effect of forex trading on PAKISTAN's economy and GDP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: yellowrose259 پيغام ديکھيے
    dear as we know that PAKISTAN is suffering from economic crises so what do you say about "effect of forex trading on PAKISTAN's economy and GDP".
    اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
    Mera nahi khayal kay Forex trading se Pakistan ki national level pe economy me koi faraq par sakta hai kiun kay abhi forex ka itna scope Pakistan me nahi hoa kay hum bohat big amounts me profit le kar apnay aap ko financially strong karen or wo bhi bohat ziada peoples. So, ho sakta hai aany waly years me aisa ho bhi magar filhaal aisa kuch nahi hai.

    yehi Complete jawaab hai...or mujhe umeed hai K anay waly kuch Saloun main jab main 35 cross karoun Ga Tou Forex pakistan main Buhaat grow up ho Chukaa ho Ga orr tab hum mil Kar apnay mulk ko mazboot Banayen Gy Inshallah
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      pakistan main boohat sary loog hain jo kay forex main kaam karty hain or is tarah pakistan ki economy pay positive effect hoota hai.mery khyaal say to ye hamari economy kay liey positive baat hai or forex acha business hai.
      • #18 Collapse

        in fact i don`t know about this point but i think yes because its help people and you find way to success
        and the stock effect on this so i see its really do this and can help every country dear
        • #19 Collapse

          Dear Pakistan ki economy pe berozgari ki wajah se bohat ziyada negative impact parta hai,aur forex Pakistan mein kaafi berozgar logon ko rozgar de rahi hai,is tarah hamare mulk ki economy bhi behtar hogi aur GDP bhi positive hoga.
          • #20 Collapse

            mujhy is ka ziyda ilam nhi ha ap ki baton sa kafi had tak ilam ho gaya ha ap ki waja sa acha knowledge main izafa howa ha thanks to all brothr jin ki waja sa mjhy ilam howa ha
            • #21 Collapse

              maray khayal say to is bat say koi faraq nahi parta kun kay agar dekha jaey to ham sirf currency per hi trade ker rahay hen or jis mulk ki currency zaida achi hoti hay log us per ziada trade kartay hen,so main nahi samjhta kay is say koi faraq parta ho ga.
              • #22 Collapse

                Within fx trading there is trade connected with forex through which Pakistani forex is not incorporated, as a way these kinds of there is no result connected with fx trading from the economic connected with Pakistan, of course when Pakistani forex can be sold and then it will eventually result.
                • #23 Collapse

                  jb b kisi mulk me kahi bahar say paisay atay hain to us mulk k naseeb khul jatay hain yani hame yaha pay profit k chances aur zyada barh jatay hain aur hum acha earn kar leay hain.
                  • #24 Collapse

                    Nohing..there is not a good effect of this forum and insta trading on Pakistan economy and GDP...according to state bank statement it is harmful for our economy..
                    • #25 Collapse

                      no dear asi koi baat nai hy forex pakistan ki economy par koi effect nai dalta hy es ka asar sirf forex market pe hie parta hy jis sey pakistan ko koi talaq nai hy
                      • #26 Collapse

                        forex trading i think do put any impact in pakistani currency or paksitnai economy so we need to work hard and this thing is not for us that this thing put any effect or not we need to only consecrate to this thing that how we are dong trade and how we are earning market is up or down we have to work and we can earn money then
                        • #27 Collapse

                          Bhai main to yahi kahunga k forex pakistan main aya hai aur iss ny kafi faida diya hai hamein aur iss main hum ny kam kr k kafi kuch kam lena hai hamein job ki bhi zarurat nhi pary gi .
                          • #28 Collapse

                            forex trade business me tread karne se Pakistani currency koye effect nehi hota hai kiu kye others mulk ka currency se tread hota hai.pakistan ke econimic pehis ka koi asser ni perrta hey kyun keh hmarey muk ke currency is main shail ni hey bulkeh dosroon mulkoon ke currnc mian he
                            • #29 Collapse

                              Dear mery khial mein pakistani economy ya pa pakistani currency par forex trading ka koi faraq nahi pardta Q K hum online foreign currency par trade kar rahy hein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                my dear forex trading ka pakistan ki economy par koi asar ni parta q k ham forex trading mai ghari mulki curency par trading karty hain jis sy pakistan ki economy par koi asar ni parta agar forex trading pakistani currency mai hoti to pakistani economy par bohat asar parna tha lakin ab koi asar ni parta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X