effect of forex trading on PAKISTAN's economy and GDP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    I economy aur GDP waghera par koi asar nahi huta kiu kay hum kisi aur mulk ki currency trade kar rahe hute hain, agar ap pakistani currency trade karain tab bat hai aur pakistan ki stock exchange aur fore mai farq hai is liye forex ka koi relation .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Your best bet in forex trading is to learn a currency pair and work from that pair until you know the system. You can run yourself ragged and make yourself poor by trading in currency you do not understand or spend little time focusing on. Keep to what you know ..
      • #48 Collapse

        In forex trading there is exchange of currency in which Pakistani currency is not included,so as such there is no effect of forex trading in the economic of Pakistan, yes if Pakistani currency is exchanged then it will effect
        • #49 Collapse

          forex trading ka pakistan ki econmy pay farak tu parta hai lakin zayada fark nai parta because logo ko idea ho jata hai ka market crash hona wali hai is liya log apni investment trading say nekal laity hai or loss say bache jaty hai. wasy be aik experience person ko asy he karna chaheya.tabi tu wo forex trading mai kamyab hoga.
          • #50 Collapse

            pakistan main kafi loog asay hain jo k job naheen kar sakty hain ya unheen koi asai asan job naheen milti hay jo wo asani say kar sakeen asy loogon ko forex trading start kar dyni chahye is say pakistan ki economy bhi grow kary gi or berozgari bhi kam ho jae gi. forex trading aik secure site hay is par ap asani say bohat say pasay kama sakty hain. so give it a try.
            • #51 Collapse

              dear forex me kam karke hum money earn karta hu aur us se pakistani economy pe bhi asar parta hai is business se earn kia hua money se logo ki earn barta hai aur us money ko use karne se bhi economy pe farak parta hai
              • #52 Collapse

                Pakistan is wakt boht crises sa guzar raha ha. or is ki economy boht kamzor ho gai ha. but jub sa forex business popular howa ha or jub sa Pakistan ki economy bhe strong ho rahai ha. or mostly people just forex ma he working kar rahy hn. kyn k forex ma working karnay k lye hamian kisi degree ki zarrorat neh ha. hamain just internet connection or computer chaye.
                :cool::cool::cool:
                • #53 Collapse

                  yes dear aap ne bilkul thek kaha hai aur main kahna chahun gi k forex aek aesa buisness ha jo k hamari country ki economy ko acha karne k liye ek best buisness hai aur jis sy ham ak achi earning kar sakte hen aur ham kamyab ho sakte hen
                  • #54 Collapse

                    Dear Pakistan ki economy pe berozgari ki wajah se bohat ziyada negative impact parta hai,aur forex Pakistan mein kaafi berozgar logon ko rozgar de rahi hai,is tarah hamare mulk ki economy bhi behtar hogi aur GDP bhi positive hoga.
                    • #55 Collapse

                      dear mere khayal se hamay pakistan economy euro usd pair se best profit kama skte hai and euro usd dono hi ye bht best pair hai hum sub ke lye tread krne ke lye............
                       
                      • #56 Collapse

                        Forex trading did not produce any effect on our economy and on our GDP the reason is that in this business you have to use not Pakistani currency so if it use our currency then it produce positive effect on the economy
                        • #57 Collapse

                          bhai men abhi iss k bary men nhi janta qn k men abhi new join kia he forum per or mere khyal men hamare pak per in currencies ka koi frk nhi prta qn k ye hamary mulk ki currency nhi he hamen apny mulk k lie kaam krna chahiye qn k iss k lie hamen hi qurbani deni he hamen hi iss koi achi condition men le ker ana he
                          • #58 Collapse

                            Everyone know that PAKISTAN is suffering from economic crises our mere khyal main fotex trading aik asa business hai jis se har trader earning kar k apny Pak watan ki economy ko support kar raha hai. Trading se na sirf trader ki life behatr hoti hai balky Pakistan ki economy be behtar hoti hai.
                            • #59 Collapse

                              Dear Pakistan ki economy pe berozgari ki wajah se bohat ziyada negative impact parta hai,aur forex Pakistan mein kaafi berozgar logon ko rozgar de rahi hai,is tarah hamare mulk ki economy bhi behtar hogi aur GDP bhi positive hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yes dear forex ka humari economey per acha effect pare ga kyu ke is me logo ko rozgar mile ga jis me log apne ghar me bethe online trading kar ke earning kar sake ge is se humari gdp bi increase ho gi or unempolyment bi less ho gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X