kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    nahi me to stop loss ka take profit ka hit hona dekhta hon hamesha us ka he wait karta hon kiun ke trading jitni carefully ki jae utna he acha hota hai is lye me koshish karta hon ke stop loss or take profit set karon or us ke hisab se he chalon market me .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      g han aisa hi hota hai lekin mian apni loss wali trades ko manual close nahi karti main is mein stop loss laga deti hn aur phir jb tk stop loss na hit ho to main koi new trade nahi leti.
      • #918 Collapse

        han dear band krna parta hai y eaik realkaamhai i sko kahin bhi kia ja kst ahai y eaik good kaam hai i sko bahut ziyada mehnt sy kia ja kst ahai ye ak acha kaam hai is ko bahut ziyada meghnt sy kia jat ahai
           
        • #919 Collapse

          han dear ye aik real kaam hai is ko bahut sy loog krrahy hain eaik real karbaar hai is k kafi mehnt sy kia jai ga y eaik good kaam hai iiiis ko bahut ziyada mehnt sy kia jai ga phir ap ko kafi success ho jai gi
           
          • #920 Collapse

            Bhai g phli tu bat ye hy k mai kie be teade open kerta hun tu uako stop looss ke sath kerta hun kun ke stop looss sai maire trade khud clse ho jati hy mja close kerna ke ke zarorat nai perti
            • #921 Collapse

              Bhai its depends on your analysis aor jo ap ny trend aor news update ko dekh ky trade lgai hoti hai yeh sub matter krti hen ageager apko lg raha ho ky news bhi apki trade ky against hen aor ap loss ma ho to apko intime trade close kr deni chye ta ky ap apny balance capital ko save rakh ky earning kr sken
              • #922 Collapse

                jab hum trade karty hain to humain loss b ho sakta hay agr hum is main hard work kar kay kam karty hain to humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain trade carfuly karni ho gi
                • #923 Collapse

                  meri jab bhi koi trade loss m jati hai to bht time tak intizaar krta hun k shayad market wapis ajye agr ni ati to stop loss lga k bnd kr dite hun aur yehi thek hai i think
                  • #924 Collapse

                    Is main hamain loss bi zaida hota hai agar to hamain is main loss bi apni waja say ho sakta hai autmr is main hamain. Account ko bane hong say bachany k liye hamain is main is k rules ko follow karna Jo ga
                    • #925 Collapse

                      Aap apni trades ko kisi bhi waqt band kr saktey hain ya phir aap hedging kr saktey hain. Agar aap dekhtey hain keh market aap key haq main favourable nahi hy to aap trades ko close kr dain aur new planning key sath kam shuroo kr dain. Hamain loss wali trades ka ziada wait nahi karna chaheye.
                      • #926 Collapse

                        forex market men kabi bi koi trade men stop loss k ilawa open he nhe karta aur loss hit hony se pehly manual close bi nai karta kisi bi trade ka ideal stop loss aur tp set karny k bad men us ko nhe adjust karta tp ya sl aik chez ka wait karta hon till it hit.
                        • #927 Collapse

                          G nahin jnab mere bahi hum logh apni loos wali trede ko band nahun karte hyn is lie kun kah agar is min loos ho jay to hum kobhuhat hi zyda mishkal hota hy apna loos recover karna
                          • #928 Collapse

                            bilkul band kar daine chaiye , maire khayal mai tu trade say ager app ko profit ho raha ho ya loss ap ke mind mai jo b profit ya loss ke limit hai uss ko pehlay say define kar lain aur trading kartay hoie uss ko he follow karin tu ap maire khayal mai achi trading kar rahy hon gaay
                             
                            • #929 Collapse

                              Nai bhai g mai tu jub be trade open kerta hun mai usko stop looss ke bagir kabi be open nai kerta ager looss wali side per jae ge tu trade auto close ho jae ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                Dear meray khayal mein to ap ko us waqt apny loss wali trade ko close karna chahiye jab ap ko lagy k ab market ap k favour mein nahi ani chahiye kyun k agar ap loss wali trade close nahi karty to us say ap ko zyada loss ka chance hota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X