kia trading ap ka mood change karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    my brother fforex hamara mood bhi change karti hai qk jab bhi hamen trading mai bar bar profit hota hai to ham bht khush rahte hain agar un ko loss ho to bad feel kerte hain or kuch to bilkul disappointed ho jate hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      G bhai mai apki bat say agree krta hoo tarding say jb profit ho rha hota hai to trader kafi khush hota hai lakin jesay hi profit loss mai change hota hai to gussa b bohat ata hai or afsos b kafi hota hai lakin in cheezo ka koi faida nhi hota or in cheezo say btchnay k liye hmay forex market k rules k mutabik trading krni chahiye or trading mai kisi b trha ki greed nhi krni chahiye.
       
      https://t.me/pump_upp
      • #1068 Collapse

        yes ager app ko profit hota hai toh app happy ho jate hain aur jab app ko lose hota hai toh i think app sad ho jate hoon ge is mein app ka lose be hota hai aur app is se profit be lete hain ....
        • #1069 Collapse

          dear agar profit ho tu change kartii hy agar loss ho tab b kartii hy 2 kisam ki mood hote hain acha aur bura ye depend karta hy ap trading kese kii jaye over all trading se mood fit hota hy banda boore nhn hota...
          • #1070 Collapse

            han g bhai jan forex trading business aik aisa business hai jis mai agar ham kaam karaty hain to hamara mood change ho jata hai is mai ham jab hamara g chahy kaam kar sakty hain is me good
             
            • #1071 Collapse

              dear bhai jan i think ye hamare emotions hote hen jo hamen bechain ya khush rakhte hen forex trading men ye sb chalta rehta he profit k sath khushi or loss k sath sadness,dosri bat ye ke bast of luak
               
              • #1072 Collapse

                g trading se hmary mood pr frq prta ha infect kisi b business men agr hme profit ho ga to hmara mood fresh he nzr aye ga or agr loss to us se b tenshn zahir hogi lekin hm is men all time apna mood fresh he rkh skty hein qk profit or loss ka sth sth pta chl jata ha agr loss ho bhi jaye to usko khd pr havi ni kr lena chahiye
                • #1073 Collapse

                  bot zyada trading hii to he joo ap ka mood change kerti hee yaa ap ka dil ye kerta hee ke apnien ap ko maroon ya ap ka dil kerta hee apnien ap ko choomon ke main itna age jaa rha hon
                  • #1074 Collapse

                    yes it effects on our mood, because when we start the forex forum and start trading and when we see profit is coming then we feel happy and when we feel and face loss then we feel very sad and think what should we do now and when profit then our mood change.
                     
                    • #1075 Collapse

                      g haan har kaam krny say mood py b asar parta hy baaz uqaat acha our kbhi bura app thek kah rahy ho k agr app ko profit ho raha ho to mood acha hota hy our jon hi loss ho to mood b khraab ho jata hy
                      • #1076 Collapse

                        g han bhai g ap ny aik bhiet hi achi bat ki hae k forex hum ko agr biet hi acha profit dy rha ho to wakha h hmara mood change kr skta hae aor hum frush ho jaty hae
                        • #1077 Collapse

                          je han forex me hamara mood time ke sath sath or trade ke sath sath change hota rahta he or jab ham new hote hen toh us wakat kuch ziyada hi hamara mood change ho raha hota he kiu k us wakat hamko loss hota he boht or ham kabi kuch karte hen or kabi kuch lakin time ke sath normal hone lagta he
                          • #1078 Collapse

                            Success only arise solely from Expertise We Only.* There The Other Side Can Assist Trading We, the fortune that GOD Almighty then there must be a balance, and when we Balanced Life then we can make decisions with a clear and precise
                             
                            • #1079 Collapse

                              dear forex me loss or profit to hota hi rehta hai jab main new tha tab muje loss honey par acha nhai lagata tha lekin jab say forex ko mene samjha hai tab say muje dokh nai hota kiyun kay loss bhi forex ka hissa hai is liye loss honey par emotional nahi hona chahiye mehnat karte rehna chahiye jiss say loss nahi hota or profit earn kar saktey hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                kafi change hota he jab hmen profit hota heto hmen khushi hoti he isi trah jb hmen loss hota he to hamen kafi dukh hota he jab hmen profit hota he to aik ajeeb

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X