forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    dear jaha tak mera khayal hai forex main ap risk kam kr sakte hain bs ap ko chahye ke ap lalach na kren or hamesha low leverage rakh kr he trading kiye kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      forex me humen capital k hisab se he apna risk set karna parta hai kyoun k forex ek aisa business hai jis me hum risk ko kam bhe kar skhty han but is me humri kind information ki zarorat hoti hai forex ek best forum hai jis me humen risk bhot kam he lena chaye
      • #1053 Collapse

        life main ap koi b business ko kr lain is main humy risk ko laina hota hai laikin jis tara say hum ko is kaam ka zada experience hota jata hai is say kaam ko krna hum k liay easy ho jata hai or khud ko safety k sath is business say money ko earn kr saqty hain or khud ki life ko behter bana saqty hain hum
        • #1054 Collapse

          Hmen lalach se kam nahi krna chahe is business me kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hm is business me loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nah kareen tb hi hm apna risk ko kam kar skaty hain
          • #1055 Collapse

            forex trading mein risk kam karne ke liye apko risk management aur money management seekhni parti hai tb hi ap is mien kamiyab hote hian.
             
            • #1056 Collapse

              forex tradinf mien risk ko kam karne ke liey apko is mien risk management seekhni parti ahi aur agar wo ap sahi se seekh gaye to phir ap is mein ache se apni trades ko manage kar skate hain.
                 
              • #1057 Collapse

                ism ain risk hota hay agr hum trade main risk lay kar kam karty hain to humain is main achi earning hasil ho skati hay agr hum trade main low risk main trade karty hain to humain loss km hota hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #1058 Collapse

                  Bhai g forex mai apko risk ko kam kerna ke liya apko risk management ko proper use kerna perta hy kun ke uski elawa ap risk ko kbi kam nai ker sakty or looss ker daity ho
                  • #1059 Collapse

                    humain is main risk lay kar kay ka karna ho ga ta kay humain practice kar kay kam karna ho ga or huamin high risk ho ga to humain hard work kar kay kam karna ho ga ta kay humain success hasil ho saky
                    • #1060 Collapse

                      forex man ap risk ku decrease kerna chahty hain tu trader k apny hath man hai choti lot size use karain or leverage account ki kem rekhain. beri lot size or zyada leverage account ku dangre zone man lay jati hai.
                      • #1061 Collapse

                        Bhai g forex trading bohat acha or riski busniss hy jis mai apko her time looss ka dar laga rhata hy is liya apko is ko proper seekh ker demo mai practice ker ke risk ko kam karo
                        • #1062 Collapse

                          Bhai forex bilkul risky bussiness hai lkn hum strategy aor planning sy risk ko manage kr skty hen money management ky zarye hum apny tisk ko control krty hen stop loss take profit ko use kr ky hum risk manage krty hen isky elawa h7men ttading skills ka 0ta hona chye confidence hona chye.
                          • #1063 Collapse

                            jab hum risk lay kar kay kam karty hain to humain is main low risk main kam karna ho ga ta kay humain loss ho to humain low loss ho skay jab hum practice karty hain to achi earning ho saky
                            • #1064 Collapse

                              forex mein risks aisey kaam ho ga agr hum aopni knowledge experience aur practice ko zaida se zaida rakhey gy tou definitely hum easily apny app ko risks se bht dur kar lengy jo ky bht axhi baat ho gi humarey kaam k liye yahan par :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                yeh risk hamesha ziada nahi rehta hai woh khud he kam ya ziada hota hai kabhi market easily samajh me aa jati hai kabhi samajhne me mushkil ho rahi hoti hai aese me risk ka ratio ziada or kam hota rehta hai bas aap apni mehnat ke hisab se ziada risk ko or kam risk ko experience se manage kar sakte hain .

                                اب آن لائن

                                avatar Azaad
                                Working...
                                X