kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    Tradings maenappko loss hotaa to ha, lykin muheey lose hao bhee jaey to mein fight krta rahta hu kyon ky gar ham trade mein panee trading ko bachaa nahi sktey hen to ham pher traders nyi bn sakty hein issi leeh me mehnat krta hu key trading mein lose na honaey du.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      Ge dekhin bro abhee me ik nye members hon iss buesness me or yei meraa 1st mahina ha, aor abhi mein only post he ker rahee hoon es forum per es leye man nyi batsaa saki hoon keh es keh mutaliq laikin mairy thought sey hamaen eisa nahi krna chaehiye balkaey lose ko cover krne ke kosheshh krni chaeiye.
      • #993 Collapse

        Jee han aghar aapko iss main sognals majeed loss main jate lagte jain uar. Apko lavta hai aapka account doob jay ga tu apko chahiay k aap iss main tred band kar deni chahiay ta k aap ziada loss se bach sakrn uar asani se iss main loss ko recover kar sakem aap iss main loss tab ji recover kar sakte hain jab aap main skills hun gi tu
        • #994 Collapse

          han g main apny loss wali trade ko band kar daita ho . q k mery koshish hoty hai k jab ap ki trade signal se out ho to bejain is ks mazeed loss k ap thory se he loss se us ko close kar dian. waisy ham janty hai k forex aik risky kam hai or haamin is main stop loss ko lazmi use karna ho ga . jab wo limit cross hoty hai to order khud b khud close ho jata hai
          • #995 Collapse

            agar meri lots big loss ki janib ja rahi hon tou mai oun ko close kardeta hon but abhi mai ye demo account trading main kar raha hon kiun k mere pas abhi real amount nahi hai jis se mai apni real account trading kar sakon i think big risk nahi lena chaye.
            • #996 Collapse

              g han bilkul agar mujhy lagta hai mere trade loss main hai aur market aur loss dai gay to main apni trade ko close kar daita hon loss main eh market k trend ko dkhte howe aur phr bad main main suko recover kar laita hon
              • #997 Collapse

                Agar ap trend ke khilaf trade open krein ya market overbought ha to trend ke change yani sell trend ka wait krein aur jb h1 aur h4 candles sell me jain to sell order open kren. Agar ap ki koi trade loss me ja rhe ho to D1 pr support aur resistance levels ko dekh kr trade ko open ya close krein.
                • #998 Collapse

                  Forex market mai jo trade loss mai ho tou hum ko chaheay k hum es trade ko senior trader ki instruction kay muabique deal kray tou es tarah say hum ko loss trade say bhe kam say kam loss ho gy.
                  • #999 Collapse

                    Ak achay trader ki koshish hoti hai k wo jab bhe trade open kray tou proper analysis kay bad trade open kray tk es ki trade kam say kamloss mai jay. agr wo regular lossmai jay gy tou wo es ko loss mai close krta hai.
                    • #1000 Collapse

                      Gee bhai agr ap ko trading main baar baar lose hao rha hein or aapko apkey accounts ko khatnaa hen tao app apnaa trad bnd ker den aor kahee dhusree jagaa nye tradings kery iss sy apko aik jagaa say munafa mill skta hein aur aapka accounts safe rahygaa.
                      • #1001 Collapse

                        Haan jee kabi kabhaer but main to aap ko only yei hi batanaa chahoo gaa ky aap kissi bhee trading ko faltoo ki tezi main close na krin kayon ky aap ny agr aisaa kya to app ko serf loss hi hao gaa iss sy iss ley mein aap ko yehee kahoo gaa ki aap iss ko koch dinn chalney dia krin.
                        • #1002 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                          aksar hamari trades buhut dino se loss mai rehti hain aur kabhi uper ati hain laikin zada tar mazeed loss mai jati rehti hain aur aik din ap ko margin call mil jati hai tu kia loss wali trades ko band kar dena chaiye ya wait karna chaiye?
                          Amm tor pa Forex newbie traders lalach may aakar bhri bhri lot size laga kar apny account ka satiyanas karwa lete hein,magr jab expert ho jata hein taab asi galti nhi karta,agar apki trades loss may jarhi ha tu ap forn us pair pa analysis karen ka wo apka haq may wapis aya ga ya nhi agar apko lagta ha nhi ayi gi tu forn Oder kat dena cheiye.
                          • #1003 Collapse

                            ye conditions pe depend karta hai agar aap ka capital loss ko bear kar skata hai to phir open rakhna chaye aor saath saath main hedging k zariye aor doosri trades k zariey se prfit lete rehna chaye is se aap ki equity kam nahee hoti aor loss wali trade ziada time tak hold reh skati hai aor phir se profit main jaa sakti hai
                            • #1004 Collapse

                              dear Forex trading kerne k lie trader k pass forex ka complete knowledge hona zroori hay ager trader ko lgay k market thora loss ker k wapis a jay gi to is ko market k return hone ka wait ker lana chahie ager lgay k market account wash se pehle return ni ho gi to mare khyal main trade ko close he ker dana chahie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                is main loss b hota hay or humain profit b hota hay agr humain success hasil karna hay to hard work kar kay ana ho ga jis say humain loss km ho ga humain ziada loss ho to trade main kafi risk ho saakta hay earning nai ho gai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X