Forex trading market mein different trade sessions excute ho rahy hain. Jab aap forex trading market mein overlapping kay concept ko in detail understand krna chahty hain, tu sb sa aapko trading sessions ki information available honi cheye, usk bad aap easily Overlapping kay concept ko samjh sakhty hain. Forex market ko following mentioned sessions main categories kia jata hai.
Tokoyo Session
Monday early morning jab market open hoti hai, tu us time main sb sa phly tokoyo Session start hota hai. As per GMT timing 11:00 PM sa 8:00 AM tak ya sessions continue rehta hai. No doubt ya timing april sa October tak prevail hoti hain or remaining month main is main 1 hour ki changing bhi expected ho sakhti hain.
London Session
Tokoyo Session kay bad London sessions start ho jata hai. Ya sessions bhi 9 hours per mushtamil hota hai. Is ki Timing as per GMT 07:00 AM to 04:00 PM tak hoti hain. Is Trading session main aapko market volatality as compared to tokoyo Session zyda milti hai. London session main GBP USD jesy pairs per zyda fluctuations dekhny ko milti hain.
NewYork Session
At the end of day NewYork Session start hota hai. London session kay bad iski timing start hoti hain, jo kay GMT time kay hisab sa 12: 00 PM sa 09:00 PM tak prevail krti hain. Is Market session main sb sa zyda voltatality hoti hai.
Overlapping
Above mentioned information main aapko clearly ya idea mil raha hai hai aik trading session kay complete hony sa phly hi dosra trading session start ho jata hai. Is position ko overlapping kaha jata hai. Jab market mein same timing per 2 different trading session excute ho rahy hoty hain, tu us situation ko overlapping kaha jata hai, is situation main market voltatality bahut jyada hoti hai.
overlapping ki ehmiyt
Hamari trading mein overlapping bahut hi important hoti hai isliye hamen iski importance ko samajhna chahie kyunki hamen market mein itni acchi movement Kabhi bhi Nahin mil paati hai jitni acchi movement hamen market mein overlapping ke time milati hai isliye hamen overlapping ko samajhna chahie kyunki is time mein market mein main to beg sessions open hote hain aur hamen in se jarur fayda uthana chahie is time main market ke new trend bante hain aur agar hamen market ke new trend mein entry mil jaati hai to ham Kaha achcha profit aana kar sakte hain isliye hamen jarur overlapping ko samajhte hue entries leni chahie aur Market mein Apne aur orders ko close karna chahie overlapping ka time hamare liye bahut hi best hai.
Best time for trading:
Pakistani time ke mutabik market mein sabse a best time trading ke liye 5 p.m. to 10 p.m. hota hai hi hamen is time mein trading Karni chahie kyunki is time mein hamen bahut acchi movement mil jaati hai hai aur Market mein hamen bahut hi achcha trend dekhne Ko milta hai.
Market mein yah overlapping ka time hote hain aur is time mein agar ham Apne analysis kar lete hain to hamen achcha khasa profit ho sakta hai isliye hamen jarur is time main analysis karne chahie aur is time main market mein entry lete hue ham successful trading kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим