effect of forex trading on PAKISTAN's economy and GDP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    asalam o alikum ji han dear me ap se agree krta hun ap ne theek kaha ha acha swal keya ha forex trading k bary me forex trading es wqt pakistan ki economy pe bohat achy asrat dal raha ha es ki waja se economy strong ho rahi ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Dear brother forex humari economy ko bht effect karta hai kyunke pakistan aik developing country hai aur ye business aik tarha se gdp nein services nein shamil hota hai jub humara employment rate kam hoga tou tub hi economy strong hogi aur per capita incone rise karega
      • #198 Collapse

        Mera nhi khyaal k humari trading jo k hum Forex main kisi aur currency k sath kr rhy hotey hain uska koi asar humarey mulk ki economy py hota hai q k hum kon sa apni trades main apni currency use krty hain jo ye humarey mulk ki economy py effect krey.
        • #199 Collapse

          bahi, jahan tak mera hayaal ha pakistan ki cuurency ya economy per forex trading ka koi effect nai hota ..kiun k koi bi trader pkr per trading nai ker raha .han agr ye business pakistan me aam ho jaaye to foreign currency kaafi pakistan me aa sekti ha jis se econimy behter ho sekti ha
          • #200 Collapse

            forex trading ka pakistani ki economy aur GDP waghera par koi asar nahi huta kiu kay hum kisi aur mulk ki currency trade kar rahe hute hain, agar ap pakistani currency trade karain tab bat hai aur pakistan ki stock transaction aur fore mai farq hai will be liye forex ka koi relation nahi hai humari economy se
            • #201 Collapse

              pakistan main forex tarding economy ko faida to hota ho ga........ kun k hum jo earnings krty hain wo internationally hum ko milti hai or bahir se hi hum mai profit bnaya hota hai to zahir se bat hai is ka pakistan ko faida hota ho ga
              • #202 Collapse

                dakho brother jahn tak mujy pata hai apko forex sy pakistan ki economy ko koi b fark ne parta hai coz forex sy hamain earning hoti hai na lk pakistan ko so isy hamari emonomy mazboot hoti hai na k pakistan ki
                • #203 Collapse

                  Pakistan's economy has no effect on the foreign exchange business, that, as there is no foreign currency trading currency exchange in Pakistan, and if Pakistan does not include money that is affected by exchange
                  • #204 Collapse

                    trading ka pakistani ki economy aur GDP waghera par koi asar nahi huta kiu kay hum kisi aur pakistan kay gdp pe asar nahin hota zara sa bhi uski waja yeh hai kay hum jo trade karte hain
                    • #205 Collapse

                      ye to aik bohat di change or internationl market hai.. bcoz is ka koi be ground office nahi hai so duniya k kisi be mamla men is pe koi be khas effect nahi hota hai... or na hi ye kisi mulk ki emonomy ko change kerti hai...
                      • #206 Collapse

                        forex trading se jo earnings Pakistanio ko hongi aur wo jab money withdraw krwain gay aur money Pakistan main aaeygi to Pakistan ka zar e mubadala barhay ga jis se economy achi ho jaeygi
                        • #207 Collapse

                          Main itna bada trader nahi hun keh forex trading ka pakistani economny par asar kay bary main kuch keh saku mery khyal main yahe hay keh acha faraq parta hay kyun keh es country main paisa ata hay.
                          • #208 Collapse

                            mere khayal se to forex trading se pakistan ki economy mazboot ho rhi hai kiun k is business k zriay hum foreign currency pakistan mn la rhe hain
                            • #209 Collapse

                              nahi ma aap ki bat itafaq nahi karta q k agr hamaray halat achay ho gy to is ka matlab ha ham easily apna kharcha utha saktay ha is ki waja sa ghurbat km ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                i think forex sa currency par koi asar ni parta or na he is sa koi econony ma aser hota ha ager Pakistani currency par b trad hona shuru ho to is sa Pakistani currency k value zayada ho sakti ha

                                For entertainment and refreshing your mind i have develope a website wher you can find every All Latest Fun for this you can visit our site http://www.alllatestfun.com

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X