Hope and Fear
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    dear zahir se baat hai hope forex trading k leya akk acha hai aur fear se hum apni trade zaya ker date hai hope se hume umeed rahti hai k hume profit zaroor ho ga aur fear se hume serf aur serf loss ko he face kerna chahiya :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      we need is how we can control our psychology course comrade, the number one most important is so MM how we can manage well God willing, everything will be under control, because basically all can be controlled if we are wise use MM
         
      • #723 Collapse

        hope honi chahye yaha pe but fear se bach kar kaam karo and ye ap k leye he best ho ga k es mai ap sahe se kaam kare so i suggest you to do right thing
        • #724 Collapse

          Hum ny boht say dreams forex business k sath munsalik ker rakhy hain humean boht c hopes forex business k sath hain k hum yahan say acha profit earn ker laen gy our fear bhe hh
          • #725 Collapse

            Hope and fear eh do common word he forex me.Kiun ki jab koi trader market me trade lagata he to hope ke sathh lagata he or jab oh hope ke sathh lagata he tab usse fear bhi hota he.So hame forex me trading karte wakt full confidence ke sathh lagana chahie.
             
            • #726 Collapse

              Well brother Hope and Fear, according to my opinion Agar Trader ki strategy and experience perfect he to woh hope ko follow kar ke trade karta he, but agar trader UN-experienced he to woh fear ke sath trade karta he ke shayad trade profit me ae...
              • #727 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullahtouqr3321 پيغام ديکھيے
                ji bhai ji aap ki baaten bilkul theek hain or mery khaytal min aap ka experiene bhi forex treadeing kafi ziada hy jo aap ny hamin itni achi mtips di hain hamin chahiey ke ham aap ki in tips par aamal kar achi nearning hasil kar sakty hain
                app ney teak kaha he forex mein der or umeed ki base per trade ki jati he jin logo key pass knowledge and skill nahe hota wo fear sey trade kerty he or jin key knowledge and skill hoti he wo hope key sath trade kerty he .
                • #728 Collapse

                  Assalam u alikum friend, jee haan sahi keh rahy iss market me do emotions hain fear and hope, or mere khayal se to hope hi best hai humein hope hi rakhni chahiye yeh hamare liye theek hain kyun k fear m aa k hum aksar ghalat decisions le lety hain or phir loss ko face kerty hain...
                  • #729 Collapse

                    g bhai jub ham trading kr rahe hoty han to hamain dar bhi hota ha aur aik hope bhi hoti ha keh profit ho ga..dono sath sath rehti han magr ap us dar ko khatm kro aur achy ki umeed rakho aur confidence rakho apny ap pa keh ap kr skty ho .
                    • #730 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum ye ap ney bhai jii bohat achi bat ki hey aur bilkul sehi kaha hey key ager hum soch samjh kar kam karen aur apney ander sey dar ko khatam kar den aur hamesha achey ki umeed rakhen to hum mushkil situation ko be asani sey handle kar saktey hen.
                      • #731 Collapse

                        g hai me aap ki baa tse agree karta ho hope b honi chahiye k mughe is me profit hoga lekin thora fear b hona chahiye loss b ho sakta hai q k jab ko dar ho ga to or markeet ko achi tarah se anaylyse karo ge or bohot sach samagh kar trade lagao ge is se loss k chances b kam honge
                        • #732 Collapse

                          aap ka experiene bhi forex treadeing kafi ziada hy jo aap ny hamin itni achi mtips di hain hamin chahiey ke ham aap ki in tips par aamal kar achi nearning hasil kar sakty hain
                          • #733 Collapse

                            hope apko is cheez ki hi lagana hoti hai kay apko allah lkay karam say is buisness mei fadi hi ho ga aur darna nai ho ga pko is buisness mei kyu kay phir tu ap is busniness say farigh ho jaiy gay
                            • #734 Collapse

                              forex ke business me yeh dono he hamare andar hote hain dar bhi hota hai or hope bhi dar to real account me wese bhi sab he ko lagta hai or sath he hope bhi hoti hai ke ham ko profit ho jaye is me so yeh dono sath sath chalte rehte hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                no doubt a have always hope for best . because when you hope for best than you can get its batter reslut . but i also uderstand that forex is risky from it the factor of risk can not be eleminate but can reduce

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X