Forex treading me log zada nafa q nahi kama sakte hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    zayada he kama saktay hain agar acha kaam karna ata ho aur aap ki investment achi ho jay then aap ney acha he kamana hay lakin
    aap kay paas jab best skills nahi hoti working proper nahi karni aati then trading ney aap ko nafa bilkul bhi nahi dena ha ye aap apnay
    aap kay sath ghalat karain aap trading ko preference de kar best skills bana len apni then aap trading mei success hojao gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      Ap sb ki bt sy ma agree ho pr Mani ab tk bonus withdraw ni krwa ya q ky ma new ho is leay mujy ma ny abi tk ni kya or Na he aata ha krna is leay ma chati ho ky ap sb my sy jn ko Pta ha wo bta Dy ky ksy krty ha withdraw
      • #1158 Collapse

        withdraw karwty ha is ma log is ma ase kio bat nhe ha is ma aap ko asay logo ko dakna cahay jin kay pass zada knowlged our experinec ha ow is sa boht ache earning karty ha is ma aap ko mahnat sa hardworking karnay cahay is ma aap ko market kay bary ma knowlged hone cahay
        • #1159 Collapse

          aap ko is ma ya he kaho ge kay jo log is ma loss karty ha profit hasil nhe karty ha un ko is ma mahnat karne cahay ow is ma mahnat nhe karty ha is ma lalach karty ha is liay ow is ma loss karty ha our is ma un ko kamybe nhe milte ha is ma aap ko kamyb honay kay liay is ma boht zada mahnat karne cahay is ma knowlged our experinec sa kaam karna cahay
          • #1160 Collapse

            forex mai jab hum kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin jab hum pher ise galti ko bar bar akrty hain to hamy musalsal loss hota rahta hain yahe waja hain ky log zada nafa nahi kama sakty forex bohta sy mumalik mai unique business ban cuka hain
            • #1161 Collapse

              jab hum forex mai kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin bonus milty he kuch traders lalch mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky chaker mai apne galtiyo ko ignore karty howe over confidence mai kam karty hain or unhy loss ho jata ahin lakin is mai market ka koi qasur nahi hota yahe waja hain ky traders zada naffa nahi kama sakty
              • #1162 Collapse

                forex aik online business hain hamy is mai ache learning ky sat mahnet sy kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gy lakin kuch log kam karty howe koi galti kar dety hain or uny loss ho jata hain yahe waja hain ky log is sy zada nafa nahi hasial kar sakty hain hamy apne galtiyo ko avoid karna ho ga pher he hum loss ko avoid kar saky gy
                • #1163 Collapse

                  forex ki earning ku koi match nae ker sakta world man trader k pass open choice ha ager trader chahy tu internet pay online businesses check ker sakta ha jis man koi bhi forex jaisa earning ane day sakta.
                  • #1164 Collapse

                    Forex trading main log zyada nafa is liye nahi kama saktay kay aik to wo laluch kertay hian aur dosra un ki trading strategy thek nahi hoti jitna profit earn kia utna hi loss ker lia. asay traders ko apni strategy per focus ker kay is k update kerna chahye aur phir usi strategy per pabandi say amal kerna chahye.
                    • #1165 Collapse

                      is main haar jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main hard work kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur market main is k bary main information hasil kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur market main planing karni ho gi
                      • #1166 Collapse

                        hamain is k rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k hamain is forex main loss kam ho aur har koi is main achy say kam kar sakta hai bur hamain market main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum real main profit hasil karny k kabil ho sakty hain
                        • #1167 Collapse

                          forex main planing kar k hi hum a chi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain is forex main rules ko follow kar k hi hum run karein gay aur hamain is forex main trend ko use kar k hih hum run karein gay aur markt main planing karein gay ta k loss kam ho saky ga
                          • #1168 Collapse

                            is main har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k rules ko follow karien gay tab hi hum run karein gay aur is forex main planing karien gay tab hi hum real main profit hasil karein gay tab hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur profit hasil ho saky ga
                            • #1169 Collapse

                              mere bhai ye bt to pki h k log forex mein a k lalach suro kr dete hain k hm zayada nfa kmana chahte hain k hm ratoin rat ameer ho jaein or bre bre risk lelete hain is mein exprens hasil kr k us k motabik kam krein or risk na lein to hm aehsta aehsta ek acha porofit nikal skte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                Forex market mai kamyabi ya nakami ap ki learning aur experience par depend krti hai. Ap nay dursat learning aur experience hasil kia. Tou ap market mai right way mai traded kro gy aur ap es mai profit bhe earn kro gy. Forex mai learning aur experience ki madad say profit earn kr sakty ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X