kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    G janab trading han tb mood change kr dati hai jb hama loss ho jy r bs phr tu kesi k sath bolny ko bhi dil ni karta jb k hama profit ho tu hm bht zyada khush hoty hain is say k aj hama profit ho gay hai..........
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      Assalam-O-Alaikum jii han bhai jan is me koi shak wali bat nahi hey ky trading humara mood be change kar deti hey aur ye zyada ter us time hota hey jab ap koi unexpected profit earn kartey hen ya unexpected loss kartey hen.
      • #1083 Collapse

        G han ye aik asa business ha jis me hmen agr loss ho or profit ho tu ye business hmara mood pori tarah se change krti ha isi liye hmen is business me har cheez ko bht hi soch smjh k karna chahye or hmen is business ka experince har jagah se hasil karna chahye
        • #1084 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit
          Trading to shayad traders ka mood change na kerti ho lekin trading ka result zaror mood change ker sakta hai, such as agar un ko loss ho to bad feel kerte hain or kuch to bilkul disappointed ho jate hain or profit hota hai to sab ko pleasant feeling hoti hai.
          g bILKUL IS AMIN KOI SHAK NAI HAI AGAR HUM IS MAIN DIL LAFGA KAR KAM KARIN YU IS MAIN BOHAT MAZA ATA HAI SI AMIN KAFI ENJOYMENT HAI
          • #1085 Collapse

            Trading to shayad traders ka mood change na kerti ho lekin trading ka result zaror mood change ker sakta hai, such as agar un ko loss ho to bad feel kerte hain or kuch to bilkul disappointed ho jate hain or profit hota hai to sab ko pleasant feeling hoti hai.
            • #1086 Collapse

              Brother ap na acha swal pocha g trading krtaty time time mod change ho jata ha agr profit earn kya ho to kushi hoti ha agr loss ho jay to gusa aa ata ha m trading kar k happy hota hn.
              • #1087 Collapse

                bhai aisa to har ksi ka sath hi hota ha aur forex trading ma loss to hota hi rahta ha magar sath sath profit bhi hota ha. agar loss ho jai to mod kharab nahi karna chahia balka mazeed samajhna ki koshish karni chahia aur demo practice karni chahia. aisa agar loss na bhi ho to insta wala withdraw ka time account hi banned kar daita han us banda ka kia hashar hota ho ga jis ka profit aur bonus sab kuch doob jata ha.
                • #1088 Collapse

                  ji han forex ke business me kam kar ke mujh ko kafi acha feel hota hai woh aese ke forex ke business me income ham kafi kama sakte hain jitni ham is business me mehnat ke sath kam karte hain utna he ham is business se zada kamate hain .
                  • #1089 Collapse

                    g han bilkul trading hmara mood change karti hy ye negative or positive dono meanings me a jata hy kiun k agr trading me hm apni tmam hardwork or skills ko use karte hn or phir bi hmen profit ki bajaey loss hota hy to obviously hmen gusa ayga or agr hmen apni mehnat ka phal milta hy to hmara mood acha hota hy or phir agy b hm isi trah apny kam ko continue rkhty hn
                    • #1090 Collapse

                      hello assalam u alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? G han bahi zahir c bat ha jab trader ko profit hota ha to usko kushi hoti ha, aur woh acha feel kata ha, aur mood b acha rehta ha, per jab trader ko loss hona start hota hai to usko tension aur pershani ka samna karna parta ha, aur mood b acha nai rehta aur tension main aa k trading b nai kar lpata...
                      • #1091 Collapse

                        trading se hmara mood kafi change hota he jab hmen profit hota heto hmen khushi hoti he isi trah jb hmen loss hota he to hamen kafi dukh hota he jab hmen profit hota he to aik ajeeb c khushi hoti he or hmara mood fresh ho jata he or isi tra jb loss ho to hmara mood dull or boring ho jata he
                        • #1092 Collapse

                          traders ka mood change na kerti ho lekin trading ka result zaror mood change ker sakta hai, such as agar un ko loss ho to bad feel kerte hain......emotional trading sy hamne kuch hasil nai hota, ager hm patience sy trading karern gy to hm achi earning kr ksty hen, or achy trader ban skty hen.
                          • #1093 Collapse
                            mohsan ali سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown
                            Spam

                            bhai jan ye to natural bat ha k agr ap ko treading me loss ya profit hota h atu us leaz se hi ap ka mood change hota rehta ha kiu k ye ap ki direct feeling k sath attach ha agr ap ko profit hota ha tu y enatural bat ha k ap kush hn gy aur agr loss hua to prashan
                          • #1094 Collapse

                            profit earn karte ho tu ap ka mood acha hota hy aur ap ko confidence b aata hy tu ap mazeed acha kam karte hain...but jab ap loss karte hain tu ap ka mood sad hota hy aur ap phr thora demotivate ho jate ho aur apne account pe recovertyoti hia tu hum bhut ziada happy ho jata hain aur humara mood bhi bhut acha ho jata hai aur jab kabi hum ko loss hota hai tu humara mood off ho jata hai . forex mein jab bhi kase ko loss hota hai tu wo bhut ziada upset ho jata hai lakin us ko upset nahi hona chaya kyun k loss aur profit tu har business k part hoti hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #1095 Collapse

                              ASSALAM O ALAIKUM
                              bhi jan jab profit hota hai to mood bara acha ho jata hai lekin jab loss hiota hai to phir mood thora kharab ho jata hai lekin ziada tar profit hi hota hai isse lie insta forex bara zabar dast online bussiness hai ye sab se best hai I like this

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X