forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    forex trading buisiness me app ne risk ko jis had tak chaho khtam karna pare ga or is ke laiy app me patience zarori he or stop loss lagakar thore profit per sabar kare shukar karey is tarah experince hasil karey or phr app volume barha sakte hey
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Mere bhai hum forex mein loss ko kese rok sakte hai apne risk ko kum kese kar sakte hai is k liye aap ko learning ki zaroart hoti hai aap trading karte waqat apni lot ko minimum rakh kar bhi risk ko kum kar sakte hai us liye aap ko un peers per trade karni chahain jis mein tezi se movements aati ho is se bhi risk ko kum kiya ja sakta hai.
      • #438 Collapse

        forex main risk ko hum sirf experince sa kam kar sakte hain forex main hum ko jitna acha experince ho gaya hum itna he achi forex kar sakte ahin hum risk la kar bohat acha earn kar sakte hain experince sa he forex hoti hain
        • #439 Collapse

          g han forex aik aisa profitable business hay jis main kamyabi ke baad aap apne sare arman aur apne sare khuwab asani se pore kar sakte hain kyun ke ye business aap ko raton raat ameer bana sakta hay jo ke kise aur business main mumkin nahi hay
          • #440 Collapse

            bhi g ap nay bhto hi achi bat kahi hay g hay forex trading bhot hi zada risky bissnes hay ji smay earning bhoy hi zada hay magar is may bhot hi zada loss bi hota hay agar ham is may lalach nhi kary gay to ham is may aik achi or best trader ban skaty hay or is may achi earning kar skatay hay
            • #441 Collapse

              Risk kam krne ka best way ha learning ager ap achi learning kro gae tou risk 0 % ho jae ga or risk kam krne ka mere nazdeek koe or way nhe ha siwaye learning k achi learning or market ko analysis kr k trade krna he best way ha forex man risk ko controled krne ki or koe nhe ha
              TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
              • #442 Collapse

                Yes my dear friends forex trading ki is working main risk ko kam karna k boaht say tareeque ha jin main say kuch ya ha k hum yaha forex trading ki is working main jab trading start karty ha to hum kuch be experience nai hota k kis time trading ki jae or kis pair say trading ki jae jis say humy loss hota ha or hum dis heart ho kar ya working chore daity ha.
                 
                • #443 Collapse

                  if you work properly they you have less chances of loss agar food banana mai jald baazi karl tai to san kharab ho jayega same as in forex if you work in hurries then definitely you will loose
                  • #444 Collapse

                    meray bhai agar aap is kam main kamyab hona chahtay hain or apnay loss ko kam say kam karna chahtay hain to ap ko chaiye k sab say pehle is kaam ko proper seekhain or phr seekh kar planning k sath is kam ko karain ta k faida ho
                     
                    • #445 Collapse

                      my all dears friends forex waqy aik riskiy business hai lykin jo is ko proper tareqy sy seekh k karta hai is ka knowledge or high experience or indicatores market ka anaylsis karta hai phr trading karta hai phr loss bhut kam ho ga loss on logo ko huta hai jo greedy karty hai bhut emotion huty hai
                      • #446 Collapse

                        Dear brother, I think forex mein risk mara khal mein tu un traders k liya hai jis ko trading k experience nahi hia ya trading mein greedy ho jata hain other wise forex mein risky nahi hai. forex mein agar hum daily ya weekly k profit k target set kar leta hain tu hum risky se bhi bech skta hain aur hum ko earning bhi kafi sari ho jti hai.
                        • #447 Collapse

                          g han forex risky buisness ha is ma risk ko kam krny kliy proper planning ki zurorat ha ager ap aik plan k according trading kro gy tu risk ko kam kiya ja skta ha.
                           
                          • #448 Collapse

                            MY dear frands is that true risk is present in every business including forex as well.So in my opinion,as a matter of fact,we should deal with forex tactfully according to the situation with correct info of forex so that we can reduce the risk and safe the loss.
                             
                            • #449 Collapse

                              yes you say right my brother because as we know risk tou dunya k her business may mojudd hay or ager aap risk ko he mad e naazar rakh ker isay kren gay tou kamyabi hasil kerna mushkil hojeye ge, aap ko chhaye k proper direction or knowledge ka sahee use kerty huwey risk ko kum krey.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                forex mein resk jo admi karta hy wo kamyab nhi hota hanalke log to kehte hein ke risk lyna chahiye
                                ye bat sirf wo karte hein jinko trading nhi aati mere bhai riska ka koi kam nhi hy yahan
                                ap ko sochana chahiye ke mere apni mehnat ki kamai hy mein ise kyun khaarab karon

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X