forex market timing According To pakistani time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Bhai g forex trading market 24 open rhti hy week mai ye 2 din bund rhti hy ye 2 din a
    Saturday or sunday hy jis mai ye bund rhti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Yeh brother ap ny bht important session wise market timeitime ko okistani waqat ky mutabiq define kea hai nive effort hai humen is posts ko yad rakhna chye aor apni trading currrncies ko isi hisab sy manage bhi krna chye forex tradimg schedule aor planning sy krni chue
      • #588 Collapse

        agr hum trends ko follow kar kay kam karty hain to humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain hard work kar kay kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho skay
        • #589 Collapse

          pakistan m forex trading ki timing taqreban 24hours ap keh skty hain mgr baqi mulkon m aisa ni hai is lihaaz se pakistan m forex forum m kamaye krna bht easy hai timing ka koi msla ni ha
          • #590 Collapse

            Is main mujy time ja to koi issue nai lagya hai but is main kam karna hai to hamain is main experience kar k kam karna ho ga aur jab him is main free hon to is main kam jarein
            • #591 Collapse

              forex market pakistan time k mutabik november se aprile tak juma raat 3 bajy close hoti ha aur aprile to oct tak yeh juma raat 2 bajy close hoti ha isi tarah yeh open sunay night 2 bajy hoti ha nov to aprile other months men yeh raat 2 bajy sunday ko open hoti ha.
              • #592 Collapse

                Market ke ager sirf timing ke baat ke jiye tu forex market 5 days 24 hours open rehti hai aur app iss mai trade kar sakty hain. Sab say pehla session iss mai Asian session hota us ke baad london/europe session ke timing start ho jate hai aur 6 bajy kay qareeb US ka session strat ho jata hai .
                 
                • #593 Collapse

                  Forex tteding buznees ki market ki taiming har wakt hum ko masul hoti hy but min hum logh faridy se le kar sandy tak hum logh yahun par treding nahin kar sakte is taim min hum ko treding nahin hoti hy
                  • #594 Collapse

                    Nicee thread.. Humen forex trading main different countries k sessions ko zaror learn karna chahiye ta k humen pta ho k jis time him trading kar rhy hon to us time market main kon kon sy sessions involve hoty hain ta k hum market ko sahe tarah sy analyize kar saken..
                    • #595 Collapse

                      Bhai g forex trading market 24 hour open rhna wali market hoti hy kun ke is mai ye market week ke 2 din bund rhti hy or baki ke 5 din open ye pak mai 3am per open hoti hy
                      • #596 Collapse

                        brother thanks for sharing very useful information. forex trading mai iss cheez ko be zaroor consider karna chaiye . koin ke different market mai price movement be different hote hai . trader ko London aur New york ke timing ko zaroor consider karna chaiye koin k uss time currency price movement bohot ziada hota hai.
                         
                        • #597 Collapse

                          thanx for sharing such an informative post with us is se humein kafi faida hua hy khas tor par newbies ko merey khayal se lehaza humein chayein ky hum yahan zaida se zaida mehnat kartey rahey aur earning kartey rahey yahan par
                          • #598 Collapse

                            forex market 24 hour open rehti ha 5 din men aur kisi bi time ap trade kar skaty han in days men 2 din yeh market close hoti ha friday night se lay kar sunday night tak is doran ap koi bi activity nhe kar sakty market men.
                            • #599 Collapse

                              Forex trading market 24 hour chalri hy kun ke is mai ye market 2 din bund rhti hy or open monday ko 3am per hoti hy or countinues chalti rhti hy ye market or is mai trading hoti rhti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Yes Pakistani traders ko thora time forex time ky sath adjust ker lena chahiay kyun ky forex time aur Pakistani time main aik tou three hours ka difference hai and secondly jo Saturday aur Sunday ko Pakistani traders ky liay market close rehti hai tou Friday market closing aur Monday market opening ky timing pata hony chahiain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X