aapko ek specific units ko find out karke apni entry ko mukmmal karna hota hai aur ismein se ek bandal ki selection karna hoti hai. Jab aap market mein different units ko purchase aur sel karte Hain to iski selection ko aap lat size ka naam dete Hain iski aapko following types mein division karne ki situation bhi available hoti hai.

    Standard Lot Size

    Dear members Jab aap market mein large size ki selection karte hain to ismein aapko sabse pahle standard lot ka idea hona hota hai kyunki yah lot size bahut hi important role play karti hai kyunki is Laut ki selection aapane hamesha use time per karni hoti hai Jab aapko market mein 100% confirm trade milati hai aur aap market mein bahut acche account balance per trade kar rahe hote Hain standard Lord ko aap 1.0 se denot karte hain aur ismein aapko 100,000 units ki trading ka option available ho raha hota hai. Standard lod size bahut hi dangerous ho sakti hai isliye aapko ismein hamesha bahut jyada careful hokar apni trading activities ko complete karna hota hai.

    Mini Lot Size

    Dear member Forex trading market mein Jab aap standard lot ke baad dusri Lot size ki study karte hain to ismein aapko mini laat size ka idea milta hai is large size ko denot karne ke liye aap market mein 0.10 ki trade lete hain aur ismein aapko yah idea milta hai ki Jab aap market mein 10000 units ki trade Lena chahte Hain to is purpose ke liye aap 0.10 ki lot size ko select karenge aur apni trading activities ko complete karenge.

    Micro Lot Size

    Forex trading market mein Jab aap large size ki study karte hain to ismein aapko micro Lord sizes bhi available hote hain yah basically minimum account balance per trade karne ke liye facility provide ki jaati hai is lot size ko denot karne ke liye aap market mein 0.01 ki entry lete Hain Jab aap market mein 1000 units ki purchasing karna chahte hain aur aap 1000 units ki trade Lena chahte Hain to ismein aapko 0.01 set rate Lena hoti hai.

    Importance

    Dear members Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye different important factors ko find out karte hain to ismein aapko market mein hamesha different factors ko find out karna hota hai Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye different factors ko focus karte hain to ismein aapko lot size ki importance ka idea Mil jata hai.

    Click image for larger version

Name:	different-lot-types-babypips.png
Views:	8
Size:	105.3 کلوبائٹ
ID:	12384174
    • #3 Collapse

      Re: What's Forex Trading &quot;Lot Sizes&quot;?

      dosray aap ko diagram standard barah e raast qeematon standard snap kar ke tijarat karne ki ijazat dete hain, jabkay dosray is amal ko aasaan bananay ke liye paap up request windows ka istemaal karte hain. ziyada tar mamlaat mein, aap iqtabas ke peshkash walay hissay ( iqtabas ke poochnay walay hissay ) standard snap kar ke cash ka jora khareed satke hain. hit aap kuch bechna chahtay hain, to aap aam pinnacle standard boli walay hissay standard snap karte h
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        **Forex Trading "Lot Sizes" Kya Hain?**
        Forex trading mein "lot sizes" ek aham concept hai jo aapki trading strategy aur risk management par direct asar dalta hai. Lot size se murad hai wo quantity jo aap ek trade mein buy ya sell karte hain. Yeh quantity aapke trade ki value aur risk ko define karti hai. Aaj hum detail mein dekhenge ke lot sizes kya hote hain aur yeh forex trading ko kaise impact karte hain.

        1. **Lot Sizes Ki Types:**
        Forex trading mein teen main types ki lot sizes hoti hain:
        - **Standard Lot:** Ek standard lot 100,000 units of the base currency ke barabar hota hai. Yeh sabse bada lot size hai jo zyada risk aur reward ke saath aata hai.
        - **Mini Lot:** Ek mini lot 10,000 units of the base currency ke barabar hota hai. Yeh standard lot se chhota hai aur relatively kam risk aur reward offer karta hai.
        - **Micro Lot:** Ek micro lot 1,000 units of the base currency ke barabar hota hai. Yeh sabse chhota lot size hai aur kam risk ke saath trade karne ki suvidha deta hai.

        2. **Lot Size Aur Risk Management:**
        Lot size ka chunav aapki risk management strategy ke liye critical hai. Zyada lot size ka matlab hai zyada exposure aur zyada risk, jabke chhoti lot size kam risk aur chhoti exposure ko represent karti hai. Aapko apni risk tolerance aur account size ko madde nazar rakhtay hue lot size choose karni chahiye. For example, agar aapka trading account chhota hai, to micro ya mini lot sizes ka use karna behtar hota hai.

        3. **Pip Value Aur Lot Size:**
        Lot size ke sath pip value bhi directly related hoti hai. Pip value wo amount hota hai jo aapke trade ke har pip movement ke saath change hoti hai. Standard lot ke case mein, ek pip ki value $10 hoti hai, mini lot ke liye $1 aur micro lot ke liye $0.10 hoti hai. Yeh aapke profits aur losses ko calculate karne mein madad karta hai.

        4. **Trade Position Size Aur Leverage:**
        Lot size aur leverage bhi closely linked hote hain. Leverage aapko kam margin ke sath bade positions open karne ki suvidha deta hai. Lekin, zyada leverage ka istemal karna bhi zyada risk ke barabar hota hai, isliye lot size aur leverage ka balance zaroori hai.

        Lot sizes ko samajhna aur appropriate lot size choose karna forex trading ke success ke liye zaroori hai. Yeh aapke trade ki profitability aur risk ko manage karne mein madad karta hai. Trading mein consistency aur discipline banaye rakhne ke liye lot sizes ke concept ko thoroughly samajhna aur apply karna zaroori hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X