kia trading ap ka mood change karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    main forex trading ko boohat like krta hun or iss field main reguarly kaam kar rha hun.mery khyaal say agar hum struggle karain gay to phir hum forex trading main boohat achi earning lay sakty hain or apna career banna sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      trade app k mode par ni app ki knowledge par hai ap[ k pass information ho to app forex mainacha main acha earn ho skata hai agar app k pass saber b ho or invest b ho
      • #1158 Collapse

        yes trading yaqeenana mood change karti ho gimein tou filhal practitce kar rahi hoon laikin yaqeen hai kay trading bhi kafi jaldi seekh loon gi laikin yeh kaha ja sakta hai kay trading mood change karti ho gi agar trading kafi achi ja rahi ho tou mood fresh agar loss ho raha ho tou mood bad
        • #1159 Collapse

          g haan hum jab trading karty haan tab hum analys nh kar rhy hty haan trading may jab hmari trading hmary analys k mutabic hoo rhi hti haa to humy kafi khus miltaa haa or hmara mood change hoo jataa haa...
          • #1160 Collapse

            ji han mera bhai profit wali trading hamare chehre pr khushi zarur ly ati hai lekin loss trade aane ki surat main hum disappointe hojaty hain or mood change hojane k bais dil bardashta hojaty hain phr trading krne se perhaz krty hain or phr sai is per dihan nhi de pate or dar hojata hai k loss or na barh jaye.
            • #1161 Collapse

              Gee sir forex trading main agar profit ho raha ho to trader ka mood acha ho jata hay and agar loss main trade jay to mood off ho jata hay, es liay forex trading trader ka mood change karti rehti hay, but agar trader kay pass good knowledge ho to es ka mood achi hi rehta hay.
              • #1162 Collapse

                Yeah trading hamare mood pay asar andaz hoti hai. Obviously jab ham profit banate hain to ham acha feel karte hain aur osi tarah say jab ham loss mai ja rae hote hain to hamain acha feel nahi hota. But donu conditions main mind ko relax rakhna lazmi hai means no emotional trading.
                • #1163 Collapse

                  G han forex trading mera mood change karta ha or mera khayal ha sab ka karta ha acha or bora mood bohat se logo ko jab trading me profit hota ha to unka mood bohat acha hota ha or jab loss hota ha to mood kharab...
                  • #1164 Collapse

                    G haan jab bhi iss ko dil sey join kerti hun to mujhy ye andazaa hota hy k me iss me ager mehnat ker lun to kissi bhi field me koi bhi mushkil nhi ho gi iss bizness ney mujy sach mehnat kerny ka darse diya hy
                    • #1165 Collapse

                      g han bilkul jab ham trading me profit ho jata hay to hamara mood change ho sakta hay magar loss ki sorat me hamy pareshan nahi hona chaye
                      • #1166 Collapse

                        G han app ne shai kaha ha ye aik asa business ha jis se hmara mood b change ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam kanra chhae kyun k is business me hmen loss b ho sakta ha or hm apni income b gawa sakty hain sari ki sari
                        • #1167 Collapse

                          dear apki bat bilkul sahi he k jab hume profit hota he to hum real me khush or fresh ho jate he or jab hume loss hota he to humara mood real me kharab ho jata he to ye ek real bat he k trading hamare mood pe directly asar karti he par hume apne mood k kharab hone se bachne kly zyada lalach nahi karni chahye ta k hamara mood kharab na ho or ye bat 100% sach he k trading hamare mood ko change kar k asha ya khrab krti he.
                          • #1168 Collapse

                            mery friend trading ap ki income hai jab trading achi hoty hai to income hoty hai acha lagata hai per jab loss main jaty hai to ird gird ki cheezain b achi nahe lagty . yani rading mode per asar andaz hoty hai.
                            • #1169 Collapse

                              hahaahh brother apne bohat ashi point note ki he during trading apka mood change hota rehta he jb apko profit hota he tou apko mood asha hojata he aur jb loss hota he tou kharab hojata he aur samajhte hen forex nhi krni chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                trading ki waja say apky emotions or apka mood bohat jaldi say change hota hay apko chahye k ap trading usi waqt akrian jab ap bilkul relax mind hon or free hon takky apko loss na ho or earn kar sakeen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X