kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Originally written in May 2007 I’m looking for a pen name. Actually, Mark Twain is my favorite All-American author. He’s dead. Does that put the name into the public domain and make it available? I donno. What about another famous legend: Paul? No, most of those aren’t saints as the
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      bilkul trading se hmara mood kafi change hota he jab hmen profit hota heto hmen khushi hoti he isi trah jb hmen loss hota he to hamen kafi dukh hota he jab hmen profit hota he to aik ajeeb c khushi hoti he or hmara mood fresh ho jata he or isi tra jb loss ho to hmara mood dull or boring ho jata he
      • #183 Collapse

        shuru shuru main to bohat boor lagta tha, lekin jb app kuch earning kr lein to ye kaam hi apki neend urra dey ga. hahaha
        • #184 Collapse

          Jee bhai hamara mood hi trading ka result change karta hai jab hu is se profit earn karte hain to ume kafi acha feel hota hai aur hamara mood kafi acha ho jaata hai lekin jab hume loss ho jaye to kisi se baat karne ka bhi dill nahi karta......
             
          • #185 Collapse

            why not ap strategies ko apnay best plans pe kaam karain ap ko kya zaroorat hay har jaga risk len bas jahan ap ko kuch acha nazar araha ho bas trade daal len warna sideline hona best hay.
            • #186 Collapse

              term trade k lie ap k lie best ye ho ga k ap one week me trend chek kren or phr one day time frame k matabik trade kren forex trading businuss one day time frame best ha g long term trade k lie me one day ko hi use krta hun
              • #187 Collapse

                Forex trading humaray mood pe bohat zyada impact dalti hai but humein issi chiz pe control kernay ke zroorat hoti hai aur khud ko zyada se zyada normal rakhna hota hai ta k hum achay decisions le sakeinaur humaray achay decisions he humein achay outputs b detay hain.
                • #188 Collapse

                  Ya off course, because our work and our working environment effects us. if the result of trading become positive we feel great but negative result impact our mood but may be it depends person to person nature. but same things happen again and again the person become worried.
                  • #189 Collapse

                    Asallam o Alekum , g nhi bhai pheley hota tha ab nhi kiun k aab routine ban chuki hai , aur loss apko apni waja sey hota hai kisi aur ki waja sey nhi , agar aap dehaan sey trading kareygey tou humesha fresh aur khush raheygey kiun k apko pata hoga k ap trading achi kar rahey hain
                    • #190 Collapse

                      ye tu eak naturle si baat he agar ap jab forex pe kam karte hen our acha kam karte hen tu apka mind khush hota he dil bhe khush hota he but agar apko loss ho tu apka dil mind sab upset ho jate hen .so jabh bhe ap forex pe kam karen tu fresh ho kar ahtyat se karen plan k sath karen tak apko loss ka samna na karn pare
                      • #191 Collapse

                        mere dost g han tarading hamra mood badalti hei kunk jis wqat hamein parofit hota hei to us waqat hamein bohat zada khushi hoti hei aur jis waqat koi lnuksan hota heo to us waqat hamin gham hota hei hem pareshan ho jaty hein.
                        • #192 Collapse

                          dear bahi jan yeh to ap pay depend karta hai kay ap forex main kitny emotional hoty hain agar ap forex ko emotional ho kay trading karty hain to diffinitly wo jab apko forex agar loss hoga to us say ap ko mood change ho jay ga.
                          • #193 Collapse

                            good question dear hum sub jante hai ke forex business ne world change kar diya hai is me har koi business kar sakta hai woh bi online ghar bethe is me hume jab profit hota hai to or trading karne se hume jo profit hota hai us ne hamari hosla affzai ki hai or is ne hamare moods ko bi change kar diye hai or ab hum is me ziyada se ziyada profit earn karna chate hai
                            • #194 Collapse

                              g han aap bhai jan theak farma rahy ho trading humara mind change kr daiti hai jin ko profit a raha hota hai in k mind buhat fresh ho jaty hain or wo buhat haapy ho jaty hain or jin ko loss ho jat hai in k mind bojhal ho jaty hain or wo phir sochty hain iss tarah trade na krta iss tarah kr daita or wo unhappy bhi ho jaty hain
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Forex trading bilkul mood change karti hai kun k jab hum profit main hon to mood acha aur tar o taza hota hai lekin agar loss kar dain to mood off ho jata hai aur is tarah forex main up and down chalta rehta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X