kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    g haan bilkul acca hota ha k jaab hum profit earn kar rahy hoty hain to uc time hamra mood acha hota ha hum apna ap ko fresh feel kar rahy hoty hain lakin jaccy hi hamin lose hota ha hamra mood bilku ulat h jata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      yes Forex ap k mood ko chage kar daeta hai hamin jab faida hota hai to hum bhaut ziada khush ho jatay hain . or ager hamin nuqsan hota hai to hum afsorda ho jatay hain .
      • #1008 Collapse

        Asslamu allikum wa rehmtullahiwa baratatihi jaanntt halalahu wa dozkh haramahu dear all member acha swal kia hai bhai ne kay jab ap ka mod kharab hota hai to zahri bat hai ap ko zaror loss hua ho ga magar jb ap ne earning kr li to is main koi shak nahi hai kay ap ka mod boht acha ho ga main to is se agree hon kay aisa hi hota hai.................
        • #1009 Collapse

          je bhai jan main ap ke bat se agre karta hon .kah jab ham ko profit ho rahe hote to ham bohat he khus hote hain or ham apne apko ko bohat bara tradar samajne lagte hain .laken jab ham ko loss hota h .to ham bohat paresan hote hain or hamin koy chez ache nahe lagte. or hamara loss ho jata h .or ham hero se zero ban jate hain . hamare sath aksar hota rahta h .ham log as ke aade ho chuke hain .
           
          • #1010 Collapse

            This is the human psychology when you are earning you have a great mood, but once you are in negative you get dejected and seems that this world is against you and you feel very bad, but this is the part of any business, so never give up, and try hard to learn lesson from your loss.
            • #1011 Collapse

              dear friend mery khayal k mutabiq trading aksar hamary mood ko change ker deta h ager hmmain profit ho jy to hamain khushi hoti h or ager loss ho jy to sad feel kerty hien
              • #1012 Collapse

                yes forex trading kafi had tak insan k mood ko bhee change ker dati hai kyun keh jab aap ko loss hoo tu naturally insan ka mood bhee off hoo jata hai aur tense bhee hoo jata hai kyun keh loss hota aur jab profit hota hai naturally mood bhee theek hoo jata hai aur fresh bhee hoo jata hai.
                • #1013 Collapse

                  bhai mery trading mood kya ap ki sari sari ki kisamt change kar dy gi ager ap ik mian maharat hasil kar ly or mery bahi ap ko bus itna karna ho ga k ap is fild ko achy tariky se join kary or ap ko ye b kana ho ga k ap is main lalach na kary
                  • #1014 Collapse

                    well janb mian kahunga k traind ek bht hi achi cheex hain jahan ap amain nejoy kar ksaty hain apni life[ney liyee pse earn kar ksaty hain gha rbethya nd is
                    • #1015 Collapse

                      ha bilkul trading hamara mood change karti hai jb hume faida hota hai tab hamara mood acha hojata hai or jab hume loss hota hai tb hamara mood khrb hota hai
                      • #1016 Collapse

                        yes dear mere khiyal main ap ne theak kaha hai dear mere sath aisa hota hai aksar dear ap ko kya bataun mujhe jis din profit hoti hai us din to boht khush hota hon or jis din loss hota hai us din apne ap pe boht gusa aata hai dear
                        • #1017 Collapse

                          yes i feel so when i am gaining profit then i feel happy and if i am loosing then i feel sad .but it should note when you are a trader then you not think so you should be normal in any position whether loss or profit then you will be successful trader.
                           
                          • #1018 Collapse

                            Jee han mare khyal main to trading ka hamare mood per bohat aser perta hay aur trading hamara mood change ker dati hai ager hamari trade profit main ho to hum khush hotay hain aur ager hamari trade loss main ja rehi ho to hamara mood khrab ho jata hay.
                            • #1019 Collapse

                              The trading keeps on changing the things in the mind of the trader. All times they find happy to get the the profit and when the loss strikes them they are definitely annoyed to some extent. A good trader is one who shunt off those feelings and start trading with good approach one again to gain his rhythm back.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                yes trading bhe mood change krti ha aur trading k elawa trading ka result aur bhe ziada mood change krta ha. agr humein acha profit ho to humara mood bohat khusgawar ho jata ha aur agr loss ho to mood thora upset ho jata ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X