kia trading ap ka mood change karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    yes dear forex trading apka mood change kar deti hay agr ap chahy to ap forex ke sath happy bhi reh sakty hay or rone bhi ata hay forex trading me jab ap se loss ho jata hay islie apko chahie kay ap forex business me small order ko place kary ta kay zada loss na ho or apka mood happy rahy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      je haan trading karnay se jab ap ku faida hoonta tu kafi achi feeling hoti aur jab nahi hota tu baat feeling hoti hai ye mesoos karta hoon es stage par yehi mere liye best option hai forex k stage par
       
      • #138 Collapse

        bhai ye to main ui waqat bta sakta hun jab main pahli dafa trade karun ga or i think ap ki bat theek hi ho gi kay jab profit ho ga to mood theek warna mood kharab hi hoga.
        • #139 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit
          Trading to shayad traders ka mood change na kerti ho lekin trading ka result zaror mood change ker sakta hai, such as agar un ko loss ho to bad feel kerte hain or kuch to bilkul disappointed ho jate hain or profit hota hai to sab ko pleasant feeling hoti hai.
          dear yeh comman bat hai forex trader ek alag tabiyat ka malik hota hai jab trades ko profit hota hai tu mood totally change ho jata hai
          • #140 Collapse

            G bilkul mai agree karta ho ap ki baat sai esa hi hai jo new trader hoti hai un kai sath esa hi hota hai ku kai vo new hoty hai un kai profit or loss ka effect un kai mood par hota hai jo experience trader hoty hai vo iss baray mai effected nahi hoty.
            :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
            • #141 Collapse

              G ha sir forex me ager ap ko profit bi hota ha to ap k mod chang ho jata ha our ager ap loss ho jata ha to ap k mod bahot he chang ho jata ha our me to kud forex me abi new ho our me ne to forex me abi experience sik raha ho take me forex me kuch profit kar lo.
              • #142 Collapse

                trading hamaray mood pe utni asar andaaz ni hoti jitna k tading k baad honay wala profit or loss. natural fact hai k paisa is waqt har aik ki bohat bari zarorat hai. jab profit ho tou khushi hoti hai, or jb loss ho tou bohat si chizain disturb ho jati hai jo hum ne plan ki hoti hain. par ALLAH pe bharosa rakhna chahiay.
                • #143 Collapse

                  lol zaahir hai forex trading hmary mood py to directly affect krtee hia agar hum aik achay way mai profit gain kr rahy hain kam time mai to mood khushgawaar he rehta hai bilfarz aapko ismai loss ho ya timely utna faida na ho rha ho to aap fed up bhe hosakty hain.
                  • #144 Collapse

                    Bilkul bhai agar humyen Trading mai faida hota hai aur achi earning hoti hai to hamara mood acha hojata hai aur agar trading mai nuqsaan ho aur amount zaya ho to zahir hai k mood khrab ho ga.is liye apni jazbat ko control mai rakhyen aur lalch se bachyen. ta k apka mood acha he rahy
                    • #145 Collapse

                      hahaha good post dear yei bilkul thik baat hy jab hm ko profit hota hy tu hm boht zada fresh rhty hain aur hamara mind b cool rhta hy aur jab hm loss face karty hain tu hamain tension hony lagte hy aur hamara mond b kharab ho jata hy
                      • #146 Collapse

                        zahir c bat hai jab app paisy kama rahy ho tu app ka mod acha ho ga or jab app ka ko porfit na ho raha ho tu ap khud he batao k kasa mood ho ga of course mood thek nahe hota
                        • #147 Collapse

                          ji han bilkul mujhe maza ata hai trading me or me itna craze rakhta hun forex ke mamly me kiun ke is me bohat paisa hai or yeh business aik best business hai isko join kar ke me khush rehny laga hun .
                          • #148 Collapse

                            je han forex trading apka mood or apka mind change karti hay kyon kay apki learning or experience ki waja say apko trading karnay may asani hoti hay hamay jab profit hota hay to hamay profit honay lagta hay or hamara zahin bilkul change hota hay ham hardworking karnay may maza ata hay
                            • #149 Collapse

                              mein to filhal demo mein trading sekh rha hn so is liye mera mood to change nahi hota hahahaha. han jab real $ se trade horahi hogi to shayed zaror mood change hojaye or tension hone lagy but yeh buhat ghalat he hame khof bilkul nahi hona chahiye jis insan k pas khof hoga wo kabi b kamyab nahi hosakta kisi b kam mein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: faizan1122
                                han tb mood change kr dati hai jb hama loss ho jy r bs phr tu kesi k sath bolny ko bhi dil ni karta jb k hama profit ho tu hm bht zyada khush hoty hain is say k aj hama profit ho gay hai
                                Bhai jaan jab loss jaye to apne mood ko bilkul theek rakha karen sab se baat kiya karen kiyo ke zindagi me loss aur profit saath saath hai hume loss hone par mayoos nahi hona chayye...
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X