Apni Trading Abilities Pe Bharosa Rakhen,Luck Pe Nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    ji haaan ap ney sahi kaha hain bhai k humein forex business main luck par depend nahi karna chayeh balkey apney knowledge and skills se kaam lena chayeh kyun k ye asa business hain jahan luck ki koi ahmiyat nahi balkey ap k andar jo abilities hain uss se ap yahan kaam kar paogey and kamyab hogey .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Aap ko chaiye key aap saab se pehlay forex trading ka experience gain karain aur phr saab se zada se zada knowledge gain karein. Luck tou phr luck hee hai iss me aap ko continuous loss bhi hosakta hai iss liye iss pe bharosa karna bekaar haai aap apni trading abilities pe he bharosa karain tou behtaar hai.
      • #93 Collapse

        bhaai mere khayal sy huumey waqai he apni trading pr bharosa raakhna chahey wo is liiy k insan apni taqder khud likhta he wo zindagi me jitni mehnet kry ga us ko us ka phal mily ga hume bhi trading ko waqt dena ho ga.;)
        • #94 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashan6 پيغام ديکھيے
          Main ap sb ko ye mashwara dena chahta hn ke kabhi bhi forex tarding mien luck pe depend mat karen,hamesha apni trading abilities pe bharosa rakhen,warna agar ap apni luck pe depend karenge to apko phir ek na ek din bohat bara loss hoga jis ki wajah se apka poora account khali hojayega,to hamesha apni trading skills ko develop karne ki koshish karen aur khud se seekhen.
          Jee han humain apny andar trading skills develop karnay chahiyen aur hamesha apny skill per he depand karna chahiye aur bahut sy traders forex main short cuts ko follow karty hain so aisa bilkul nahi karna chahiye.
          • #95 Collapse

            jee han main ap se agree kerta hon ke ap ko forex trading main apni learning or experience per bhorosa hona cheye na ke ap ki luck per iss main ap ki kamyabi hi achi learning ke bagar ap iss business main kamyab nahi ho sakte
            • #96 Collapse

              Right 100% always trust your experince and knowledge in the forex trading not on the luck . practice make a man perfect always keep practice and make a perfecr plan in the trading do not depend upon your luck in the trading. forex is totaly based on the actual calculation
              • #97 Collapse

                Nhin G me to samajhta hun kay hamen apni trading ke leya apni luck per be depend rakhna ha or wo is leya kay ager koi be new trader ho or us ko trading karna nahin aaata hay to us ko apni luck per he bharosa rakhna pary ga is leya kay koi be new trader expert nahin hota ha.
                • #98 Collapse

                  g bhai jan ak trader ko apni trading abilties ko bharana chahye is me luck ka just kam nahi ha g is me luck k sath sath knowledge or experience ki b bohat zrurt hoti ha g forex me kam krne k lie knowledge gain kro lalabest ha g
                  • #99 Collapse

                    forex trading aik risky business hi jis main ap ko llalach se perhaz ker ke hi tardign kerni ho gi then hi ap iss main kamyab ho sakoo ge or earn bi ekr sakoo gye iss main kamyab hona asan nahi hi liken mehnet se possible hi
                    • #100 Collapse

                      app jub bhi trading karain to hamesa apni hi trading par bharosa rakhain na kay app apni luck per yaqeen rakhain to is main app ko chaye kay is main app jitna trading par kaam karain ziada bhter hay na kay app apni luck ka intazar karty rahin.
                      • #101 Collapse

                        sir aksar aisa hota hai k apni abilities k mutabiq or apne knowledge k mutabiq ap bohat achi planning karte hian or us main ap successful bhi ho jate hian magar aisa hota hai k achanak apka loss ho jata hai jab k apki har plannig perfect hoti hai to being a muslim ham apni luck ko totally neglect nahi kar sakte hian
                        • #102 Collapse

                          dkho ma ap c sahmat ni ho forex ma tajrba or luck dono zarori ha en k bna ap ksi kam k ni agr ap allah ko yad kr k trade krta ho to believe me ap kbi b loss ma ni ata tajrba to koi khas ahmiat ni rkhta .baki hr ksi ki apni think ha jsa jsa thek lgta ha ,
                          • #103 Collapse

                            Luck aap kaa Forex trading mein bilkul sath naehin dee sakti because yeh market knowledge koo respect deti hai aur market logical levels per turn leti hai aur ess kee liye app koo technical analysis koo study karna hoo gaa aur abilities koo strong banana hoo ga
                            • #104 Collapse

                              g han brother aap theak keh rahy ho sub se pehly tu humein chaye k jub hum fore trading ka paln bana lyn k iss work ko krna hai tu first of all forex trading ki achi tarah learning or practice krein then hum ko sirf apni abilities or skills se technical ho kr trade krna chaye bajaye k aap trading main luck pr depend kro
                               
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                ji han blkul mre bhai blkul thk farmaya hy apni luck pe na jaye ap trading kios tarah krty ho us pe cncnteratn kro aur apne zehan se nikaldo k mre bhai mri luck ni chali mjhe loss hogya ni esa kch b ni hy mre bhai yhn pe bs apni abilities pe cncntratn rkho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X