kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    balkul g trading ap k mood ko change kar daity hai . q k ham janty hai k trading main ksi wakat be loss ya profit ho sakta hai. or koi b admi loss ko bear nahe karna chahta . is lai agr aik admi profit main ja raha hai to he is feeling good other wise he should be sad . to dear mazeed hai k agr trading karny lagy hai to ap daikh lai k kahain ap tension main to nahe . is sorat main trade na krain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      G han trading ka hamare emotions aur mode par kafi effect parta hai agar ham achay mode mein aur bagair tenson k trading karienge to ham i think acha profit earn kar sakte hen.
      • #468 Collapse

        yess blqul , ham agr pareshan hoty hen or hamen profit ho ra hota hy to hum apni sab tentions bhool jaaty hen lykin agr loss hora hota hy to humen sab kch burra burra lag ra hota hy
        • #469 Collapse

          Yes app ko acha knowledge aur app ko market acha trend mile aur app ko acha nafa ho aur app ko app ki learning aur app ke pass news aur app ke pass indicator ki waja se yeh earn ho tu app happy ho jate ho warna app ko tension ho jati hy . join kar laty hain or jub phir jub humein forex ki adat ho jati hai to is business ko chorna humare lya mushkil ho jata hai .
           
          • #470 Collapse

            Trading sy mera mud bohat off hota hy k main pata nhi is main successful hounga bhi ya nhi mujhe is ka koi malum nhi hota bs ek koshish hoti hy ..................................................
            • #471 Collapse

              trading mod change kerty he tens bhi dety he or relax bhi kerty he tens jab hoty hen jab loss hojta he or khush us time hoty hen jab acha earn kerty hen mere kheyal se hum ko trading bhi happy mod m kerny chaye jis se trading bhi achi hoty he or profit bhi acha hota he
              • #472 Collapse

                Assalam o alaikum.. Yes brother aisa to hota hy jab aap business may itna involve hojate hain to phir aapka mood bhi apke business pe depend kerne lgta hy sometimes, loss ho to ap upset hojate ho or jab profit ho to happy mood hota hy..
                • #473 Collapse

                  G haan forex trading hamara mood bohat jald hi change kar deti hai kyun ke agar hamari trade hamare haq me ho to ham khush hote hain aur agar hamara loss ho raha ho to ham pareshan hote hain is tarha forex hamara mood change karti hai.
                  • #474 Collapse

                    Mery bhai aap ka sawal tou acha hai but mujhy ic bary mein itna ilam nhi hai zahri baat hai agr kici ko loss hou ga woh tou angry hi nazar aye ga aur jisy profit hou ga woh happy hou ga... trading ka mood per bhi effect parta hai....
                    • #475 Collapse

                      Yeah of course forex trading is really change our attitude and mood that we can get ourself more excited with using of forex trading business, some time we are trading in profit and trading can make us more happy and more excited about our profit,
                      • #476 Collapse

                        zahir hai. ye to aik natural bat hai.her ksi k sath ye hota hai. her person ka mood trading se bohat zada effect hota hai. aher ap ko loss ho ga to ap ka mood upset rahey ga or ager ap ko profit higa to ap ka mood bohat acha rahy ga. trading ap k moods ko bohat effect krti hai
                        • #477 Collapse

                          bhai g ap ki bat bilkul sahi k trading k duran hamara mood change hota rehta hai jab hamen profit ho raha hota hai to hamara mood bohot khushgawar hota hai or jab hamen loss ho raha hota hai to hamara mood khrab ho jata hai or hamen kuch bhi acha nahi lagta. cha trend mile aur app ko acha nafa ho aur app ko app ki learning aur app ke pass news aur app ke pass indicator ki waja se yeh earn ho tu app happy ho jate ho warna app ko tension ho jati hy .
                           
                          • #478 Collapse

                            yaar obviously trading say mood to change hoga na jub losses hungay to hamein ghussa aega aur jub hum profit kamaengay to khushi aur acha mood huga to trading ka hamare mood pay bht asar parega its true
                            • #479 Collapse

                              Of course dear aisa hamary sath bi hota han but man us time situation ko handle krleta ho or phir man previous loss ko bhool kr next think krta ho k ab kya krna chahey k mujhy is man profit ho or phir man usi pr concentrate krta ho or Phir Mujhy acha profit bi mil jata han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                forex trading hamaray mood ko zeeada change karti hai agar profit hasil ho raha ho to mood khushgawar ho ga aur loss ho to mood kharab
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X