forex mein risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Asslam o alikum jee janab baat ye hay kay forex main risk to hota hay aur risk to har business main hota ay aur jab hum risk letay hain to tab hi hamen profit bhi hota hay janab..,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      je han forex mei risk bohat zyada hay esliye humay apni money management kay saath chalna chaiye janab forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se good learning zaroori hay ap ko aik kuch best skills ki need hay har haal mei then success milay gi
      • #243 Collapse

        Yea Forex is a risky business but for those who don't have any knowledge about it. You can minimize the risk by using good skills and strategy. So working hard on Forex with good strategy and planning will give you success....
        • #244 Collapse

          dear forex trade business eak risky business hai agar app is business ko achi se na samaj k trade kar to app is business me loss karenge is liye apko trtade business ko demo account me sikh kar trade karna chayee trade market ko ach ise analysis karke aur small invest se trade karna chayee
          • #245 Collapse

            bhaiyoo jesa k mein pehley b keh chuka hn bagair risk k is dunya mein kuch b hasil nahi hota chahye wo uch b ku na ho or rahi baat trading world ki to yaha to risk wala banda he aagey jata hai jo agaey jata hai wohi risk aker succsesfull hota hai
            • #246 Collapse

              Bilkul bro jitni zeda lot size ya volume ho ag utna he zeda risk ho ag aur utna he zeda phir aap ko prfit bhi ho sakta hai is sliye proper dekha kar k kitny margin k trade lag sakty ahin aur kitna free margin bachy ga tu phir he trade karni chahiye.
              • #247 Collapse

                bhai forex me risk hum ko kam se kam he lena chahiye and koshish karni chhaiye ke jitna mumkin ho sake hum mehnat se kaam karen forex me and try hard karte rehna chahiye or is ki practice ko chorna nahi chahiye .
                • #248 Collapse

                  forex trade may app ko sabar say kam lena chaye q k risk ke waja say app ka account wash b ho sakta hai ek sorat may app risk le sakte hai jab app k pass balance zeyada ho aur asa risk lena chaye jess app ko fayde ke umeed zeyada ho
                  • #249 Collapse

                    prophet ke sath sath loss ko bhee zahen may rakey kabhy profit loss may to kabhy loss profit may ;bhi badal jata hay yay to apni apni kismat hay trading bhi aak kismat ka khell hay kabhee har to kabhee teet lakin mayoos na hoon
                    • #250 Collapse

                      g bhai forex mein buht risk hai lekan ham is risk ko km kr sakte hain agar ham apne account balance k ko dekh k lot size rakhein 100$ pe lot size0.01 se0.05 se oper nahi rakhna chahiye is trah se ham risk ko km kr sakte hai
                      • #251 Collapse

                        hum ko kam size mein trading karna chaya agar hum investment kam hai ziada earning k lalach mein hum ko loss bhi ho skta hai.aik profitable business hony ky sath sath aik risky business bi hy agar hum theek tarah trading ky bary me knowledge nahi rakhty tu humy is se kafi nuqsan ho sakta hy
                        • #252 Collapse

                          forex trading me risk to bohat hai lakin agar ap kaam lot per trading karey gey to safe rahey gey warna ap ko bohat loss honey ke chance hai ap ko chahey ke ziada risk leney ke bajaye kaam per he lot size rakhey to best hai ..
                          • #253 Collapse

                            bhai mery khyal me to bhai ye ap par depend karta ha k ap 1 month me kitny dooler kary han ager ap kam doller karty ho to apko ye koi riski nhai ha or ager ap zaida karty ho to ap ko loss bhe ho sakta ha
                            • #254 Collapse

                              bro forex mein risk bohat hai lakin wo trader jinhein khud pe trust hai k wo manage kar sakte hain to wo risk bhi le jate hain keu k unhe khud pe b0hat confidence hota hai k wo loss nahi karen ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                ji bhi agr ap k pass balance ziada he o phir to apko lot is se bhi ziada rakhni ho gi market k trend ko dekh k jb market apne high low mar leta he uskey bad 1.00 ka lot lagana sahih hota he usmain koi khatra nhi hota aur jald profit bhi mil jata he warna sara sara din wait kro.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X