forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    Ye aik proper planning hoti hai agar aap let say bullish trend me buying karna chahta hain tu aapko apna order previous level ki base pe plan kar kay place karna hoga buying me or uska stop loss agar 30pips ka banta hai tu profit 90pips ka hona chahiay. Ye one third strategy hai jisko use kar kay aap risk ko kam kar sakty hain or profit ko maximize karty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      ksii bhi busienss me apko greed bht nuqsaan de gi.is business me main risk ko kam karne kay liye apko sab se pehle apni lalach se gurez karna hoga warna ap is daladal main phanste chale jaen gay aur apko nikalne wala koi bhi nahin hoga.is se hm nuqsaan se bch skte hen
      • #423 Collapse

        Mery bhai jahn tk mera khyaal hai yeh aap k knowledge aur experience per depend krta hai agr aap k pass experience nhi hou ga tou aap ko pta nhi chaly ga k trading mein sahi time aur ghalat time ka tou aap loss mein chaly jo gy... agr aap k pass experience hou ga tou aap boht achi earning kr skty hou trade kr k ic liye sb se pehly aap ko apny ander skill develop krna chahiye...
        • #424 Collapse

          this is nice aders k liya hai jis ko trading k experience nahi hia ya trading mein greedy ho jata hain other wise forex mein risky nahi hai. forex mein agar hum daily ya weekly k profit k target set kar leta ha......
          • #425 Collapse

            forex business ma risk sa avoid karna chaye. or kum sa kum risk lana chaye . hamain risky trading sa avoid kar k hamain secure trading karni chaye. is k lye hamain market ka sub sa phly analysis karna chaye. or pher us k bad best trend find out kar k apni best strategy ko apply kar he trading karni chaye. or greed belkul bhe neh karni chaye.
            • #426 Collapse

              Risk is usually present in every firm like forex Equally well.So throughout OUR opinion,as a matter connected with fact,we Should purchase throughout forex tactfully according on the situation throughout correct data connected with forex consequently This my spouse and i may reduce your own risk factor..
              • #427 Collapse

                bhai g forex main risk to khatam to nahe per kam zroor kia ja sakta hai.. is k lai lazmi hai ap proper knowledge se kam karain baher hai ap ksi real trader se training hasil karain mazeed yah internet p kai site per is mutlaq mawad mojod hai. wahan se ap video or text ko download kar k mazeed se mazeed malomat hasil kar sakty hai.
                • #428 Collapse

                  forex mian risk ko kam se kam karne ya khtam kerne k liye apne knowledge k sath sath strategy aisi banai k ap ko loss k chancess kam se kam ho aur ap achi eaning ker pai.
                  • #429 Collapse

                    Acceptance trading to uphold in the prox to fully see and knowledge you can restrain your try of derivatives module helpfulness so untold and there is one artifact that is perfectly no dubiousness a dangerous sector and income.
                    • #430 Collapse

                      bro forex main he nhi kisi or bussiness main b ager lalach karo gay to ap ko nuksan he ho ga or kisi bhi kam main jitna risk lo gay us main utna he profit mily ga or agr ap profit xayada or loss kam karwana chahty hain to ap ko market k bary main pata hona chahia analysis karna chahia k market kis waqat up jati ha kis waqat down jati ha jab ap ko andaza ho jai ga ap ko kafi kuch pata chal gaya ha to then ap thooory thooory risk say xayada bara risk lay sakty hain
                      :o Love You Forex-Pak :o
                      www.hydrogen-oxide.com
                      • #431 Collapse

                        meray khyaal say agar ham is kam ko kartay wakt daily bases par forex market or news par tawajja dain or us k mutaabiq apni planning karain to ham apni invesment main risk ko minimize kar saktay hain or seekh kar karain to loss bhi kam hota hai management ko acha karna hoga aur asi trade llagani chahi jo k analysis ki gai hon aur risk kam ho aur profit ziada ho lahaza yah zrori ha k aap risk management ho acha karain
                         
                        • #432 Collapse

                          forex is a very risky business and so it is not advice able to people trade without proper knowledge, traders should work hard in order to improve their skill at any given point in time so that they can become profitable at all time
                             
                          • #433 Collapse

                            forex main risk nahi laina chaahiy volume slow rakhna chahiy stop loss lagana chaahiy chart k mutaabik trade open krni chahiy jald baazi nahi krni chaahiy es sy aap risk se bach sakty hain
                            • #434 Collapse

                              Forex is a good job.forex mein risk mara khal mein tu un traders k liya hai jis ko trading k experience nahi hia ya trading mein greedy ho jata hain other wise forex mein risky nahi hai. forex mein agar hum daily ya weekly k profit k target set kar leta hain tu hum risky se bhi bech skta hain aur hum ko earning.best of luck.............................................. .......
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Forex is a risky but good profitable business.forex mein risk mara khal mein tu un traders k liya hai jis ko trading k experience nahi hia ya trading mein greedy ho jata hain other wise forex mein risky nahi hai. forex mein agar hum daily ya weekly k profit k target set kar leta hain tu hum.be careful........................................... ..............
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X