tip for trading work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    mer bhi ap ko chaey k ap forex par trading krny sy phile demo account par training karn k kase forex par trade hoti ha or kon kon sy skill zarori hote han fore xpar trade krny k liye ro ap kis thran sy forex trade par profit hasil kr sakte ho is k liye ap ko proper planning sy kaam krna hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      yar mere freind mjhy abhi is k baray mein itna nai pta hai k volume km rkhna chaye ya ziada likn mjhy yeh pta hai k agr ziada money loss se bachana hai to humein km paise invest krne hongay
      • #363 Collapse

        G han dost mai ap ny bilkul agree karta hon yeh baat sahi hai k humain trading mai lot size apny capital k mutabiq rakhna chahye agar hum lot size chota rakehn gy to humain is mai risk kaam ho ga or agar hum lot size high rakhen gy to humain profit k sth sth loss b kafi hony k chances hon gy
        • #364 Collapse

          assalam-o-alaikum janab mein new user hoon is forum par to is topic ke bare main ziyada to nahi janta but main appreciate karna chahta hoon apko kyun ke aap ke post ki waja se mujhe bohat achi information milli hai Thank you so much for posting God bless you...
          • #365 Collapse

            volume zyada ho ya kam is se kuch fark ni parta ye ap pe muyassar krta hai k ap kis tarha se apne fund ko use kr rhe hai, agr ap zyada vlume rakho ge tu profits b zyada ho ge pr loss b. lekn ap ka agr profits margine % ziyada hai tu behtr yehi hai k ap zyada volume use kre.
            • #366 Collapse

              Forex trading mein agar app koo long term mein Forex trading koo as a business join karna hai too phir app koo main topics koo achi tarhan study karna hoo ga aur pehlee technical analysis koo achi tarhan see learn kar kay pehlee demo account per practice karni chaiyee
              • #367 Collapse

                Humny jab bhi.kisi successful trader se uski success ki vajah poochi to usne humko bohat si tis dyn aur unme maximum tips yahi hyn jo aapny bayaan ji hyn ab yeh ham par hy ky hum in sabb cheezon ko apply bhi kryn taaky iska koi faida bhi ho humko.
                • #368 Collapse

                  yes dear forex trading mein ap ka capital aik boaht he important thing ha yani ager ap ke pass bara capital ho ga tou ap is mein easy work kar sakte hain r long time trading kar sakte hain lekin ager asa nai ha tou ap is mein just risk he le sakte hain jo loss ka sabab banta ha
                  • #369 Collapse

                    han agar ap newbie hai to ap must lot size bilkul least rakhna chahiye.... iz se ap ko profit b kam milta hai and loss b ho jai to kam hota hai... agar expert ho jai to lot size ap increase kar sakte hai.. per mere khayal me expert ko b 1$ se zayadh ka nai rakhna chahiye
                    • #370 Collapse

                      g han janab me apki bat se agree karta hu apne tik kaha hai agar hum volume ziyada rakhe ge to pir hame is me loss bhi ziyada hoga q ke hamri value ka size bhi big hoga is se agar hame loss hoga to pir hame loss bhi ziyada hoga to hame is me bare dehan se trading karni hogi jab hi hum kamiyab honge
                      • #371 Collapse

                        Yes dear, jitna ap volume ziyada lagao gay utna ziyada loss bhi ho skta hai or profit bhi. waaisey dekha jay to volume kam hona chahiye.
                        • #372 Collapse

                          well janab mai apko bata chalo k forex business main traidng karo gey toh hamesha lot ka khayal rakhan chayeh yani k jitni apki capital hogi uss hisab se ap lot lagaye yani k agar ap k sath 100usd hai toh apko chayeh k ap 0.01usd lagaye .
                          • #373 Collapse

                            sab sey pehlay hamein is mein invest karna hota hai ap is mein invest karein gey tou ap ki earning ho gi aur is mein ziyada sey ziyada hard working karni hoti hai
                            • #374 Collapse

                              g haan sahi kaha aap ne forex mein wohi kama sakta hai jo sabar k saath chalta hai koi bara lalach nahi karta kyun k hamesha lalach le doobta hai humko slow slow kamana chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                dear member lot size ko kam rah kay trade karna chaya iss say ap ki trade safe side rahti haa agerchay profit kam hota haa mager loss kay chance b kam hoty hain kas kar new trader ko lazmi lot size per dehan dayna chaya tahkay woh apni invesment ko safeside rahkty hoy trade kar sahky.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X