forex mein risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1846 Collapse

    Assala o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hy dear forex mein agar aik trader ko theak se earning ho rhi hai aur us k daily k profit ka target bhi pura ho rha hai tu mara khal mein us ko risk nahi lena chaya . forex mein earning ki baat investment aur trading ki quality per hoti hai. hum ko kam size mein trading karna chaya agar hum investment kam hai ziada earning k lalach mein hum ko loss bhi ho skta hai...





    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1847 Collapse

      G brother, bilkul thk kaha hay ap nay....forex main lot size jetna bara hoga loss utna zayada hoga aur lot size jetna kam hoga loss utna kam hoga...es leay hamain 0.1 say 0.5 tak hi lot size rakhna chaheay....es say hamara account kabhi wash nai hoga.
      • #1848 Collapse

        trading mein risk se bachny ke liye hamen lot size km se km rkhna cheye jo k ziyada loss se bacheye ge agr lot size ap ziyda rkhen gay to risk ziyda ho ga or apko loss bi ziyda aye ga
        • #1849 Collapse

          G han forex trading waqai main aik riski business hay human is par bihtvehtiat se kam.karna cahiaty aur hamesha kam.lot lgani cahiay take acha profit bhi ho jay aur loss ki surat main account wash hone se mehfoz rahe bari lot main account jaldi wash ho jata hay jab k choti lot main account save rehta hay
          • #1850 Collapse

            hamain market main risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam kar sakty hain aur hamain market main is forex k bary main planing kar k hi trade karni ho gi ta loss kam ho saky ga aur hamain is forex main demo main practice kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay
            • #1851 Collapse

              risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur risk bi boht say log lety hain so hamain is k bary main expeirnce ka hona boht hi zarori hota hai aur hamain is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur fiada ho saky ga
              • #1852 Collapse

                agar hamara forex mai kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain to hamy market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe high eisk lena chanye taky hum acha profit hasioal kar saku or agar hum forex mai new hain to hamy hamy km amount invest karne chahye taky agar hamy loss be ho gay to hamara zada nuqsan na ho
                • #1853 Collapse

                  janab yeh totally ap ki investment pay depend karta hai kai ap kitni investment kai sath market main jatay hain aur phr hum us per decide kar saktay hain kai hum nay kitni lot size kai sath trading karni hai. agar safe trading karni hai tu 0.05 say oper ki lot size nahin khareedni chahiyay aur stop loss ka istamal lazmi karna chahiyay.
                  • #1854 Collapse

                    g bhai apne sahi sawal kia he ke forex me risc han bhai is me bahut risck lena parta he aor risck ke ilawa hamre pas aor koi chara nhe hota q ke markeet ko
                    • #1855 Collapse

                      Jis tarah her business mein risk hota hai isi tarah forex trading mein bhi risk hota hai,over trading kerna boht bara risk hai,kisi ki post copy kerna risk hai in chezon se bachna chahiye.
                      • #1856 Collapse

                        han g ap ne bilkul thek kaha hai ham ko lot size k bary me boht he kheyal rakha chahye ye boht ahmiyat ka hamil hai forex trading me jab ham lot size high rakh lety hain to jab ham ko market se loss ho rha ho to hamara 200 ya 300 dollar ka bonus kuch he time bhi khatm ho jata hai lakin agr lot size low ho to phir profit ho ya loss ap k lot size k hisab se he hoga
                        • #1857 Collapse

                          g hans ir is main ap blkul sahih kahte hain ke is main risk buhat hai ager risk hai is main ager risk hai tou forex earning buhat detya hai.every work in this world has a risk hare for some profit mra khayal is main ager ap apni ak risk managment tyar kar layn ge tou is main ap ki risk kam hop jaye gi agr risk managment kar layen fge tou ap bare loss se bach jaye ge.
                          • #1858 Collapse

                            Dear ap. Ki bat teek ha kay humay pak forex ma kam karnay kay lay risk lana ho ga ap jab is ma risk lagay tab hi ap is sa say kuch aseehl kar sakay gay ap ko is ma risk is had tak lana ho ga kay ager ap ka profit ho to wo bi kam or ager ap ka loss ho to wo bi kam ho dono taraf say lavel ho so risk lo mager dahan say
                            • #1859 Collapse

                              forex kya hamain her kam mien risk he rsik lena hota hai jab hum es mien aa ker risk lety hien to hamain es mien aa ker pahly pahl demo account dakhna hota hai jab hamain demo mien kuch na samjh aye to hum es mien aa ker direct trade open ker dety hien.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1860 Collapse

                                forex mai hum trading be kar sakty hain or investment be kar sakty hain agar hamra forex mai kam karny ka knowledge or experience acha hain to hamy zada paisa invest kar ky high risk lena chahey pher he hum acha profit hasial kar saky gy or agar hamare learning ache nahi hain to hamy km risk lena chahey q ky agar hamy loss ho gy to hamara zada nuqsan na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X