Hope and Fear

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    g bilkul hamy is business ma hope honi chae or fear sa door hi rhna chae....fear ki waja sa b ham is business ma galt tradig kar dyty ha or amy pta hi nae lgta ha...is liy hamy chae k is business ma hard work kary or experince hasil kar sky ta k fear ki zarort hi na pary....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Hamen forex trading karte waqt apne emotions ko baht ziyada control karna hoga q ke aik emotional person ki forex trading me koi gunjaaesh nhi he is liye jazbatiyat se bachen aur loss se mehfooz rahen.
      • #213 Collapse

        forex tarding aik aisa online bussiness hia jis mai app ne apni investment se earning karni hotihai forex tarding karne ke liye app ke personal experience ki zaroart hotihai is mai kam karte waqt app darte bhi hain ke kahin loss nah ho jae............
        • #214 Collapse

          forex ka business ap ke lye ek hope hai ke ap is mein working kr ke earning ko aur mazeed increase kr sakhe lekin ap ko fear bi uthana padhta hai is kaam mein kyo ke risk included hai is kaam mein lekin is fear ko aap ko chahye ke kum se kum kre, kyo ke fear mein ap apni trading ko aur zyada kharab kr rahe hote hai
          • #215 Collapse

            me apki bat se sehmat hun k agar ap koi business bhi dar k karen gy to ap koi ghalat decesion le skty hen fear ki waja se so jo business bhi karen confidence k sath karen or krny se pehly uska experience hona chahye to fear khud ba khud khtm ho jae ga n hope to har kam me honi chahye is se bhi bht confidence barhta he ye dono aik sath kbhi nhi ho skty
            • #216 Collapse

              hope kehtay hen achi umeed ko.to humen yni khyaal rakhna cahaiye k hope mustaqbil ki achi umeed k ilawa kuch auur hai hi nhi.hope humaray tabya hy hum hope k tabya nhi k hum hope say hi khouf khana shuru karden
              • #217 Collapse

                yes bhai aap ne ek bohat he achi thread likhi hai aur main kahna chahun ga k haman trading k darmyan pury aetmad main rehna chahiye aur haman kabi b fear feeling nahi karni chahiye balkay hamesha he pur atmaad ho kar kam karna chahiye is buisness main ap forexmian dar dar ka kam karain ga tu ap kabhi bhi ach trader nhi ban skate ha . Forex ek risky business hay apko Forex main hopefull work Karna chaya but fear ka sath nhi.
                • #218 Collapse

                  forex trading me aapkokabhiapana hope nahi khona hai apako hamesh apositive hi rahana hai taki aapko aapka trad bhi proit hi de agar aapko hi nahi yakin apane trad par ki aapko wo prifit dene wal hai bhi k nahi to fot aapke trad aapko kese profit me rakh sakta hai aur wo bhi apako loss hi dena chahega
                  • #219 Collapse

                    G han traders ya dono chezain he traders ko trading laganay par uksatey hain. is lea kay khlf say traders zaada risk nhe latay or zayada trade say baz rahtay hain or umed par trade kartay hain kay ham ko profit ho ga. or ham apna loss cover kar lain gay.
                    • #220 Collapse

                      Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main achi hope ka hona bohat acha hay aur fear business kay leay bohat hi zeda nuqsan deh hay is leay hamesha fear say bachna chaheye
                      • #221 Collapse

                        bikul sakhey bat hai bhai app ki forex may hum ko hope karney chaheyaa kay fasla hamaray hak may hoga nakay lose may
                        • #222 Collapse

                          ye treding karte howe maind mn hona chaiye k hamin profet ho ga na k maind min ho k large ho jy ga s liye treding ankhen khol k karna zaroori he
                          • #223 Collapse

                            you are right. there are many times when we feel that market will favour us but unfortunately market goes against us and we have to bear heavy losses. some time we feel that market will not goes in our favor but suddenly it goes in favor of us but we already closed our trade and cannot take profit from market.
                            • #224 Collapse

                              Asslam O Alaikum han gee forex trading kay business may hope toh apko zaroor rakhni chahye because achay ki hope hamesha rakhni chahye or fear toh hota he ha esliye allah say achay ki umeed rakhni chahye...its my opinion
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Hope trader ko rakhni chayee lakin hope tab he rakhy agr os ny koi sahee kam kya hy tau, agr aap ko trading aati he nahy aor aap order place kr dety hyn tau aap phir kesy hope kr skty hyn ke aap ke trade plus jahy gee, hope tab rakhni chahyee jab aap ko apny opper confidence ho, otherwise you will feel and remain in fear.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X