forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    ge ha brother forex trading ka business boat he risky ha is ma profit be bohat hota hai aur loss be bohat hote hum apne loss ko control usi soorat ma kar sakte hai jab aap ka market ka experienc ho ga aur aap ka analysis acha ho ga aur dosra aap volum ko kam rakh kar trade kare to loss ko control kya ja sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      meray khyaal say agar ham is kam ko kartay wakt daily bases par forex market or news par tawajja dain or us k mutaabiq apni planning karain to ham apni invesment main risk ko minimize kar saktay hain or seekh kar karain to loss bhi kam hota hai risk management ko acha karna hoga aur asi trade llagani chahi jo k analysis ki gai hon aur risk kam ho aur profit ziada ho lahaza yah zrori ha k aap risk management ho acha karain
      • #393 Collapse

        Assalam o alaikum. As per my suggestion aapko low risk trade kerni chahye jis may profit to kam hota hy per risk bhi kam hota hy, apki planing or strategy stong honi chahye or market ko check kerte rehna chahye for low risk..
        • #394 Collapse

          Hum loss proper knowledge acquire kar k kum kar sakte hain....achi learning karin trading ki adequate knowledge hasil karin mehnat karin experience better karin practice kar k apne skills strong karin market se in touch rahen....is trha loss ko risk ko kum kiya ja sakta hai....
          • #395 Collapse

            kisi bhe work mein acha experience risk ko kam karta ha is lye forex mein bhe risk ko kam karny k lye acha experience acha balance backup ka hona zarori ha jis sy ap kafi achi earning kar sakty ho risk k bagair
            • #396 Collapse

              g bilkul apny thek suna hai forex risky hai aur is risk ko kahtm karny ky lye ap ky pass experiance hona bohat zarori hai us ky ilawa ap ko apni learning karni chahiye is ky bare me taky ap ky pas zada sy zada information ho jo ap ko help kary jb ap trading kary is sy ap ko profit milny ky chances zada hai aur ap zada earn kar sakyngy jaha tk mjhe lagta hai
              • #397 Collapse

                Probability is recognize in every line including forex as advantageously.So in my persuasion,as a concern of fact,we should accumulation with forex tactfully according to the position with rectify info of forex so that we can lessen the assay factor.
                • #398 Collapse

                  dkhen forex aik risky business hai is me ap risk ko khtm nai kr skty bt ap is me risk ko minimize kr skty hain, bt is ko minimize krny k lye bohat se chezyn matter krti hain. ap ko trading k bary me proper knowledge or experience ho, ap k pas achi skills hn, ap ko money management achi trhan ati ho to ap risk ko minmize kr skty hain
                  • #399 Collapse

                    meray khyaal say agar ham is kam ko kartay wakt daily bases par forex market or news par tawajja dain or us k mutaabiq apni planning karain to ham apni invesment main risk ko minimize kar saktay hain or seekh kar karain to loss bhi kam hota hai use of indicators, fundamentals, emotion less trading in sub chezon ka pata hona chaye;;;;;;;;
                       
                    • #400 Collapse

                      rsik tou dunya k her business may mojudd hay or ager aap risk ko he mad e naazar rakh ker isay kren gay tou kamyabi hasil kerna mushkil hojeye ge, aap ko chhaye k proper direction or knowledge ka sahee use kerty huwey, aap risk ko kam kar sakty hain or profit ko maximize karty hainforex market or news par tawajja dain or us k mutaabiq apni planning karain to ham apni invesment main risk ko minimize kar saktay hain or seekh kar karain to loss bhi kam hota hai
                      • #401 Collapse

                        Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main risk ko kam karnay kay leay traading ko achi tarha say seekh kar samajh kar karen takay aap kam say kam risk le saken
                        • #402 Collapse

                          forex me risk waqae hai lekin is ko kam karny k liye indicators ya best knowledge hona chahye jis k liye hmen aty hi chhalangy lgany ki bjaye emo me practise krni chahaye ta k hmen is k about proper knowedge or experience mil saky market k about how know pta ho ta k trading k bad profit k chances zyada hon
                          • #403 Collapse

                            Mere khyal may tau agar aap bharpur practice kare aur knowledge ko gain karne may hard work kare musalsal tau phr loss ka tau sawal he paida nahe hota. Means buhut sare log trade kar rehe hai jo musalsal profit kama rahe hai is tarah aap bhe kama sakte ho.

                            Thanks to all knowledge providers
                            • #404 Collapse

                              forex mein risk kam kerne ke bohat se tareke hain sab se pehle to aap ko apne emotions ko control kerna hota hai us ke baad ap ko trade open kerne se pehle pori analysis kerni chaye aur, in sab se pehle ap ko planning kerni chaye apna target set kerna chaye,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                forex mai risk bhi hai or isko kam karne k liye zarori hai k ap selfish na bane or forex ko thek se samje market follow kare or jitna ho sake knowledge gain karne ki koshish kare is se risk kam ho jae ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X