kia trading ap ka mood change karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    G han is business se hmara mood bhi change hotaa ha or hmara mood kharab bhi hota ha agr hmen is business me achi earning ho rahi ho tu hmara mood bhi acha ho jata ha or agr loss ho raha ho tu hmara mood bhi off ho jata ha is business me
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      mere bahi je se k ap ne kay he k kia trading ap ka mood change karti hai to mere bahi bahat ye he k Forex trading business eek assa biusiness he jis me ahme loss bi ho tha or profit bi to mere bahi ahme mayous nahi ho chaye.
      • #948 Collapse

        g haan g apki baat achi hai forex trading hmarey mood ko acha kar deti ha oor hamara mood kafi change kar deti hai ,, ye aik online business hai iss myn hmyn apna mood change krna he hta,,
        • #949 Collapse

          je aksar asa huta ha jab hamy profit ho raha hu hota ha tu ham fresh hoty han or mood be acha tuta ha or jab ham loss may ja rahy han tu hamy shock lagta ha ky ya kya hu raha ha or is kay sat hamara mood be kharab hu jata ha
          • #950 Collapse

            dear forex forum aik online business ha aur us ma profit bhe ha aur loss bhe ha aur jab hamain profit hota ha to hum bohat khush hota hain aur jab loss hota ha to ya hamara mood change kr dati ha.
             
            • #951 Collapse

              Han ye to he k trading se humara mood change ho jata he aur hum jab bhi es business min se kafi bari earning kar leite hin to hum khush bhi hote hin aur agar hum loss leite hin to ye business humare mood pe ache asar nahi dalta he aur hum ghamgeen bhi hote hin aur kabhi kabhi ghusa bhi ata he.
              • #952 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                aksar jab humai profits hu rahe hute hain tu hum buhut fresh hute hain aur hum buhut ache mood mai rehte hain aur jab loss hu rha hu tu humara mood kharab hi rehta hai tu kia aisa ap kay sath bhi huta hai?
                In my opinion forex main kam krte hue hmara mood badalta rehta hai,,forex main loss bhi hota hai or profit bhi hota hai,,forex mai hmesha fresh mind k sath kam krna chahiye,,agr profit ho jae to hmara mood naturals si baat hai acha ho jae ga or agr loss ho jae to zahir hai hmara mood bura ho jae ga,,lekin forex main apne jazbaat pe kaabu rakhna chahiye,,loss bhi ho jae to bardaasht krna chahiye...
                • #953 Collapse

                  g han agr to trading kartay huyay is main profit ho raha hio to mood acha hota hai or agar loss ho raha ho to mood khrab ho jata hai or koi kaam karnay ko dil nai karta hai or loss ho jata hai
                  • #954 Collapse

                    bahi ye tu zahiri si bat hai jab hamin nuqsan kisi be cheez par hota hain tu hamara mood khrab ho jata jai jis say hamin kafi tensation be hoti hai is liye hamin is cheez say bachny ki koshish karni chiye
                    • #955 Collapse

                      Haha... mood to bohat acha ho jata hai aik bar to admi bilkul tension free or relax ho jata hai bilkul fresh and in cause of loss :mad: mien to admi sochata hai har chez ke k against ja rahi hai
                      • #956 Collapse

                        ji bhi jaan aagr aap fresh mood k saat trading kro gy or planing ka saat kaamkro gy tau ye aap k liya he faidymnd ho ga iss sy aap ko profit earn krny ko mily ga or aap or zada trade be krna cho gy .
                        • #957 Collapse

                          g han g forex buseiness hamara mood change kar deti hai jab hamen is main se loss hota hai to tb hamara mud change ho jata hai r jab hamen is main se profit hota hai to tb hamara mud acha ho jata hai............
                           
                          • #958 Collapse

                            Dear friend ji haan aap nay bilkul theek kaha hai forex trading business mein jab humein loss hota hai tou hum upset hojatey hein aur jab humein profit hota hai tou hum khush rehtay hein.
                            • #959 Collapse

                              han han han han han dost ap na bilkul sahi kaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex aik acha bussiness ha aur risky b boat zada ha aur ap ko is ma loss honay ma time nhi lagta ha ka aur ap ka is ma is ma mood change ho jata ha.,,aur ap ko asa nhi krna chaiaya..........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                Trading ka bohat ziada taluq hota ha ap k mode k sath agar ap ki trading achi ho rahe ho tu ap ka mode automatically he acha hota ha or trading main bhi ap ko achy say kam krny ka moqa milta rahta ha warna agar ap ki trading tekh na ho tu ap panic hoye rahty haon jis ka asar bohat ziada ap k mode or trading par hota ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X