kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    i thinik mary khayal sa ja thak ma janta hu ka hun k humai profits hu rahe hute hain tu hum buhut fresh hute hain aur hum buhut ache ha...................
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      g bilkul mery sath b aisa b aisa hi hota ha balky mera khayal ha k sab k sath hi aisa hota ho ga jab trade my humy profit ho raha hota ha tab hum boht khosh hoty ha laken jonhi loss shoru hot ha sath hi humy gosa ana shoru ho jata aur mood kharab ho jata ha.
      • #453 Collapse

        sir loss pe mood ka kharab hona or or profit pe mood ka acha hona aik naturally c bat ha is trading se time bhi pass ho jata ha or ap apne computer pe baith k or bhi bohat se kam kar lete han.
        • #454 Collapse

          Yes app ko acha knowledge aur app ko market acha trend mile aur app ko acha nafa ho aur app ko app ki learning aur app ke pass news aur app ke pass indicator ki waja se yeh earn ho tu app happy ho jate ho warna app ko tension ho jati hy . or jub phir jub humein forex ki adat ho jati hai to is business ko chorna humare lya mushkil ho jata hai .
           
          • #455 Collapse

            bahi profiy ho ta hy to hum both khush hoty him q ky us waqt hum achi eraning ky sath profit kary hoty hin or loss ky waqt humen acha feel ni hora hota to moud kharab hojta hy busness hy or loss or profiy to bardashtt karna hota hy.
            • #456 Collapse

              Yes app ko acha knowledge aur app ko market acha trend mile aur app ko acha nafa ho aur app ko app ki learning aur app ke pass news aur app ke pass indicator ki waja se yeh earn ho tu app happy ho jate ho warna app ko tension ho jati hy . basani is ko join kar laty hain or jub phir jub humein forex ki adat ho jati hai to is business ko chorna humare lya mushkil ho jata hai .
                 
              • #457 Collapse

                Trading apka mood zaroor change karti hai agr ap businessman hain to apka business ki baton me dil laga rehta hai or agar apko profit ho jaye to janab kya hi baat hai phir to kkhushi ki is k sath agar apjo loss ho gya to bas phir jo samne aye ga uski shamat ajaye gi. . So yes it changes the mood.
                • #458 Collapse

                  haan g baaz dafa appka mood kharab zaroor kar deti hai aur kaye baar khush bhi ho jaata hai kyun kay app yahan se profit ya loss earn kartay ho ager loss hota hai to mood kharab ho jaata hai lekin humain gussa nahin karna chahiye bulkay next trade ka sochna chahiye.
                  • #459 Collapse

                    g han ap ne bilkul thek kaha ha i am agree with you bhai jan bhai jahn tk me janti hon k forex hamra mood chang karta ha to i think bhai ye to ap ky uper ha k ap is business ko fresh mind say ager karty han to ap b is ko achi thara kar skty han
                    • #460 Collapse

                      jee hana ne ne bilkul sahi kaha jab hum ko profit hota hai to hum bahut ache mood main hote hain or loss ke sorat main tention main ajte hain kyun ke hum loss kerahin hote hai yahi waqat hota hai hum ko sabra se kam kerne ka
                       
                      • #461 Collapse

                        jee han friend meray sath be hota han jb profit hota han tu may fresh hota hon aur jb loss hota han tu mera mood karab hota han but loss may main aur practics katra hon aur us loss ke waja k0 ktm karta hon
                        • #462 Collapse

                          yes dear forex trading sy her waqt mera mood change ho jata hai kiun k forex trading mera business or ab many apna business ko apni hobby bana le hai so ap tu jantye ho insan ki hobby insan ka mood change kar deti hai easily.
                          • #463 Collapse

                            Bilkul aisa hi hota hai. jab humein apni trades main profit ho raha hota hai to hum bohat relax aur acha feel kartay hain lakin jab hamari kafi sari trades loss main ja rahi hoti hain tu hum bohat tension feel kartay hain aur mood bhi kharaab ho jata hai. asal main humein apni planning per yakeen hona chaiye ke hum ne jo trade lagai hai wo agar abhi loss main hai to future main profit main chali jaye gi.
                            • #464 Collapse

                              of course jab hamy profit hota hy to ham happy hoty hain lakin jab hamy loss hota hy to definitly hamra mood to kharab ho ga he na to is kaa matlb ya howa k trading hamara mood kharab karte hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                yes forex tarding mera mood chang karti hein hum frsh hot kunshi hote ke humein proft ho gy7 hum piseo se yhen karn gy wo karn gb humein loss ho gant to bhot guss ante sera kunshi guss mein tanbdil ho gent hein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X