kiya forex aladeen ka charagh hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    mjhe nh lagta k forex koi aladin k chiragh hai qk isme loss b hota hai aur aladin k chiragh se faida he hai bs.. so i dont think so, but yes forex is best online trading business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      Mere khayal mai forex aik aladeen ka charagh hai jo ap ko ghar bethy hue itni earning deta hai aur ap ki help karta hai aur zada time spent aur mehnat bhi nahi hai.
       
      • #603 Collapse

        Han ye aik vusiness hai that is a great haaan es main hum ko achi earning milti hai to ye humari mehnat ka he phal hai jo log mehnat ni krte just copy past karte hain apna time wast karte hain es main unko kuch bi ni melta es liye main khahoon ga jo khud mehnat karta hy allha os k kam main barkat krta hy.
           
        • #604 Collapse

          My dear friendds forex trading marketing ki ek esi trading website he jo kafi achi he forex humre liye aladeen ka charag hi hai or forex hum student ke lye ksi charag se kam nahi hai.Hum study bhi kar skte hain or part time me forex pe trading bhi kar skte hain isse hamen kafi faida hota he hm is pe achi earning kar k apne akhrajat pure kar kste hen.
           
          • #605 Collapse

            dear ma ap ki es bat sy tu agree karta ho k ye eak aladeen k charagh ki tarh hai lakin es bat sy agree nai karta ho k without mehnat ap forex trading business sy achi earning kar sakhtye ho kiun k mehnat zarori hai.
            • #606 Collapse

              khair yeh kehna thora ajeeb hoga ke forex ek aladeen ka chirag par han forex ne life ko bht easy bana dia hai kyun kam time me bgair ksi mushakat ke ap kfi earning kar skty hain aur woh log jo jobs ke idhar udhar bhagte hain woh ghr bethe profit earn kar sakty hain, mehnat karna ap ke hath me hai jtni mehnat ap karain gain utna zada profit earn karne ke chances barh jate hain so forex is life time oppurnuty to earn profit on daily basis.
              • #607 Collapse

                g han ap ye blkl thk keh rhe hai ye ek aladin ka chiragh hi hai jo ghr bethe achi income deta hai or hume is me ziada experience ki zaroorat nhi hai
                • #608 Collapse

                  yes forex aldghen ke change hein gess pher hum gher bethy tarding ke zare gant cheny proft earn karn senkte hein or apny life mein changing line senkte hein
                  • #609 Collapse

                    assalam o alaikum i agree with you forex waqae me ek aladin ka charagh hai jisme kum time me hum ziada se ziada earning and profit mil skta hai but iske sath sath hame trading ki poore knwledge bhi hone chahiye because jisko knwledge hoga wohi isme kamyab hoga
                    • #610 Collapse

                      nahi ap is ko aladeen ka charag nahi keh sakty, is main bhi ap ki damagh ki energy consume hoti hai, or ap ki knowledge sab se zaida depend karta hai, some time luck bhi bhi depend karti hai.
                      • #611 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                        Mere khayal mai forex aik aladeen ka charagh hai jo ap ko ghar bethy hue itni earning deta hai aur ap ki help karta hai aur zada time spent aur mehnat bhi nahi hai.
                        how tyoe of talking is this that forex is chirag of alaaidn. this is just a business in which requir to work hard. here you find money by transaction as in a commen business , ut forex trade requirs more hard work than other commen nusiness
                        • #612 Collapse

                          yes dear yeh us wqt tk allah din ka chragh lgta hy jb to ap sir fearn krty ho aur jb ap ess mein loss krty ho to yeh ap ko allah din ka chraggh nai yeh ap ko umro ayar ki znbeel lgta hy jo ap ka sab kuch kha jati hy ess liy ess bueiness ko esay na lein aur ess ko smjh kr kaam krein ta k ap aik achy trader bn skein.
                          • #613 Collapse

                            nahi bhai main apse agree nahi ho forex koi aladin ka chiraagh nahi ha aur ye kahna k isme mahnat aur time ki bhi zaroorat nahi ha tu ye galt hoga ku k forex main mahnat ki bht zada zaroorat hoti ha ise learn karna aur time dena bhi bht zaroori hai is liye jitni zada iski knowledge gain kar sakhte hain karain aur khub mahnat karain phir hi aap kamyaab trader bane gain
                            • #614 Collapse

                              mea khyal hai ye baat theek kahee hai aap ne k forex allah deen ka chragh hai kiu k ham is se apni dreams poore kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                Yes forex ko aladeen ka charagh keh sakty hyn q k ap yahan se bht acha earn kar sakty hyn but usi condition mei agar apk pas forex ka acha knowledge and experience hai, agar ap without learning forex mei trading start kar dyn gy then is se apko loss ko he face karna pary ga or ap yahan se kabhi earning nahi kar sakyn gy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X