effect of forex trading on PAKISTAN's economy and GDP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yes i will tell you about it is that , pakistan ka sara kaam is forex k zariye hi chal raha he q k agar ap ko koi kaam kerna he to ap or pakistan ki maeeshat ko upper le jana he ho ap is ki maeeshat ko upper le jain is se ap pakistan ki economy khud bakhud uper ho jati hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Iss ka pak economy par koi effect nahi hota ha kiun kay yah jitni yada asar andaz hoti ha forex ki market par hi asar andaz hoti ha iss liye forum par hi iss ko asar andaz nahi hon to phr to yah iss main hum ko chahye kay achi tarah kaam karai
      • #93 Collapse

        wow very nice question nd sharing well zahir hai jab doller ayega to hamara GDP Rate to up hona hi hai nd this is very nice ke ye ek way hai ke ham apni country ki help karsakte hai trading karke dollers lasakte hai apni country mai
        • #94 Collapse

          Yes app ko pata ho ga ke app ki currency ko is main kam main kafi fada huta hay aur app kamyab hoon ge tu app ko is main kafi earn hune wal pasa app ki country ko acha karta hay economy tor per aur app ko is main hard work karna ho ga aur app kamyab hoon ge aur app ko is main as se acha kam koi nahi mile ga .
          • #95 Collapse

            Foreign countries se pakistan pysy aengy to laazmi si baat hy is se pakistan ki economy bht strong hogi or pakistan ko is se bht extra bennifit hoga ye hum sab k lye bht acha hy
            • #96 Collapse

              hamri ecomony ko effect tu as time ho skta ha jub hamri apni curnci ic me invlve ho q k ic me hamri pak rupee involve nai ic me hamro gdp invov nai krta jaha thk mujy pata ha .
              • #97 Collapse

                bhai me is par euro usd pair me tread krta ho ye dono bht profitable or easy currency pair hai and hamare pass experince hona lazmi hai.........
                 
                • #98 Collapse

                  forex trading ka PAKISTAN economy or GDP pa aik bht positive impact ha is ka zaria sa logo ki ziandagio pa aik bht acha asar par rha ha , is sa m,hnat ka zaria sa un ki zindagio ma khush hali aa rhi ha . is trha sa jasa ka ahista ahista sa poora economy or GDP ma khush hali aati ha or sara ka sara nuashra acha bun jata ha or is ka poora muashra pa aik acha asar parta ha .
                  • #99 Collapse

                    g han forex k through hum apni or apny country pakistan ki economy halat ko bhi change kar sakty han ya aik bohat achi chez ha hum sub k lia humy logo ko ziada sy ziada isko use kry ki advice krni chaya
                    • #100 Collapse

                      g han forex trading say pak ki economy par bot aha effect pary ga agr kisi mulk ma jitni foreign currency ay to os say os mulk k crrency k value barti hy or forex say unemployment b kam ho rhi hy forex is good for pak
                      • #101 Collapse

                        Meray khayal me Pakistan ki GDP per Forex trading ka koi asar nahi hota kiun k Forex trading me ham Pakistan ki currency ko use nai krtay is liye effect nahi hota, Forex trading ka effect pakistan ki economy per us waqt hoga jab ham forex trading me pakistan ki currency ko trade k liye use kerain.
                        • #102 Collapse

                          Dear ye to awarness pay depend karta hay kay successful traders es kam ko Pakistan may kes tarha promote karty han ager es kam ko achi tarha say promote kiya jaye to ye jam bohat acha hay and es say unemployment khatam ki ja sakti hay jo kay economy set karny ka acha tareeka ha
                          • #103 Collapse

                            kiu kay hum kisi aur mulk ki currency trade kar rahe hute hain, agar ap pakistani currency trade karain tab bat hai aur pakistan ki stock exchange aur fore mai farq hai is liye forex k work in this forum, means they are not at all job less now. due to this the unemployment rate of our country will decrease and employment rate will increase. in this way the gdp of our country will also boost. because of all this activity the economy of our country become much better ....
                             
                            • #104 Collapse

                              forex trading ka pakistan ki economy par koi effect nahi hu sakta kiu kay hum pakistan ki currency ko trade nahi kar rahe aur nah i kisi currency se exchange hu rahi hai ap euro usd waghera ko trade karte hain aur un ki economy hi in betweek ati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                bhai hum agar forex me sahi se dehan dene lag jayen to hum forex se bohat paisa kama sakte hain or apni life ko behtar style me guzar sakte hain forex aik best business hai is lye is ka hamari economy per bhi bohat asar par sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X