forex market timing According To pakistani time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    forex trading ki timing pakistan kay mutabiq 2 ganty ka faraq hay so agar hum daikhy to market rat ko 2 bajy open hoti hay aur es trha hum us time main trade kar sakty hay bs humay trade manage karkay karni chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      thanks for new and perfect information or hmain es k bary mn kam he pta tha hmain pakistan fourm ki timing ka pta tha hmain es k ilwa kisi fourm ki timing ka nh pta tha or ab hmain pta chal gya hai thnks for post
      • #633 Collapse

        market ko pakistan kay time kay according bi cvhalti rehti hai bus humay market me trade karnay kjay liay aika chi jagah aur acha tredn ko search karna hota ha is kay baad hum achi position open kar sakaty hai
        • #634 Collapse

          market main time ko fix kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur earning ho saky gi
          • #635 Collapse

            bhai ap ny bohat he achi post ki hai or kafi informative bhi hai hmain yah sub nahi pta tha tha magr ab hmain es k bary main pta chal gya hai es se andaza ho rah ahai k pakistan kis time main forex ko join karti hain
            • #636 Collapse

              g bilkul dear ap ne sahe information share ki hai kafi newbie ko is ke bare main kuch khas illam nahe hota hai ke ab kon sa section on hai ap ne ye confusion door kr dye hai or section ke end hony se market ke trend main kafi faraq aa jata hai is liye hamesha alert rehna chahye then ap profit earn kr paye gyen
              • #637 Collapse

                Pakistan time kay sath kis tara say hum nay kafi zada is market say humy ye kaam ko in kay waqt raat 2 bjy say hum ye kaam ko 5 dins kay liay kr saqty hain or ye market ko hum din main sirf ik giant band hoti hai
                • #638 Collapse

                  market main trade karny k liye boht hi experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky aur ye ak boht hi best buisness hai aur hum kisi bi time main trade kar k sucess ho sakty hain aur is main earn ho gi s
                  • #639 Collapse

                    aap nay sahi kah ha ache knowlged saher ki ha is ma hum ko fiadhoaw ha majay is kay bary ma nhe pat tah kay abe 2pm par market cloes ho jte ha 3am par opan ho jate ha our isma boht sary trader ha jo is ma opan honay kay bad trading karty ha
                    • #640 Collapse

                      pakistan kay time kay matabk rat 2.15 par cloes hote ha our opan 3 .00 sba ko hote ha our aap is ma jab cahay trading kar sakty ha our is ma aap ko trading knowlged our experinec sa karne cahay our is ma hum ko mayhnat our hardwarking karne cahay
                      • #641 Collapse

                        Bahut achi bat betai hy ap ny kio k forex trading main trading k doran hm agar kisi bi mulk ki currency ko samny rakh k jab trading karain gy to hamain ys mulk ki open session time ka agar pta ho ga to ap kbi bi forex trading main loss ni kro gy kio k apko sahee andaza ho ga trade ko buy ya sell krny ka
                        • #642 Collapse

                          Mai new hon kch khas pta nh mgr itna pta hy k sunday ko rat ko 3 baje open hoti hy market baki konsi si phly ya session ka pta nh but thanks ao logo ny bta diya
                          • #643 Collapse

                            Pakistani time ke sabse forex market ka time table bahut jyada difference hai Hame Apne Pakistani time ko bhi follow karna chahiye aur Market ke time ko bhi manage karna chahiye usko bhi kabhi ignore nahi karna chahiye
                            • #644 Collapse

                              wah aap ne zabardast thread ki hai main is main ye add karna chahoo gi k tokyo session ko Asia session bhi kehte hain aor is main tamam middle east, china, Inda and Pakistan bhi shamil hote hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rahi786 پيغام ديکھيے
                                Mai new hon kch khas pta nh mgr itna pta hy k sunday ko rat ko 3 baje open hoti hy market baki konsi si phly ya session ka pta nh but thanks ao logo ny bta diya
                                ge bhai hmein apne trading market mein 24 ghnte trading krne ko milte hein aur hm kse bhe wqt apne trading kr skte hien hfte mein sirf 2 din market ke chuti hote he aur baqe 5 din trading market 24 ghnte open rhte he es mein hm apne trading kr skte hien aur apne trading ache kr ke acha profitable trading kr skte hien
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X