Hope and Fear
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    Hope and Fear ? brother Hope and Fear sath sath chalty hany.jaba apko trade dalni hoti hay to hope k sath ap enter hoty hany mager trade k positive hony tak ap fear may mubtla rehty hany.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      hope n fear are two major factors along with greed and impatience that can effect directly or indirectly to our trading, if we can control these and keep confidence on ourselves we can become successful traders.
      • #648 Collapse

        humein yahan par hope aur fear ku control karna hai aur main smjhta hun k is se acha job aur is se achi tading aur ahin nh hai aur yahe best hai hamare liye
         
        • #649 Collapse

          ap ko bilkul hope nahi chorni chayie aur agr aap forex say earning karna chatay hay tu aap ko chayei kay demo account par practice karay agr aap kay pass knowledge nahi hoga tu aap forex say loss karayn gayn isi liye aap koc chayie kay forex ko learn karay yeh aik bahot acha business hay aap is business say unlimited money made kar saktay hay .
          • #650 Collapse

            well theek bat he he , bas hope rakhu ap hope si hi ap kamiyab hote ho , fear is not good for trading , fear se kuch hasil nahin he , ap bas hope rakhu ap buhat age jaw sakte ho :)
            • #651 Collapse

              forex me aapko kabo hpe aur frea me nah aana hai aapko bahut ihpractice karna haitai aapko loss me najana padega aur aapko fore xme bahut hisuces jo hasil karna h hai to aapko bahut hi earnkarna ohag
              • #652 Collapse

                Aapko trading kartay waqt fear feel nahi karna chae baloay hope honi chae jitni aap ache hope ralho gay utni app ko fear nahi ho ga and khud pe belive hona chae
                • #653 Collapse

                  Forex tading main hope ki waja sy he to wo trader bhi trading kar rahy hoty hay jinho nay ziada loss kea hota hay so agar hum es umeed say trading karty rahy keh kamyab hon gay to hum aik din zarur kamyab hon gay.
                  • #654 Collapse

                    hope har kaam ke lia bohar zaroore he app hope ke bunyad pe he to trading kartay hen agar apko hope nahe hoge to asy to koe be kaam na kar pay han trading ke doran fear to dil me hota he ke kahen loss na ho jay lekan pher hope apka daman thaam lete he kun ke har kaam me risk bohat zaroore he
                    • #655 Collapse

                      hope forex par hai aur forex mein aap ko trading start karna sy phlay is business ko samjna zaroori hota hai pir aap demo account open kartay hain aur aap is par practice kartay hain yeh acha hota hai forex mein aap real mney earn kar saktay hain only effort is mein success hona ka way hai.
                      • #656 Collapse

                        hamen forex k buisness mein kam karte waqat hamesha he hud per yaken rakhna chahiye hud per hope rakhna chahiye aur humen kabi b fear nai karna chahiye kiu k ager ham fear keren gay to phir ham kabi b kamyab nai ho payen gay
                        • #657 Collapse

                          Ek trader ko trading je wakt kabhi fear nehni karna chahie.Kiun ki forex me fear hi loss ki sabse bade waja hota he.
                           
                          • #658 Collapse

                            why should we have an engineering that much but we can not know the price or how read these techniques, the most important have one technique alone, but it can generate consistent profit, the better
                            • #659 Collapse

                              Forex trading aik great online business he es min jab hum lag kar traidn karet ehin to humin pata chalta he k es min kabhi to loss aur kabhi bara profit bhi milta he hum es business min hopes aur umeed k sath ate hin aur jeise jeise time guzarta he to humari umeedin bhi jawan ho jati hin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                forex trading business main umeed to her kisi ko hoti hai ke hum zrur profit earn karne gay aur isi umeed ka wajah se hi wo apna loss karte hain kun ke un ke pass forex trading business ki knowledge nahen hoti jo sab se ziyada zruri hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X