effect of forex trading on PAKISTAN's economy and GDP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    effect of forex trading on PAKISTAN's economy and GDP
    dear as we know that PAKISTAN is suffering from economic crises so what do you say about "effect of forex trading on PAKISTAN's economy and GDP".
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading ka pakistani ki economy aur GDP waghera par koi asar nahi huta kiu kay hum kisi aur mulk ki currency trade kar rahe hute hain, agar ap pakistani currency trade karain tab bat hai aur pakistan ki stock exchange aur fore mai farq hai is liye forex ka koi relation nahi hai humari economy se
    • #3 Collapse

      In forex trading there is exchange of currency in which Pakistani currency is not included,so as such there is no effect of forex trading in the economic of Pakistan, yes if Pakistani currency is exchanged then it will effect
      • #4 Collapse

        dear jahan tak mera hayaal ha pakistan ki cuurency ya economy per forex trading ka koi effect nai hota ..kiun k koi bi trader pkr per trading nai ker raha .han agr ye business pakistan me aam ho jaaye to foreign currency kaafi pakistan me aa sekti ha jis se econimy behter ho sekti ha
        • #5 Collapse

          Iss ka pak economy par koi effect nahi hota ha kiun kay yah jitni yada asar andaz hoti ha forex ki market par hi asar andaz hoti ha iss liye forum par hi iss ko asar andaz nahi hon to phr to yah iss main hum ko chahye kay achi tarah kaam karai
          • #6 Collapse

            dear jahan tak mera hayaal ha pakistan ki cuurency ya economy per forex trading ka kafi effect hota hain isse hamari currency ko faida hota hain
            • #7 Collapse

              Yar forex trading ka pakistan ki econmy pay farak tu parta hai lakin zayada fark nai parta because logo ko idea ho jata hai ka market crash hona wali hai is liya log apni investment trading say nekal laity hai or loss say bache jaty hai. wasy be aik experience person ko asy he karna chaheya.tabi tu wo forex trading mai kamyab hoga.
              • #8 Collapse

                bhai dekhen main aap ko yeh batata chalun kay is forex trading se hamare mulk pakistan kay gdp pe asar nahin hota zara sa bhi uski waja yeh hai kay hum jo trade karte hain to currency pakistani nahin hoti is waja se fark parh hi nahin sakta hamare mulk ki economy pe forex trading ka
                • #9 Collapse

                  Forex is a good trade and we can earn a lot from here. When we earn our persona economic condition will develop. And it will make a impact on our National economy and GDP. Thanks.
                  • #10 Collapse

                    dear bhai jan forex trade business me tread karne se Pakistani currency koye effect nehi hota hai kiu kye others mulk ka currency se tread hota hai is liye pakistani currency ka koye koye incoming aur outgoing nehi hota
                    • #11 Collapse

                      forex tarding ka pakistan ki economy pe koi effect nai parta kiun ke hum pakistani investment s etrading nai karahe hote hain hum different countries ki currency pe trade karte hain isliye jo bhi egffect hota hai woh market ki movement ke hisab se un pe parta hai.
                      • #12 Collapse

                        mere khayal se to isse koi farq nai parta pak k GDP ya economy pe ku k hamare currency nai ha jo hum trade karen aur usse apni currency ko koi bhi faida phnchaye so no effect i think
                        • #13 Collapse

                          yar goss domestic product ka effect pak ki currency pe nahi hota i think pak ki koi currency forex trading me shamil nahi ha to pher pak is currency pe us ka effect kese ho ga g i think koi effect nahi ho ga pak ki currency pe g
                          • #14 Collapse

                            Mera nahi khayal kay Forex trading se Pakistan ki national level pe economy me koi faraq par sakta hai kiun kay abhi forex ka itna scope Pakistan me nahi hoa kay hum bohat big amounts me profit le kar apnay aap ko financially strong karen or wo bhi bohat ziada peoples. So, ho sakta hai aany waly years me aisa ho bhi magar filhaal aisa kuch nahi hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              is sy hamri economy mazboot ho rahi ha magar jub ham profit hasal karin gy to he agar ham loss karin gy to ham apni economy ko kamzoor kar rahy han gy is leay acha kam karin ta ky sub ko faida ho is sy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X