forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    forex main risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur markt main is k bary main planing kar k hi hum real main acha perform karny k kabil ho sakty hain so hamain is k bary main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi it is best job for all
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      forex mien hum risk ko es tarah kam ker sakty hien k hum es mien aa ker greed na kery q k jo bee greed kerta hai wo es mien aa ker apna loss he kerta hai
      • #1173 Collapse

        ye to aik haqeeqat hai k forex trading aik highly risky business hai jiss main loss k chances bohat ziada hain kion k yeh aik technical business hai iss liye aap beghair practice k aur proper knowledge k beghair ager iss ko shuru kerain gay to ap ko loss hoga. Loss se bachny k liye proper knowledge hasil kerain aur demo practice kerain aur hamaisha stop loss lagain
        • #1174 Collapse

          loss bohat hota hay jinko kaam karna nahe ata bohat zyada risk hota hay forex mei magar risk ko kam keya ja sakta hay aap ko chaiye aap risky trade na karain risky situation jasa kay heavy news time ess time side way rahain trades sey achi trades ka wait kar len sirf behtreen trades mei enter hon....
          • #1175 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma risk kaam karna ha to per hum ko chahaye ka hum low risk wale trade karta raha warna hum ko loss he hota raha ga warna hum ko loss hoga ager hum big risk lata ha us ma loss be per big he hoge es leya hum ko chaheya ka hum small risk la us sa loss be small hoga or sath sath ma hum ko experience be hoge.........
            • #1176 Collapse

              Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear Ye aik proper planning hoti hai agar aap let say bullish trend me buying karna chahta hain tu aapko apna order previous level ki base pe plan kar kay place karna hoga buying me or uska stop loss agar 30pips ka banta hai tu profit 90pips ka hona chahiay. Ye one third strategy hai jisko use kar kay aap risk ko kam kar sakty hain or profit ko maximize karty hain.
              • #1177 Collapse

                forex main risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karen gay aur hamain market main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main boht hi experiene hasl karny ki zarorat hoti hai aur hamain is say faida hho saky ga aur earning karein gay
                • #1178 Collapse

                  hamain ris ko avoid kar k hi trad ekarni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main expeirence ho ga tab hi hum achi trade lga sakty hain aur market main analyse karein gay tab hi hum real main run karein gay aur hamain market main demo main practice kar k hi hum real main acha earn karein gay
                  • #1179 Collapse

                    risk ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur is say hamain bi faida ho saky ga aur is forx main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum is forex main knowldge hasil karein gay tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is forex main expeirnece acha ho ga tab hi hum real main profit hasil karein gay
                    • #1180 Collapse

                      forex bilkul ek risky bissnuss he jo ke is me loss ata rihta he aor han ap khud dekhen k jis bissnuss me loss na ho wo bissnuss nhe hota usy kihten hen hram ki kamai aor forex ek riski bissnuss he jo ke loss ka khadsha hota he ye to koi bari bat nhe
                      • #1181 Collapse

                        Forex main agr ap chahta han ka risk bahut he thora rah jaye tu ap ko chaya ka ap ka paas forex ka bahut sara knowledge aur bahut sara experience ho us trah ap ka risk kam ho jaye ga risk thora ho sakta hai laikin ya blkul khtama nea ho sakta hai risk ka bagair tu ap earning bhe nea kr sakta hai risk lan ga tu he profit aye ga han agr ap ka pas knowledge aur experience planning aur skills han tu risk ko kam kia ja sakta hai
                        • #1182 Collapse

                          risk ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur market main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forex main planing karein gay aur market main analyse karein gay tab hi hum real main knonwldge hasil kar k hi hum real main perform karny k kabil ho sakty hain it is ebst job for all
                          • #1183 Collapse

                            dear friends agar ap profit zayada aur loss kam karna chahtay hain to ap ko zayada say zayada knowledge hasel karna chaheay aur forex ko fully learn karna chaheay aur us k bad lalach nai karni chaheay aur emotions par control kartay hway trading karni chaheay.
                            • #1184 Collapse

                              bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma apna risk ko low karna ha to per hum ko chaheya ka hum apna trade ma stop loss ka option ko lazmi use karna start karda q ka ager hum stop loss ka option ko use karta ha to per hum ko profit bohat achi hoge waran stop loss ka elawaa hamara account wash ho sakta ha ..............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                agar hum ache earning hasial kar ky kam kary gy to hum zada amount invest kar ky high risk ly sakty hain or agar hum forex mai new hain to hamy risk nahi lena chahey taky hamy zada loss na ho forex mai kamyab hony ky leye is mai learning hasial karna zarore hain pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasail kar saky gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X